Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?
    Forex mein agar hum nay trading kerni hai tou kya hum gold aur silver mein aik hi analysis per trade ker saktay hain kyun kay mein nay dekha hai kay gold aur silver ki movement dollar index kay against hoti hai lakin gold ki movement thori tezz hoti hai silver ki nisbat lakin donoun mein profitable trading ho sakti hai tou aap iss per kya comment kertay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

    Dear forex mein gold ka chart kisi aur commodity kay sath match nahin ker sakta kyun kay aaj aap nay gold ki move bhi dekhi ho gi aur silver ki bhi aur gold nay tou bahut zayada account wash kye hoon gay aur aaj kal market mein gold bullish aur silver bearish ka trend chal raha hai aur iss lye humain her commodity ko alag alag sae observe kerna chahyea aur unn per alag alag analysis bhi kernay chahyeain aur kabhi bhi silver aur gold per aik analysis per trade nahin kerni chahyea kyun kay silver ki market ki apni movement hai aur gold ki market ki apni iss lye forex mein jub bhi trade kerain tou pahele jis commodity ya currency mein aap nay trade kerni ho tou aap ko pahele uss pair ki market ko dekhna chahyea aur forex mein soch samajh ker kaam kerna chahyea kabhi bhi market kay analysis kay beghair trade na kerain
    • #3 Collapse

      Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

      Gold aur silver 2 aisay metals hain jinn pay trading kernay ka risk bohat kamm traders laitay hain. Trading account ka balance iss mai bohat importance rakhta hai aur lot size ki ehmiat dusray number pay aati hai. Gold aur silver aisay metal hain jin ka spread bhi ziada hota hai. Gold ki movement aur silver ki movement taqreebun parallel hoti hai agar gold ki buy ki movement hoto silver bhi buy ki movement he banaey ga issi tarah agar sell ki movement hogi tou silver bhi down he aey ga. Dono ki actual price ka difference he inn ki movement mai faraq daalta hai. Silver gold ki nisbat taqreebun 1% ki move banata hai. Dono mai say kisi aik ki bhi news ho ya signal hoto achay traders dono mai minimum lot size kay saath trades open kertay hain. Gold aur silver mai trading ya tou stop loss aur take profit kay saath karain ya phir confirm trading terminal pay market watch pay trading karain. Trade open ker kay chore dainay say loss he hota hai kiyu kay movement bohat swift aur brisk ho rahi hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

        Dear ais market mai agar ap ne dekha ho to ais mai jo log gold aor silver par kaam karty hai aun ko ye pata hona chaye k ye dono pairs kafi zayda move karty hai agar hum ain par trade karty hai to ain ki waja se kafi zayda profit bhi bana sakty hai aor ain mai kafi zayda loss bhi kar sakty hai aisy hi ais market mai jo log gold par kaam karty hai aun ko ais ki lot ka pata ho k ye kitni move kary ga to hum ko kitna profit aor loss ho ga aisy hi agar ap ne ais market mai kaam karna ho to ap ko ais market mai usd index ko dekh k trade karni parti hai kun ye dono pair usd k against move karty hai aor aus k hisab se hi moment karty hai ais tarha hum acha profit bana sakty hai ais mai ap ne kaam karna hai to ko money management k sath kaam karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

          Commodities py trading krna ya commodity pairs py trading krna aik full time risk aor dangrous target sy fight krna hai aor apko maloom hona chye ky dangrous kam whi krta hai jo expert ho ya experience rakhta ho lehaza har member ko jo new qor learning members hain unko gold aor silver aor oil py trading ky leay demo account ka intekhab krna chye qor wahan py unko gold trading aor silver oil py bahot he low size ky trade size sy start krna chye kam.
          Technical support analysis aor fundamental news analysis ky source qpko maloom hony chye aoni strategy bna ky usko demo account ma use kren aor phr trade len aor experience ky sath professional traders ki trah aor analyst ky mshvry sy humen apna kam krna chye
          Gold aor oil ajkal sensitive hain aor unko avoid krnq behtr hai ya in py achI management ky sath aor stoploss lga ky gold trading best hai
          • #6 Collapse

            Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

            assalamualaikum real Forex trading member jaisa ki aapko maloom hai ki gold aur silver bullish trend mein hai aur sensitively bahut hai market hai volatility bahut zyada hai jiski vajah se aapko Forex trading mein gold aur silver trading karte hue apni management strategy ko bahut tight rakhna hoga
            Aur Saudi Arabia mein main ARAMCO oil dapo ke drone attack ki vajah se crude oil market sensitive hai lazer aapko Forex trading mein support and resistance technical and fundamental analysis indicators ka yuddh karte hue stop loss aur take profit ke limits muqarar karte hue trading karni hogi Forex trading market mein december aur january trading market ma volatility high hoti haiaise hi jab market sensitive vah to aapko trading mein bahut clever quick decision power ke sath emotional control ke sath kam karna hota hai.
            Acha kaam achy daam
            • #7 Collapse

              Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

              dear Forex trading members gold ek achcha trading there hai jispe of trading karke bahut acchi earning kar sakte ho lekin aapko shuru mein Forex trading mein experience aur knowledge hotel karte hue major currency pairs trading karna hoti hai iske liye aapke pass trading ka basic knowledge demo account practice experimental strategies ka experience hona chahie agar aap acche analyst aur acche expert professional trader hai aapko uske bad Forex trading mein crude oil black gold trading karni chahie silver per trading krni chahie aur Gold per training krni chahie
              Gold per trading ke liye aapke pass maximum capital hinna chahie aapka analysis achcha hona chahie gold average daily average movement $30 hai lehaza ar aapko gold ki daily average movement ke hisab se management karni chahie stop loss aur take profit set karna ,
              • #8 Collapse

                Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

                Assalamu Alaikum dear forest members is market mein agar aapane Dekha Ho To ismein Jo log gold aur silver per kam karte hain unke yah Pata Hona chahie ki yah donon per Kafi Jyada Munh karte hain Agar Ham Inka trail Karte Hain To Unki vajah se Kafi Jyada profit banaa sakte hain aur ine mein Kafi Jyada loss bhi kar sakte hain Aise he is market mein jo log Gold per kam karte hain unko is kidhar ka pata Hota Kitni Mohabbat Karegi to Humko Kitna profit aur loss Hoga Aise Hi Agar aapane is market Mein kaam karna ho to aapko is market Mein USD index Ko Dekhkar trade karni padati hai Kyunki yah donon pair USD ke against karte hain aur uske hisab Se Hi movement Karte Hain Is Tarah Ham Achcha profit banaa sakte hain ismein aapane kam karna hai to aapko money management ke sath kam karna chahie tabhi aap ismein successful ho sakte hain aur acchi earning kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

                  Dear members gold and silver trading Forex trading se thora Hat kar hoti hai, Kyunki yeah precious metal ki movement sometime bahut fast Ho Jaati Hai. As compared to Silver Gold is much dangerous trade, Kyunki Ham is ko technically handle nahin kar sakte, gold mostly fundamental base per up and down move karta hai. Is ke alawa gold interlink Hota Hai with United State dollar, Jab Bhi is ki price up and down move karegi gold ki movement bhi fast Ho Jaati Hai. Agar aap gold trading karna chahty hain to aap ko fundamental analysis per zyada depend karna parega aur daily basis per news ko read karna parega tab ja kar aap is mein kamyabi Hasil Karen ge. Bahut se Aise traders Hain Jo gold kis situation ko samajhte Hain To unke liye gold ek cool heaven hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

                    forex trdaing main gold or silver ki trdaig risky pair main mani jati hain en mainmarket kafi fast move karti hai or daily base par he un ki market main price ki changing hoti hai es liye aghr hum apni trdaing in pair main krna chahye tu en main risk ka lvel smal rakhen jitnaap ki tdaing main risk small hoga otni he ap achi trdaing karengy or apko loss bhi jkam hoga ayse oil or gold ki trdaing main loss hny k chnaces tu zyda hoty hain laken aghr hum market ko achi trha se analysis lar k trading karen tu hum boht achi trdaing kar skty hain or es main acha profit bhi gain kar skty hain bus hmari khud ki trdaing ki startgy strong hoi chahye or hmari trdaing main risk bhi small se smal ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

                      Dear friend gold or silver main trading karna both ziada risky ha jab hum gold or silver main trading karni ho to proper analysis karny hon gy or proper stop loss or take profit istamal kar k trade open karni ho ge or proper money management sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy agr bagar knowledge or experience k trading karny gy to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy loss sy bachena ha to humy proper gold or silver ko samjena ho ga gold or silver USD k against movement karty han is ley humy USD ki news pe nazar rakhni ho ge or us k hessab sy apni trade open karni ho tab he hum behtar trading kar k ache earning kar sakty han wasy both risky business ha is main jab tak proper learning karny gy or proper knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha ta k hum successful hon
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

                        agar gold or silver main trading experience hai phir gold and silver par trading karna currency se boht behtar hai q k gold and silver real money hai boht zaida aam life main use kya jata hai waisay local currency isy tarah thik hai agar kisi b pairs main achay profit ka chance ko profit hasil kar laina chayie is main apna hi faida hai aap jis b currency ko buy kar k trade close karo gai wo wapis jis currency main balance rakha howa hai us main hi convert ho jay ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

                          Dear Mere Khyal se Forex main gold Mein trading karna best hai gold or silver 2 metals hai Jin per trading karne ka risk bahut kam traders rahte hain trading account ka balance ismein bahut importance Rakhta hai aur lot size ki dusre members per Aati Hai gold aur silver Aisa metal Hai Jinka spread Bhi Zyada Hota Hai gold ki movement aur Shiva ki movement takriban parallel hoti hai aap God pay trading karke bahut acchi earning kar sakte hain main bus aapko ismein trading karte hue experience aur knowledge Hona chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                            Forex mein agar hum nay trading kerni hai tou kya hum gold aur silver mein aik hi analysis per trade ker saktay hain kyun kay mein nay dekha hai kay gold aur silver ki movement dollar index kay against hoti hai lakin gold ki movement thori tezz hoti hai silver ki nisbat lakin donoun mein profitable trading ho sakti hai tou aap iss per kya comment kertay hain
                            Gold aur silver Forex trading market Mein Kafi difficult commodities Hai gold aur silver donon hi Forex Mein US dollar ke against move Karte Hain agar aap silver aur Gold ke chart ko Dekhen to vah bahut jyada Ek dusre ke jaise hi Munh kar rahe hote hain Kyunki yah US dollar ke against move Karte Hain agar aap in Mein trading karna chahte hain to aapke pass US dollar se related knowledge honi chahie FIR aap ine donon commodities mein bahut acchi trading kar sakte hain aur aapko success hone ke chances bhi bahut jyada hote hain lekin ek baat Apne mind Mein Rakhe ke Forex trading market Mein gold sabse Jyada risky hai jismein bahut Teji se lost bhi ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold aur silver mein trading kerna kaisa hai?

                              Gold aur Silver Forex market key esy 2 pairs hey jes ki market movement same hi hoti hay aur 1 pip me be difference nahi hota, jetny pips gold move karta hay same etni ki movement silver ki market me deki ja sakti hay, Gold aur silver me trading karna bahot achi bat hay agar experience ho to gold aur silver me trading karna hi traders ki life change ho sakti hay, jetna profit other pairs me 1 week me earn karna possible ho sakta hay es se zeyada ka profit gold ya silver me 1 din me ho sakta hay,

                              Gold aur silver ki market analysis karny aur market movement ki judgement agar traders kar sakty hey to esy traders key ley best yahi hay key wo hamesha hi gold aur silver me trading kia karen, trading key ley pairs ki change har time teek nahi hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X