jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy hain.
    dear friends forex business ho ya koi bhi or business ho log business main yehi sochty hain ky ham ko bas loss na ho profit he profit ho asa business main nahi hota hai business main hamesha loss hona aik business ka hisa hota hai ky loss say he ap ko business main learning milti hai aur loss ky bad he ap ko experience milta hai jiss say ap success hoty hain iss lea meri yehi advice hai ky jab loss ho jay tu usy bardasht karain aur apny mind main yehi bat rakhain ky yeh business main success hony ki qeemat hai ju ap nay ada karni he hai mager jab ap aik dafa forex main success ho jaty hain tu yeh loss hona khtam ho jata hai aur ju ap nay salo main loss kia hota hai wo kuch month main pora ho jata hai iss lea loss hony pay preshan na hon balky iss advice ky sath motivation lain ky ap loss kar ky apni kamyab hony ki qeemat ada kar rahy hain ju har koi karta hai hum akely nahi karty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy h

    gee ap ne sahi kaha hai hume har lose se faida hota ha jab lose hota ha tu hume apni mistake ka pta chal jata ha ur hum dobra os mistake ko nai krte hein is liye har lose se hume faida hi hasil hota ha hume is main daily kam krna chaiye jitna acha hum is business main work krein gey hamre liye utna hi faida hoga hume is main apni mistake ko fallow krna chaiye mistake ko fallow krein gy tab hi hum is business main eik achy traddr ban sakte hein hume daiy tecnical analysis ur fundamental analysis ko dekhna chaiye lose hone se tension nai leni chaiye har lose k bad hume kameyabi hasil hoti ha hume is main soch smaj kr kam krna chaiey jinta acha work utna hi acha profit
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy h

      forex trdaing main jub hmain loss hota hai tu hmain kbhi bhi osy negtive pointof view main nahi ly k jani chahye q k jub humayse he loss ko positive mind main lay kar chalen tu hum apni trading main loss se bhi boht kuj sikh skty hain tu aghr hum forex main loss k bad apny emotions par control rakhen tu hum apni trdaing main achi trdaing k liye khud ko tiyar kar skty hain jis se hmain loss nahi hota or hum apni agli trading se profit eran kar skty hain es liye hmain apny loss k bad kuj kam kar len hum apni trading ko kamyb bna skty hain

      1: sub se pahly tu loss k bad loss hony ki wjah ko chek karen k hmain loss howa q hai.

      2: os k bad apny loss ko recover karny k liye proper planing karen k hum ny kis trha se loss ko recover karni hai. os k liye zarori hai k ap kam risk k sath trading karen

      3: small lot k sath apni trading main loss ko recovr karen,

      4:jub humari apni koi galti hoti hai tu apko apni os galti ko khtm krna hoga jis se hum apni trdaing ko aik achy point par rakh skty hain.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy h

        G han agar loss trading me na ho to traders kabi kamyab be nahi ho saken gey, loss hony key bad hi traders ko apny mistakes ka knowledge hota hay aur jab traders ko apni ghaltiu ka ehsaan ho jata hay aur traders es ko identify karny me kamyab ho jaty hey to traders bahot asani se es business me kamyab be ho sakty hey,

        Loss ko ham trading me reduce zaror kar sakty hey hamy kamabi hasil karny key ley loss ko kam se kam karna chaye agar ham bahot zeyda koshish be karty hey per be hamy loss ho sakta hay es waja se jab be loss ho to es ko avoid karny key bajaye es se learning ki koshish karni chaye.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy h

          g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex main hmain loss hota rahta hai es liye kbhi bhi apni trdaing main loss hony par pareshan na hon loss jub hota hai tu hmain es bat ki realizaion milti hai k hum main kuj point ayse hain jin ko leran karny ki zarort hai q k hmain loss hmari khudki wjah se hota hai tu aghr hum apni trdaing main kamyb hona chahty hain tu hmain chahye k hum apni trdaing main kamyb hona chahty hain tu hmain apny loss se apni trdaing ko bahtr krna chhaye jub tak hum apni trdaing ko zyda se zyda learn nahi karty hain tab tab hum nakam hoty rahty hain hmaisha he apni trdaing main positive soch k sath trading karen jis se apko loss na ho saky
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy h

            Forex trading mai profit kamanay ka sochna aik bohat achi aur positive soch bhi hai aur approach bhi hai. Trader uss waqt tak kaamyabi nahi haasil ker sakta jab tak uss kay zehan mai profit ka target nahi ho. jab bhi koi maqsad saamnay hota hai tou uss ki raah mai anay waali mushkilaat ko bhi hans kay bardaasht ker lia jaata hai kiyu kay maqsad aur manzal tak pohanchna ziada zaroori hota hai aur raastay mai ruk janay say manzil nahi mila kerti. agar trading kertay huay loss hota hai tou bhi mayusi ko jagah bilkul nahi daini chaiye.

            Loss honay say hamesha koi na koi sabaq seekhna zaroori hai aur trading mai jitna loss say seekhtay hain utna profit say nahi seekhtay.Iss mai koi shaq nahi hai kay her kaamyabi ki koi na koi qeemat ada kerni parti hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy h

              Dear her trader jo ais market mai se paisa kama raha hai wo ais market mai kai dafa loss karta hai aor banda ais market mai tab hi sekh sakta hai jab banda ais market mai loss karta hai aor aus k baad wo ais mai apny oper analysis karta hai k ais market mai aus ne loss kaisy kia hai jab wo ais market mai apni ghaltian sahe kar leta hai to aus k baad hi wo ais market mai se paisa kama sakta hai agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais mai loss ni ho ga agar ap ais market mai loss kar lety hai to ap ko ais mai tension ni leni chaye agar ap ais market mai tension ley gay to ap ko ais mai mazeed loss ho ga agar ap thora sa loss karty hai to wo ap asani se recover kar sakty hai aor aus ko dekh k ap acha plan bana sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy h

                hanji bhae ap ki bat theek hai bilkul forex trading main loss hona aik business ka part hai jiss ky badly main hmain bohat knowledge milta hai aur hmain hamri mistakes ka pata chalta hai jiss ki wajah say ham loss kar rahy hoty hain ager ham yeh samjh jain ky hamry loss ky against hm ko ju experience mil raha hai uss ki qeemat loss hony wali amount say kahin ziada hoti hai tu forex main bohut jald kamyab hasil kar lain kyon ky forex main jab ap ko loss hota hai tab he wo time hota hai jab ap apny loss ko samny rakh akr sekhain aur asa experience hasil karain ky ap ko os galti ki waja say again na loss karna pary loss hona he hai chahy ap new trader hai ya old trader hain kyon ky yeh business main must hai ap dunia ky kisi bhi business ko dekh lain loss ky sath sath he ap ko profit milta hai kyon k jab ap loss kar rahy hoty hain tab dosri side say kisi ko profit ho raha hota ha aur asy he market kam karti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy h

                  Business koi bhi ho loss ho jana bari bat nahi hoti forex may ager in case humain loss hota hai tu humsha mind may rakhna chahye Kay loss ko recover karna bohat zarori hai is tarha forex may kamyabi hasil ki jati hai forex may loss ko recover karne Kay liye humian apna knowledge or experience ko increase karna chahye or sath sath mehnat karni chahye Kay jald ho loss ko recover kar liya jiye easily jitna ziyda hum mehnat karty hain or apni weak points ko remove karty hoe trade lagty hain or ek hi galti bar bar nahi karty balky apni galtiyo say KuCh na kuch dikhty hoe trade lagty hain achi earning Kay liye apni mistakes say learning hasil karna bohat hi zarori hota hai forex trading may active rhne Kay liye humsha apne mind may yah bat set kar lyNi chahye Kay loss ho jana it's not a big deal recover karna or confidence say face karna ziyda zarori hai ta Kay humain recovery ki opportunity mily or hum achi earning kama saky shukria...
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy h

                    Trading me agar loss ho jaye to es condition me ham learning karny aur acha trading experience hasil karny key ley mehnat karny lagty hey es waja se hi hamari trading expernice me be ezafa ho sakta hay, loss ko avoid karna zeyda dangerous hay agar loss ho jaye to 80% traders es loss ko avoid kar lety hey jab key 20% traders jo key professional hoty hey wo es loss key reason ko find karny key ley mehnat karny lagty hey, agar loss hony ka reason be maloom ho jaye to me esy traders ki kamyab hi es ko samjta hon, loss ho sakta hay aur bahot zeyda be ho sakta hay magar ye loss kesi na kesi waja se zaror hoti hay hamy es loss ka reason maloom karna bahot zarori hota hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy h

                      G han friend bilkal asa hi hota hy hr kisi ki wish hoti hy hr koi chahta hy k usy hmasha profit hi hasil ho kbi b loss na ho jb k asa kbi b ni hota dunya ka koi bi kam ho koi b business ho chahy wo koi online business hy ap us m hmasha profit hi hasil ni kr skty ap ko kbi na kbi loss b hota hy ap hmasha successful ni ho sakty loss b hmari zindgi ka aik hisa hota hy hamy loss ko b essept krna chaiy q k ye loss or hmari mistakes hi hoti han jo hamy skhati han or ham phr wo mistakes ni dohraty jin sy phly loss hoa jb ap start m musalal loss krty han to phr ap apny loss sy sekh jaty han or phr ap ko loss hona bnd ho jata hy ya bot km loss hota hy ye loss asal m ap ki kamyabi ki qemat hy jo ap ko successful hony m madad dyta hy
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy h

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                        dear friends forex business ho ya koi bhi or business ho log business main yehi sochty hain ky ham ko bas loss na ho profit he profit ho asa business main nahi hota hai business main hamesha loss hona aik business ka hisa hota hai ky loss say he ap ko business main learning milti hai aur loss ky bad he ap ko experience milta hai jiss say ap success hoty hain iss lea meri yehi advice hai ky jab loss ho jay tu usy bardasht karain aur apny mind main yehi bat rakhain ky yeh business main success hony ki qeemat hai ju ap nay ada karni he hai mager jab ap aik dafa forex main success ho jaty hain tu yeh loss hona khtam ho jata hai aur ju ap nay salo main loss kia hota hai wo kuch month main pora ho jata hai iss lea loss hony pay preshan na hon balky iss advice ky sath motivation lain ky ap loss kar ky apni kamyab hony ki qeemat ada kar rahy hain ju har koi karta hai hum akely nahi karty.
                        Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main humy loss hota ha jab to humy is sy seekna chae ha jtna hum apni galtiun sy seekty han utna or kisi sy ni seek sakty han is ley agr loss ho bi to is sy tensn na lan balky us ko samjny ki kosish karny k loss q hua ha hum ny kya galti ki ha or wo kis waja sy ki ha or phr next time us galti ko na karny ta k humy loss na ho hum log ziada sy ziada profit hasil kar sakeny jtna hum log seeken gy or samjny gy forex trading KO hum utny ziada kamyab ho sakty han is ley agr hum ny kamyab hona to forex trading ko seek k Karna ho ga ta k humy loss na ho or hum ache trading kar saken
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza:loss ky bad aik bat mind main rakhain ky ap kamyabi ki qeemat ada kr rahy h

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                          dear friends forex business ho ya koi bhi or business ho log business main yehi sochty hain ky ham ko bas loss na ho profit he profit ho asa business main nahi hota hai business main hamesha loss hona aik business ka hisa hota hai ky loss say he ap ko business main learning milti hai aur loss ky bad he ap ko experience milta hai jiss say ap success hoty hain iss lea meri yehi advice hai ky jab loss ho jay tu usy bardasht karain aur apny mind main yehi bat rakhain ky yeh business main success hony ki qeemat hai ju ap nay ada karni he hai mager jab ap aik dafa forex main success ho jaty hain tu yeh loss hona khtam ho jata hai aur ju ap nay salo main loss kia hota hai wo kuch month main pora ho jata hai iss lea loss hony pay preshan na hon balky iss advice ky sath motivation lain ky ap loss kar ky apni kamyab hony ki qeemat ada kar rahy hain ju har koi karta hai hum akely nahi karty.
                          As-salamu alaykum aapki baat bilkul theek hai Forex trading bhej dena chahie Nahin Duniya Ki Har Kisi Business mein Ham loss to kar hi Baithe hain lekin Vahi log kamyabi Hasil Karte Hain Jo loss hone ke bad apne aap ko dubara se standard karte hain aur Pahle Se Jyada hard working Shuru kar dete Hain Kyunki loss ho jana Koi Itni Badi Baat Nahin Hai uski reason ko find Na Kar Pana Jyada Badi baat hai agar Ham loss ko bardasht kar lenge To Ham Ek successful trader banne Jaenge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X