Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?
    Dear members maira aap say sawal hai kay forex trading shuru kernay kay baad her trader sirf profit he kiyu kamana chahta hai? Forex mai tou loss bhi hota hai magar trader ko loss ki fikar ki bajaey sirf profit ki he fikar kiyu hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

    Forex business ko join karny ka maqsad hi investors ka yahi hota hay key wo profit earn kar saky aur har trader ki mery khayal me koshish aur maqsad profit earn karna hi hota hay, ham kabi be enjoy karny ya time pass key ley Forex business me investment kar key es me trading karny ka nahi soch sakty, profit earn karna hi hamara main maqsad hota hay, professional traders esi waja se mehnat be zeyda karty hey aur din rat 1 kar key achi learning karny ki soch be rakty hey, positive soch agar raki jaye to kamyabi hasil karna asaan ho jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

      Dear forex aik business hai aur business tou hita hi income hasil kernay kay lye hai aur forex mein log trading kertay hi issi lye hain kay woh iss sae apnay lye income hasil kerna chahtay hain her aik banda kisi na kisi kaam sae apni rozi roti talash kerta hai aur kuch log forex sae munsalik hain aur woh chahtay hain kay woh ss business ko forex trading ko apna permanant business bana lain aur iss sae apnay lye profit hasil kerain kyun kay forex tou aur bhi bahut brokers kerwa rahay hain pakistan mein lakin insta jitni facilities apnay members ko trading kay lye dae raha hai itna aur koi broker nahin ker raha hai insta humain forex mein trading kay lye bonus deta hai jis sae hum trading kertay hain aur uss sae apnay lye profit hasil kertay hain jub kay humari apni iss kaam mein koi investment nahin hai tou iss lye her banda chahta hai kay woh forex mein kaam keray aur iss sae profit hasil keray jo kay aasaan zaryea hai income hasil kernay ka
      • #4 Collapse

        Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

        Yeh tou her banday ka dil chahta hai kay uss ki forex mein earning achi ho aur yeh koi nahin chahta kay uss ko kisi kaam mein nuqsaan ho
        Forex mein bhi yehi hota hai kay her trader ki yeh khawaish hoti hai kay uss ko forex sae achi earning ho aur iss kay lye woh forex mein bahut zayada mehnat bhi kertay hain koshish tou her trader ki yehi hoti hai kay uss ko profit ho aur woh profit ka hi soch ker forex mein kaam kertay hain lakin kabhi loss bhi ho hi jata hai tou uss mein himat sae kaam lena chahyea
        Forex mein kuch logoun ka tou iss trading business per hi guzara hota hai unn ka tou forex kay ilawah earning ka koi aur zaryea nahin hai tou woh yehi chahtay hain kay unhain forex sae earning hi ho unn ko kabui bhi loss na ho woh hamesha issi sae hi earning hasil kerna chahtay hain aur jo bhi forex sae earning kerna chahtay hain tou woh forex mein mehnat sae kaam kertay rahain tou unn ko kamyabi hoti rahay gi
        • #5 Collapse

          Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

          forex trading main hum wotk is lia karty han k hum is sy profit hasil kar sakyn agr hum forex k business ko time dyty han to is ka koi to fayda ho hum apna time wast na hony dyn jo time work karty han is sy profithasil karyn na k loss forex trading main koi banda ya nai chahta k is ko nuksan ho har koi profit hasi krny k lia kam karta hy forex trading py logg kam karty hi is lia hain ta k incom hasil kar k apny ikhrajat pory kary agr aik syudent is py work karta hy wo apna kimti time isy dyta hy wo hargez ya nai chahy ga k isy loss ho wo to kam hi is lia karta hy k wo apny expensive pory kar saky.
          • #6 Collapse

            Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

            G han dear ab ap khud daikha lain kay koi bhi ager trading mai ata hai tu us say faida he hasil karna chata hai na kiyu kay ager wo faida ni kaye ga tu us ki trading ka kiya faida hai mai ap ki nat say mashoobat rakhta hun per ap ko yun khaina chaye kay har trader hemsha he profit ka sochta hai kiyu jay aksar aisa hota hai kay har aik trader hamesha profit ka he sochta hai jub kay lose kay barye mai koi ni sochta hai jo kay theak bat ni hai na kuyu kay ye business aik aisa business hai jis mai peofit bad mai hai aur lose phkye hai kiyu kay ap jub bhi trade ko open karain gaye tu aik dum say ap ko lose he lose daikhye daye ga kiyu kay lose daikhye dainye ki waja he ye he hotye hai kay warn kiya jata hai tu humain pher us mai soch laina chye kay es mai lose bhi ho sakta hai ye theak hai kay humain profit kay barye mai sochna chye kiyu kay profit ka bhi humain kafi faida hota hai per sath mai ye bhi soch lain kay thora thora kar kay ho kiyu kay aik dum say he zayda laimye kay chakar mai kuch ni bachta hai tu kosesh karain kay koi aisye stergety rakhain jis mai ap ko lose say bachna ho kiyu kay jub ap lose say bachain gaye tu profit ap ko auto pay he mil jata hai aur zayda ka lalch kabhi na karain tu better hai
            • #7 Collapse

              Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

              Assalamu Alaikum dear phone number dear brother Zara Si baat hai agar koi kaam kar raha hai to vah isiliye kam karta hai ki vah Achcha profit Kama sake yah acchi earning kar sakte Koi Bhi Ja To Nahin chalega ki uska loss Ho Jaaye aur uska account wash Ho Jaaye isliye Sab traders Yahi Chahte Hain Ki Unka profit ho aur Dada Se Jyada profit ho aur loss Na Ho lekin Kuchh traders Aise Hote Hain Jo Chahte Hain Ki unhen profit bhi ho jaaye Aur mehnat Bhi Na Karna Pade To Aisa bilkul bhi Mumkin Nahin Hai profit earning karne ke liye aur Paise kamane Ke Liye mehnat ki bahut jarurat hai iske liye Hamen acche experience on knowledge ki bahut jarurat hai agar hamare pass Achcha knowledge or experience Nahin Hai To Ham jitni Marzi mehnat kar le Hamen Koi profit Hassan Nahin Hoga aur Hamari trading bilkul bekar Hai iske liye Hamen acchi profit kamane ke liye Hamen Achcha sirsasan karna hoga aur uske liye Hamen Dam account Kise Di gai hai Hamen time account mein kam Karke Achcha Prince Hasil karna hoga Uske bad hi real account mein investment Karke trading Karni chahie Taki Hamen loss ke chances bahut kam ho jaaye aur Hamen Achcha profit ho
              • #8 Collapse

                Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

                bhai jan forex trdaing ka bsuiness aik eraning business hai or hmain tab he earning milti hai jub humain profit milta hai tu hmain chahye k hum apni trdaing main kamyb trdaing krna chahty hain tu hmain apni trdaing main mahant krna hogi or forex ko smjhna hoga q k jub tak hum forex ko smjh nahi skty hain tu hmain kbhi bhi acha profit nahi milta hai tu aghr hum yah chahty hain k hmain acha profit mil jay tu hmain sath main mahant bhi otni he karni parhti hai es k ilwa aghr hum yah smjhen k hmain kuj bhi na karna parhy or humain profot milta rahy tu hum apni trdaing main kbhi bhi profit ahi gain kar skty hain tu aghr eraning chahty hain tu hmain leraning par focus krna hoga jitni achi leraning hogi otna he hmain acha profit mily ga or hum kamyb trading bhi tab he kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

                  Agar hamara maqsad Forex business ko join karny ka profit earn karna na ho to aur kia maqsad hona chaye? har trader esi waja se Forex business me investment karta hay key wo apni investment ko increase kar saky aur profit earn kar saky, agar ham profit earn karny me kamyab nahi hoty ya hamara maqsad just time pass ho to hamy es business se door rehna chaye, Forex market me bahot zeyda risk involve hota hay es waja se hamy time pass key ley ya kesi aur maqsad se Forex business ko join karny ki ghalti nahi karni chaye, hamara maqsad ye hona chaye key hamara trading experience acha ho saky aur sath me hamy acha profit be hasil ho jaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

                    bhai jan forex main profit he hmari eraning hoti hai or har trador he eraning k liye he forex ko join krta hai or forex aik aysa business hai jis ko hum gher bethy he eraning ka sources hai es liye aghr hum apni trdaing main kamyb hona chahty hain tu apko mahnt krna hogi q k jub ap mahant karty hain tab he ap kamyb trdaing kar skty hain or profit gain kar skty hain boht se tradors profit tu chahty hain laken wo mahant nahi karty hain es liye aghr ap forex main kamyb hna chahty hain tu apko mahnt krna hogi or apko loss bhi kam tab he hota hai jub ap ny mahant se forex ko leran kiya hota hai or leraning se he ap kamyb trdaing kar skty hain jis se apko loss bhi nahi hota hai or ap jitna profit chahty hain otna he apko mil jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

                      To dear ap ais dunia mai koi bhi business start karty hai to aus mai aisi liay investment karty hai ta k waha se ap paisa kama k apni zindagi achi guzary agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ap ais market mai trade karty hai to ap ais mai apna aik target le k aaty hai k ap ne ais market mai kaisy kaam karna hai aor ais market mai se kitna paisa kamana hai agar ap ko ais market mai profit na ho to ais market mai kaam karny ka kai faida hai ais liay hum ko agar ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai sab se phly apna plan bana lena chaye aor aus k hisab se kaam karna chaye agar hum ko loss ho raha ho to ais market mai kaam choar k plan sahe karna chaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

                        Dear members forex trading aik karobar ke qisam hay and jab karobar main time and money invest ki jati hay to zahir hy har banda us earning he lena chata ho ga. Har trader ke buniadi zarorat hay bussiness ko grow karna nad earning lena magar is ke sth yeh bhe chahy ke earning ke sath satj learning bhe lety rahin takay ap ke kamai main aur izafa ho. Koi bhe bussiness ho agar tareqay se shuru kia jaiy to kamyabi yaqin hay, koshish karin bonus ko right direction main use krin agar aik dafa ap bary loss main a gay to phir account ko stable karna na mumkin ho jaiy ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

                          Forex kyu Kay profitable business hai is liye hir trader koshish karta hai Kay ziyda sy ziyda mehnat kar Kay forex say acha profit kama liya jiye bohat say investors apni ziyda earning Kay liye bohat ziyda mehnat karty hain or apne experience ko use karty hoe profitable trade lagty hain or acha profit hasil karty hain forex say achi earning Kay liye humain forex ko samjna forex ko learn karna bohat ziyda zarori hai begaar learning say hum kabi bhi achi earning nahi kama sakty forex may achi earning Kay Maqsad Kay liye humian koshish karni chahye Kay hum mehnat karain or trade lagty hoe kam risk lyn or apni loss ko control karty hoe trade lagai jiye jis say acha profit earn kiya ja saky shukria....
                          • #14 Collapse

                            Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

                            Ji ap nay bohat acha question kia hay yeh bat sach hay k har koi Forex trading main bal k main to kahoon ga har business main businessman profit hi earn karna chahta hay koi bhi loss kay liay tiar nahi hota jab k Forex trading main to yeh trend aam ho chuak hay har koi profit kay pechay bhag rahay hain koi loss ko face karnay kay liay tiar hi nahi hay Forex trading main trader ko chahiay k woh Forex ki achi taran learning karay aor poori taran knowledge hasil kar laina chahiay Forex trading main profit and loss dono parts of business hain es liay traders ko chahiay k woh trading kay doran profit and loss dono ko face karnay kay liay tiar rehna chahiay ta k loss ki soorat main apnay emotions pay qaboo paia ja sakay aor kamyab trading ki ja sakay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                              Dear members maira aap say sawal hai kay forex trading shuru kernay kay baad her trader sirf profit he kiyu kamana chahta hai? Forex mai tou loss bhi hota hai magar trader ko loss ki fikar ki bajaey sirf profit ki he fikar kiyu hoti hai?
                              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main har trader apni har trade profit main close karna chahty han par asa hota ha ni both kam chance hoty han is ley humy loss sy darna ni chae ha ye business ka hesa ha is ley humy chae ha hum apni full mehnat Kar k knowledge or experience hasil karan or proper analysis karna seekena chae ha us k baad jtna ziada ho sakta ha demo account main practice karny ta k ap ko loss na ho or maximum profit ho is k ley learning or practice karny jtni ziada ho saky is ley humy chae jtna ho sakey to proper learning karni chae ha jtna ziada knowledge or experience hasil karan us k baad real account main trading start karny ta k ap ko loss bilkal bi na ho or maximum profit hasil karany

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X