Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Dear members maira aap say sawal hai kay forex trading shuru kernay kay baad her trader sirf profit he kiyu kamana chahta hai? Forex mai tou loss bhi hota hai magar trader ko loss ki fikar ki bajaey sirf profit ki he fikar kiyu hoti hai?
    Dear friend koi bi investment kar k loss ni karwana chahty han is ley har koi profit hasil karna chahta ha is ley sab log behtar trading kar k ache earning kar sakty han forex trading main jtni bi mehnat karny knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k humari investment zaya na ho or humy acha profit bi hasil ho or hum forex trading main kamyab bi hon jtni planning or strategy sy trading karny gy to humy utna he ziada behtar profit ho ga or hum ziada sy ziada ache earning kar sakeny gy is ley humy behtar trading karni hon ge forex trading main sab log ache learning or practice sy ache trading kar k ache earning karna chahty han is ley humy proper money management or risk management ko seekena ho ga or proper analysis karna seekena ho ga is ley hum log behtar trading kar k kamyab ho sakty han is ley investment kar k har koi acha profit hasil karna chahta ha ta k ache earning kar sakeny
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Her trader profit he kiyu kamana chahta hai?

      forex trading main har trader he profit kamana chata ha koi bhi asa trader nahi chahy ga ky mujhy forex main loss ho es lea forex market main profit us ko hota hai ju is main hard work karta hai aur lalch ky bgair trade karta hai es business main nuksan karny waly logon ki tadad ziada ha kyon ky wo es business ko pesa bnany wali machine samajh laity hain aur es ky rules ko follow nahi karty hain jiss ki waja sy rules ko follow na karny sy loss hota hai aur ju forex main pehly sekhty hain learn karty hain aur achi tara say demo main practice kar forex ki realty ko jan kar kam karty hain wo he forex main profit kar paty hain phir he un ko faida mil sakta ha.
      • #18 Collapse

        Har trader chahta hai kay woh profit ki earning kar lay. Ap jab apni trade ko behtar karny kay leye zarori hai kay ap sahi sy us mai trend ko follow karain. kudh kay analysis ho gy or ap kay kuch khas pairs or un kay indicators hogy tu ap ko bad mai sahi taraf sy us ka trend find karny main madad mily gi or ap achi tarha sy apni trade kay stop loss or take profit ka fiada otha sakty hain. loss tab hota hai jab ap sahi tasrha sy apni trade ko manage na kar sakain or bad mai ap jab woh mistake dour kar kay proper strategy ko use kar kay earning kar sakty hain.
         
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Har trade sy profit ho zarori nahi hai. or ap har bar successful analysis be nahi kar sakty hain. some time ap kay analsysi market kay mutabiq trend ko find nahi kar sakty esleye kabi ap ko loss ho jaye tu ap ko loss ko accept karna cheye or mazeed apna focus us mistake pay ap ko karna hoga jis ki waja sy ap ko loss howa hai. loss mai woh trader fail ho jaty hain jo loss ko accept nahi karty hain or even without practice loss ko recover karny kay leye emotional trades karty hain jis waja sy un ko loss ho sakta hai.es loss sy bachny kay leye zarori hai ap apny loss ko recover karny kay leye behtar trade analysis kr kay profit or loss ko recover kar sakty hain.
           

          اب آن لائن

          Working...
          X