kia trading session ko samjhny say hamri trading ka acha result askta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia trading session ko samjhny say hamri trading ka acha result askta hai?
    dear friends jesy ky ap janty hain forex market main session hoty hain aur jab aik session close hota hai tu dosra open ho jata hai aur jab dosra close hota hai tab next session chalta hai jesy,
    1: Sydney Session
    2: Tokyo Session
    3: London Session
    4: New York Session
    ager ham in session ko samjh jain ky kis session main kon sa pair ziada move karta hai tu ham un session main sirf usi pair main kam kar ky us main profit earn akr sakty hain iss tarah say ham ziada market main acha result hasil kar skty hain kyon ky main nay bohtu sary professionals ko dekha hai wo session ko dekh kar trade karty hain aur jis currency ka session out ho jay uss main trade karny say avoid karty hain ziada tar log pakistan time ky mutabik 1 bjy k bad jab session open hota hai us main trade karty hain aur sham ky time ju session open hota tab trade karty hain kyon yeh session major currency ky hoty hain jiss say tmam currency movement fast kar daiti hai is lea hmain session ko bhi mind main rakh kar kam karna chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia trading session ko samjhny say hamri trading ka acha result askta hai?

    G ha dear bilkul kun k ap ne agar dekha ho to ais market mai kisi time moment slow hoti hai aor kisi time fast hoti hai agar ap ne dekha ho jab 2 session aik sath chal rahy hoty hai to aus time market mai bahot hi zayda moment ho rahe hoti hai agar ap aus time koi trade lagaty hai to ap ki trade thory se time mai profit mai aa jati hai ya loss mai aa jati hai magar jab market slow hoti hai aor aus time koi session end ho raha ho to aus time log ais mai kaam ni kar rahy hoty to aus time ais market mai moment bahot hi kam hoti hai agar ap aus time trade lagaye to market waha hi rehti hai aor ap ko aus time faida atna zayda ni hota ais liay agar ap ne ais market mai kam karna hai to ap ko session k bary mai pata hona chaye.
    • #3 Collapse

      Re: kia trading session ko samjhny say hamri trading ka acha result askta hai?

      Market sessions ko agar samja jaye to es key through hamari trading positive ho sakti hay aur ham different strategies ko profitable bana sakty hey, mostly hamari strategies work nahi karti hay aur ham es ko fazul samaj kar mind se nikal lety hey agar ham esi strategies ko different market sessions me use karny ki koshish karen to hamari har trading strategy hamy acha profit de sakti hay, jes strategy hamy loss deti hay aur ham es ko use nahi karty ye strategies different market sessions me bahot zeyda profit earn karny me help de sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: kia trading session ko samjhny say hamri trading ka acha result askta hai?

        Forex market ka aik poora nizaam hai jisay samajh kay kaam kernay say acha business develop kia jaa sakta hai. Agar forex trading business ko mutaqil profession banana hai tou market ki bunyaadi batoo ko smajhna bohat zaroori hota hai. Pooray world mai trading market 3 mukhtalif time zone mai taqseem ker dia gaya hai. Her time zone mai bhi aik he waqt mai 2 say 3 market aik saath chal rahi hoti hai. Is tarah forex market business ka poora nizaam online aik marboot nizaam kay saath aik dusray say jura hua hota hai. Aik time zone mai market band honay say pehlay next time zone mai market open ho jati hain. Aur jab aik zone ki market close aur dusray ki opening hoti hai tou 2 jagah pay markets overlap kerti hain. Trading kay liye aik acha timehota hai.

        Trading markets kay sessions ko samajh kay kaamkernay mai bohat faida hai kiyu kay market overlaps ka faida aur market movements ka undaza ziada behtar undaaz say lagaya jaa sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: kia trading session ko samjhny say hamri trading ka acha result askta hai?

          dear har session main alag se movement hoti hai hume session ko samjne k liye is main menat krni chaiye market main hume profit hasil krne k liye zada se zada knowledge ur experince hasil krna hota ha jitna zada hum is main work krein gey hamre liye utna hi kam ha is main menat krne se hi hi hum agy ja sakte hein hardwork lazmi hota ha hume is main daily tecnical analysis ur fundamental analysis ko dekhna chaiye ye business hamre liye eik sab se acha tofa hai hume is faida hasil krna chaiye is main hume market k chart ko be fallow krna chaiye chart ko fallow krne se hume profit mil sakta ha candle ko fallow krein candle se movement hoti hai market main
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: kia trading session ko samjhny say hamri trading ka acha result askta hai?

            Dear forex forum fellowz Asalam.o.alikum trading market ma ap jitni mehnat kro gay utni kamyabi mily gi apki bat bahot wazan wali hai ky humen trading sessions ko bhi smjhna aor is pr bhi tawajoo deni chue
            Humen maloom hona chye ky konsy trading session ma liquidity high hoti hai aor kon sy session ma zeyada contribution hoti hai ya zeyada broker kam kr rahy hoty hain in ka maloom hona analysis ki asal waja hai dear forex forum fellowz trading ma apko preferred analysis sentiments aor trading experience use krnq chye emotional control market ma bahot zarori hai.
            • #7 Collapse

              Re: kia trading session ko samjhny say hamri trading ka acha result askta hai?

              g ap ny bilkul thek kaha jasa k ham janty han k forex trading aik mushkil or hard work hy to is k lia hamyn is k session ko samjhana bohat zarori hy agr hum forex trading mian kamyab hona chahty han to is k lia session ko samjhna bohat zarori hy .session main jo movement hoti hy hamyn isy samjhany k lia mahnat ki zarort hy jitni mahnat karyn gy profit b utna hasil ho ga.market main kabi movment slow hotoi hy kabi zayada hoti hy session k end main movement slow ho jati hy or jab 2 session akathy chal rahy hon to movment zayada hoti hy market main agr session ko samjha jay to is sy hamari trading improve ho sakti hy.
              • #8 Collapse

                Re: kia trading session ko samjhny say hamri trading ka acha result askta hai?

                G han dear ye waqiya he such hai kay trading session ko samjhain mai humain kafi faida ho sakta hai aur us mai kam kar kay hunari trading bui kafi better ho skatye hai asal mai us ki waj ye he hotye hai na kay hum es mai kam kartye hain tu us mai trading kay barye mai he parhtye hain tu seekhtye hain tu es waja say mujhue lagta hai kay es mai humain kafi achi information mil jatye hai jis kay bad humain trade ko ooen karnye mai ye kisi bhi trade mai lagnye mai zayda dashwari ni atye hai tu es waja say mai ye khaina chata hun kay humain trade session ko jion zaroor karna chye aur es kay faidye lainaye chaye jhan tak ho saktye hain zayda say zayda faida tabhi ho ga jub hum trading session ko join bhi karain aur es mai kam kar kay aik achi earning bhi lain sakain ye waisye hai best trading ko seekhnye kaliye apni tarding ko es mai kam kar kay kafi barha saktye hain
                • #9 Collapse

                  Re: kia trading session ko samjhny say hamri trading ka acha result askta hai?

                  Assalamu Alaikum dear Forex members ji han bilkul Kyunki aapane Agar Dekha Ho To is market mein kisi time moment slow Ho Jaati Hai Aur Kisi time fast hoti hai Agar aapane Dekha Ho Jab do Sachin Ek Sath chal rahe hote hain to use time market mein bahut hi jyada Munh mat ho rahi hoti hai agar aap use time Koi Lagate Hain To aapki Tarah Thode Se time mein profit Mein a Jaati Hai Ya loss Mein Yaad Aati Hai Magar Jab maarpeet slow hoti hai aur use time Koi session and ho raha ho to use time log ismein kam nahin kar rahe Hote to use time is market Mein moment bahut hi kam hoti hai agar aap is time travel lagaen to market vahan hi rahti hai aur aapko use time fayda Itna Jyada Nahin Hota isliye Agar aapane is market Mein kaam karna hai to aapko Sachin ke bare mein pata Hona bahut jaruri hai tab hi office mein successful ho sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kia trading session ko samjhny say hamri trading ka acha result askta hai?

                    Pyare doston Jaisa ki ap Sab Jante Hain trading session ko char hison mein taqseem kiya gaya hai, Tamam sessions apni apni Jagah per ehmiat ke hamil Hote Hain Magar Har trader apne country ke time ke hisab se a suitable trading session select karta hai aur us mein trading karta hai. Pakistan ke timing ke hisab se Hamen sab se zyada suitable session London aur New York session hai, Din Ko 12:00 baje se lekar 4:00 baje tak London session New York session per overlap karta hai yah behtreen waqt hai jis mein market movement bahut fast Ho Jaati Hai is liye Hamen chahie ke is time ko avail Karen aur apni Tamam trades Din Ko 1 pm ke bad place Karen aap ko bahut acha result mile ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X