jaiza: jab bhi ap ko aik method sy profit ho raha ho tu apna method change na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza: jab bhi ap ko aik method sy profit ho raha ho tu apna method change na kar

    yes dear brother ap ki bat bilkul thek hai main ap ki bat say agree karta hun forex main aik tu apna method ko bar bar change nahi karna chaheay aur dosra ap ko ager kisi method say loss bhi ho raha hai tu ko change karny ki bjay usi mian correction karain na ky koi or method use karain or method use karny ky bad bhi ap ko uss main practice kar ky uss main experience lainy main time lagy ga ju method ap ko profit daita hai ap ko uss ko or ziada perfect kar ky market main advanced level pay kam karna chaheay phir he ap iss main success hasil kar sakty hain kuch new trader asi galtian boht karty rehty hain wo daily basis pay apny method change karty hain ager aik strategy un ko profit bhi dia wo tab bhi uss say bhi ziada accurate dhondny ki try main lagy rehty hain jiss say apna mind set kharab kar ky forex main fial ho jatey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza: jab bhi ap ko aik method sy profit ho raha ho tu apna method change na kar

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
      friends main ap ko yeh advice karon ga ky jab ap ko aik method main profit ho raha hai aur ap uss main daily basis pay ya weekly basis main profit kar rahy hain tu hamain tu usy change nahi karna chaheay aksar ham ham tab loss karty hain jab aik method acha ja raha hai tu ham apna risk level ko mazeed ziada kar daity hain jiss ki wajah say ager ap 5 trade main profit karty hain tu risk ziada lainy ki wajah say ap ko aik he trade main 5 profit jitna loss ho jata hai iss lea ap ko usi method say kam karna chaheay ju ap lea set ja raha ho na ky us main risk ziada kar ky apna mind set ya apna plan change kar ky uss main khrabi karni chaheay.
      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy jis tariqy sy profit ho raha ho ya jis strategy sy profit ho raha ho humy us pe he amal karna chae ha change karny gy to humy loss ho sakta ha or dosri jis strategy sy ap trading karny gy Kya pata wo Tek Kam kary k ni is ley jo strategy sahe kam Kar rehe ha us pe amal karny or us ko change na karny ta k ap ko loss na ho or ap Aram sy trading karny Han agr ap ko koi asi strategy milti ha jis sy pehly kisi dost ya senior trader profit hasil Kar raha ha us pe amal Kar k dakh lan agr profit ho raha ha to us pe zaror amal karny ta k ap easily successful hon
      • #18 Collapse

        Re: jaiza: jab bhi ap ko aik method sy profit ho raha ho tu apna method change na kar

        Gee haan bhai humain forex mein aisay method ko talash kerna chahyea jis mein humain bahut acha profit ho raha ho tou phir humain chahyea kay him uss method ko hi trading mein use kerain aur uss kay ilawah aur koi method use na kerain aur agar aap nay kisi aur method ko use kerna hai tou phir aap ko chahyea kay aap pahele uss method ko demo mein try kerain aur agar woh method demo mein kamyab ho jata hai tou phir aap uss method ko real mein try ker kay dekhain aur agar tou woh method bhi real mein kamyab ho jata hai tou phir aap uss method ko bhi real mein trading kay lye use ker saktay hain aap forex mein hamesha kamyabi kay lye koshish kertay rahain jitni aap forex mein mehnat sae kaam kya kerain gay tou aap ko forex mein bahut zayada faida ho ga aap ki income bhi achi ho gi
        • #19 Collapse

          Re: jaiza: jab bhi ap ko aik method sy profit ho raha ho tu apna method change na kar

          Assalamu Alaikum dear forest member ji han Agar Ham ismein Koi Chatterjee open Karte Hain To usse Agar Hamen profit Ho Raha Hai To fir use change nahin karna chahie Hamen usmein aur Dava mehnat Karni chahie jitni Jyada Ham ismein mehnat Karenge aur usko pata Karenge Hamara utna hi Achcha Hoga aur Hamen utna hi Achcha profit hoga mehnat ke sath Hamen knowledge experience Karte Rahana chahie isase Hamara knowledge padega To Hamen aurat ki strategy Banane Mein help Hogi aur ham aur Achcha profit kar Sakenge trading karne se pahle Hamen Kaun mil calender ko technical analysis ko Lavni follow karna chahie Kyunki Agar Ham trading kar rahe ho to news market Mein Main a Jaaye to Fir Hamare trade Jyada loss Mein a sakti hai isliye Hamen news ke time is main vate karna chahie demo account mein Hamen daily technical analysis ko dekhna lalmi chahie isase ham loss se bach sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: jaiza: jab bhi ap ko aik method sy profit ho raha ho tu apna method change na kar

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
            friends main ap ko yeh advice karon ga ky jab ap ko aik method main profit ho raha hai aur ap uss main daily basis pay ya weekly basis main profit kar rahy hain tu hamain tu usy change nahi karna chaheay aksar ham ham tab loss karty hain jab aik method acha ja raha hai tu ham apna risk level ko mazeed ziada kar daity hain jiss ki wajah say ager ap 5 trade main profit karty hain tu risk ziada lainy ki wajah say ap ko aik he trade main 5 profit jitna loss ho jata hai iss lea ap ko usi method say kam karna chaheay ju ap lea set ja raha ho na ky us main risk ziada kar ky apna mind set ya apna plan change kar ky uss main khrabi karni chaheay.
            Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading main hum jtna profit 4 sy 5 trade main laty han us sy ziada loss karwa daty han aik trade main q k hum log risk ko manage kar k trading karty han jab 4 sy 5 trade main profit hota ha hum over confidence main as jaty han or us sy ziada loss aik he time karwa daty han q k hum lalich karty han aik he trade main earning Karna chahty han to is he lalich ki waja sy humy ziada loss hota ha or bazdafa humara account wash ho jata ha is ley humy chae ha humy profit ho to humy apni strategy change ni karni chae ha proper money management or risk management k sath trading karni chae ha ta k loss sy bach sakeny
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: jaiza: jab bhi ap ko aik method sy profit ho raha ho tu apna method change na kar

              Ap ne thek kaha he ke agar ap ko ek method se acha profit mil rahe he to ap ko apna method change nahe karna chaye take hum ko yaha pe loss na ho or hum yaha pe maze se apne income ko cash kar wa saken ku ke jo log mehnat karte hen un ko yaha ache inocme milte he.

              اب آن لائن

              Working...
              X