Jaiza: Apni Tarjeehaat (Priorities) ko apnay target pay Focus rakhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Apni Tarjeehaat (Priorities) ko apnay target pay Focus rakhain
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Dear members aaj mai sub say aik advice ya suggestion share kerna chahunga. Pak forex forum mai tamaam members targets,goals,planning aur strategies ki baat kertay rehtay hain. Aur ye aik acha tareeka hai jiss ko agar adopt ker lia jaey to bohat kaamyab trader bana jaa sakta hai aur Forex say achi income kamai jaa sakti hai.

    Ab agar isi baat ko dusray tareekay say daikha jaey tou humain ye baat bhi yaqeenun samajhna chaiye kay jab tak hum apnay targets ko apni priorities kay saath matching mai nahi laengay tab tak bhi hum ziada kaamyab trader nahi bann saktay hain. Traders ko ye bhi pata honay chaiye kay unkay targets ko haasil kernay kay liye kia cheez pehlay kerna zaroori hai aur kia cheez baad mai bhi ki jaa sakti hai. Iss liye apni tarjeehaat ko bhi totally apnay targets pay focus rakhain aur ghair zaroori baato aur kaamo say guraiz kerna bohat behtar hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Apni Tarjeehaat (Priorities) ko apnay target pay Focus rakhain

    Dear jab ap plan bana rahy hoty hai to aus time ap ko ye pata hota hai k ap ne ais market mai kaisy trade karni hai aor ais market mai ap ne aik time mai kitni trade lagani hai jab ap ais market mai plan k hisab se kaam karty hai to ap ais market mai asani se acha kaam kar sakty hai agar ap ais mai apny target se hat jaty hai aor ais market mai kaam karty hai to ho sakta hai k ap ki kuch trades loss mai jaye magar aisa karny se phly ap ko ye soch lena chaye k hum ne yaha par jo investment ki hai aus ko sab se phly withdraw lena hai aor aus k baad hi hum ais market mai acha kaam kar sakty hai jaisy ap ne baat ki hai k hum agar ais market mai acha paisa kamana chaty hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ais market mai kon se tareeky se kaam kary.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Apni Tarjeehaat (Priorities) ko apnay target pay Focus rakhain

      Yes of course Forex trading fallows hamen apni priorities focus rakhna chahie hamen loss ko decrease karte hue profit ko increase karte hue trading strategies aur skills ko improve karte hue confidence ke sath motivated hokar interested mind-set ke sath kam karna chahie Pakistan Forex forum real trading knowledge ka platform hai jismein aapko accurate knowledge share karna chahie jo log learning kar rahe hain unko ya knowledge demo account mein practis karna chahie uske bad Forex trading ko real risky business percept karte hue acchi management ke sath acche analysis ke sath aur lo lot size ke sath trade leni chahie
      Forex trading main aapki priority bonus ko save rakhna aur profit hasil karna lalach se dur rahana emotional control ke sath trading karna honi chye
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Apni Tarjeehaat (Priorities) ko apnay target pay Focus rakhain

        Trading Business ma hamari primary priorities loss sy bachna profit safe krnq honi chye
        Jub ky pakistan forex trading forum ma hamari priority learning hini chye
        Demo account ma hamari priority experience hasil krna confidence aor skills ko improve krna aor strategies ko mazboot bnana aor management plan sekhna honi chye

        Dear members forex trading ma risk manage krna analysis ky mutabiq trade entry krna support aor resistance find krna chart py kam krna chart ki Candles ky hisab sy apni planning k ky phr trading start krni chye
        Agr aik dafa apki entry ghalat ho to usko exit kren wait kr ky mazeed mistakes na kren trading business ma perfect approach rakhen aor complete trading market sy update rahen
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Apni Tarjeehaat (Priorities) ko apnay target pay Focus rakhain

          G han dear ye cheez hotye hai asal kay trading mai hamesha jo humara focus hota hai na wo humarye trade pay he hona chye kiyu kay ager humara focus us pay ni ho ga na tu kamyabi kay chamce bhi kam hun gaye ye yad rakhain kay trading kartye waqat humain aona poora focus es pay he rakhna chye kiyu kay trading mai pta ni chalta hai na kay kisi bhi time pay trade ki postion change ho jatye hai aur wo opostive side oay chala jata hai ab ager hunara dhiyan us pay ho ga yani kay trading mai apnye trade oay ho ga tu hum us mai fooran say action kar lain gaye per ager humara dhiyan us pay ni ho ga tu humain kafi zayda nuqsan ho jaye ga aur yhan tak bhi ho sajta hai kay hunara account bhi es mai wash ho jaye kiyu kay hunara focus mi hota hai na tu mai khaita hun kay jub bhi trading ki jaye tu fully focus kay sath ki jaye yani kay es mai dil laga kay aur nazar rakh kay he ki jaye ta kay ye humain faida daye sakye kiyu kay es mai humain kafi faida ho jata hai na ager es oay focus rakha jaye tu time to time action laye saktye hain hun aur kamyabi samait saktye hain tu mai ye he khao ga kay jub bhi trading karain tu focus trade pay he rakhain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Apni Tarjeehaat (Priorities) ko apnay target pay Focus rakhain

            Kesi be kamyab traders key ley sab se zeyda important us key goals hoty hey jes ki setting wo karty hey esy traders ko sab se zeyda priorities apny targets ko achieve karny ko hi deni chaye, agar ham profit targets set karty hey aur lalach ki waja se ham apny targets achieve hony key bad be trades ko close nahi karty hey to ye be mistake hoti hay esi tarha agar ham emotional ho jaty hey aur targets achieve hony se pehly trades ko close kar dety hey to ye be mistake samji jati hay, profit targets aur trading rules traders key ley sab se zeyda important hoty hey es key baghir traders ko kamyabi milna mushkil hoti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Apni Tarjeehaat (Priorities) ko apnay target pay Focus rakhain

              g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se sehamt krta hun forex trdaing main jub ap trdaing karty hain tu apko apni trading main apny targets ko otna set krna chahye jo ap asani se achive kar saken jub ap apny targets ko achive nahi karty tab he ap apni trdaing main kamyb nahi hoty tu hmaisha apni trdaing ko aghr ap kamyb bnan chahty hain tu apko apni trdaing main achi eraning k liye mahnt krna hogi or jub ap apni trading main bary bary targets set kar lety hain tu apko apy he targets ko achive karny main masla hota hai es liye hmaisha he apni trdaing main otny targets set karen jo ap asani se achive kar saken or apko kamybhi mil jy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Apni Tarjeehaat (Priorities) ko apnay target pay Focus rakhain

                Profit targets ko daily ya weekly achieve karna be traders key ley challenge hota hay es key ley zarori hay key traders apny profit targets ko achieve karny ko tarjeeh den ya esi ko hi priority den, agar ham targets achieve karny ko priority nahi den gey aur zeyda profit earn karny ka lalach karen gey to es condition me hamara profit target ko pora ho jata hay magar es key bad lalach ki waja se hamara profit aur us key sath hamary account balance me be loss ho sakta hay es ley har trader ka rule hona chaye key wo apny target ko hi tarjeeh den es se zeyda profit earn karny ki bilkul be koshish na karen.

                اب آن لائن

                Working...
                X