Jaiza: Basics of Forex trading strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Basics of Forex trading strategy
    Basics of Forex trading strategy

    Forex trading strategies 2 basics ki bunyad par banti hay manual trading strategy aur auto trading strategy, Manual trading strategy ki agar bat ki jaye to traders self base par computer screen key samny apni trading strategy ki bunyad rakty hey aur es ki setting be self base par hi karny ki koshishs karty hey, agar ham automatic trading method ya strategy ki bat karen to trading signals generating key base par bana sakty hey, manual trading strategy traders technical base par ya fundamental base par bana sakty hey jab key jo traders automated method par yakeen rakty hey esy traders signals par hi depend kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Basics of Forex trading strategy

    Dear forex trading members Assalamualaikum Forex trading market business risky hai is ma apko har aik trade olanning sy start krni hoti hai
    Market ma apko profit extract krna prtq hai jis ky leay efforts zarori hai lehaza ma apko yehi btana chahta hun ky forex trading market ma strategies ko bnana bahot zaroei hai
    Isky leay apko manual aor independent trading analysis krna chye technical analysis ky leay indicators ka perfect use aor support level resistance level isky mutabiq stoploss aor take profit lgana bhi strategiesma shumar hota hai dsoron sy mashvra len signals dekhen lkn trade lgany ky leay apni research zarori hai aor reasons bhi talash krna zaori hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Basics of Forex trading strategy

      Forex trading strategy aapke liye bahut profitable ho sakti hai agar aap step by step learning key sath apna experience aur knowledge use karte huy apni independent perfect strategy bana ky kam kren
      Fundamental news ke liye economic calendar apne mobile mein install kar len daily ki update dekhen newstime ka record rakhen alarm laga de news time per metatrader 4 main market ki situation ko follow karen volatility market mein news time table fast hoti hai aap kaun news time per pending order lagakar instance profit hasil karne ki best independent strategy mil sakti hai
      technical analysis ke liye candlestick chart pattern aur indicator use karne hote hain auto trading signals se aapko reliable nahin rahana chahie independent trading mein zeyada liability aur consistency honi chahie
      Agar aap kisi ke signal ko follow karte hain to signal ki reason zarur tlash kren.
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Basics of Forex trading strategy

        Dear agr self made strategy ho to us ko zaroor pehlay demo account pe check karna chahiye ta kay real account main koi preshani na ho aur agr kisi ki di howi strategy ho to us ko bhi pehlay check karna chahiye nai to ham real account main boht baray loss se do char ho sakte hein secondly agr koi auto strategy bhi ho to us ko live account pe lagane se loss kay risk ziyada ho jate hein han agar koi kabil e etamad trader ho to us ki strategy use karney main koi haraj nai hay magar sharat ye hay kay us ne ye strategy pehlay khus azmai howi ho..
        THKS
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Basics of Forex trading strategy

          forex trdaing main trdaing ki startgy ka mqsad yahi hota hai k hum apni trading ko bahtr tariky se kar skty hain or acha profit gan kar skty hain stratgy hmari trdaing ko abhtr kany k liye hoti hai es k liye hmain apni trading main achi eraning karny k liye planning karni hoti hai osi k according hum apni trdaing kar skty hain or achi eraning gher bethy kar skty hain trdaing main har trador he alag alag trading ki satratgy k sath trdaing karty hain or jub jub hum apni trdaing main achi eraning karty hain tu os k liye aik kamyb trdaing sgartgy ki wjah se he hoti hai or hum apni trdaing main startgy ko use kar k he risk ko mange kar skty hain or loss k chaces incraese hony main kami karty hain tu hmaisha aik satrtgy startgy k sath trdaing karen aghr kamyb trading karni hai tu
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Basics of Forex trading strategy

            Dear ais market mai her trader apny lehaz se jab trading strategy banata hai to aus k baad hi wo ais market mai kamyab ho sakta hai kun k ais market mai agar ap ne dekha ho to ais market mai bahot hi kam log hai jo dosron ki trading strategy ko use kar k acha profit bana lety hai magar ais market mai agar ap ne kamyab hona ho to ap ko ais mai sab se phly kaam sekhna parta hai aor aus k baad ap ko ais market mai trading strategy bana leni chaye aus k baad jab ap real account par kaam karty hai to ap ko ais market mai faida hota hai kun k ais market mai jab ap kaam kar k apna plan banaty hai to ap ko ais market mai acha profit ho jata hai magar aus k liay ap ko ais market mai sochna parta hai tab hi ap ko ais mai kamyabi hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Basics of Forex trading strategy

              G han trading strategies ham 2 types ki bana sakty hey manual trading strategy aur auto trading method strategy, manual trading strategy self base par banti hey jes me traders technical aur fundamental base par bana sakty hey aur traders es key ley hardworking kar key hi es ki setting kar sakty hey es key elawa traders automatic trading method robot trading ya technical indicators ko use kar key auto trading system key base par apni trading strategy ko set kar sakty hey, mery khayal me agar manual trading strategy banai jaye to es se traders ka apna own trading experience increase ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Basics of Forex trading strategy

                hamy achi strategy bana kar is y demo par test kr ky is main mehant sy kam karna chahey hamy is main achy or alla qualitres ki trading karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasikl kar ky apni zarorto ko pora kr sakty haain forex ak bohat bara business hain is main bohat sy brokers hoty hain hamy achy brokers ko choose kar ky is main kam karna cahey insta forex aik acha or profitable brokers hain ham is main live trading karty hain or ham is main amount be invest kar sakty hain hamy achi learning hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham achi earning hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Basics of Forex trading strategy

                  forex mai hamy new stratgy bana kar isy demo mai test karna ho ga hamy learning gain kar ky is ko real account mai use karna ho ga pher he hum munfa kama saky gy forex aik best business hain hamy is mai strategy ko kabe be ignore nahi karna caehy forex mai hum agar tuka system sy kam kary g y to hamara account band ho jy ga forex aik famous busines hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy yai aik internaitonal buisness hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai prt time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty han hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account bnaed ho jy ga is mai dunay ky bayr byar mumalik inlve hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Basics of Forex trading strategy

                    Forex trading manual aur auto ya robots kay zariye ki jaati hai. Basic strategies mai yehi 2 strategies aati hai uss kay baad further strategies traders khud apnay liye banatay hain. Forex trading mai manual trading ka Matlab yeh hota hai kay traders khud apni marzi say apni planning aur strategies ko apply kertay hain. Jiss say unhain trading mai earnings hoti hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jaisay manual trading mai Tabb he acha business kia jaa sakta hai jab acha knowledge aur learning ho phir demo trading mai achi practice ker kay apni skill aur experience ko barhaya jata hai. Forex trading business aik aisa business hai jiss mai manually trading kerna bohat easy rehta hai. Dusra trading ka tareeka robot say trading kerna ya auto trading hai. Robot trading softwares kay zariye trading kernay ko robot trading ya auto trading kaha Jata hai. Forex trading business mai traders ko dono mai say wohi basic strategy apnay liye use kerni chaiye jo unhain ziada easy aur faidamand lagti hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Forex trading main jo traders apni strategy start sy he bana laity hain tu un kay pas kafi time hota hai kay woh apni strategy pay kam karain or ap jab tak apni stategy ko behtar banaty hain tu ap apni trade ko behtar handle kar sakty hain. Apni mistake ka review karna us pay practice kar kay un ko clear karna yeh sub strategy sy he possible hai. Ap ko pata chalta hai kay ap ki mistakes kaha hai or un ko kaisy dour karna hai. Es tarha time to time ap in sy acha faida hasil kar sakty hain or ap achy sy apni trade ko manage kar kay achi earning kar sakty hain.
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X