Jaiza: Saudi Arabia main Oil well par hony waly Attack sy Crude Oil

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Saudi Arabia main Oil well par hony waly Attack sy Crude Oil
    Dear app ako pata ho ga ky pechly deno main Saudi Arabia main oil plant par Muzail Atack hova jis sy pori oil industry tbah ho gai hai our USA iran par alzam lga raha hai
    Kia app bta sakty hai ky es position main forex markeet par es ka kia asar pary ga khas kar Crude oil par

    Apni ray ka Azhar zroor karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Saudi Arabia main Oil well par hony waly Attack sy Crude Oil

    Yes dear ye to ap ne sahe hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai pata hona chaye k ais market mai jab demand aor supply zayda hoti hai to hum ko pata ho k oil ki moment hoti hai agar market mai oil ki supply zayda ho to oil ki price kam ho jati hai aor ais market mai hum agar dekhy k ais mai demand bahot zayda ho jaye aor ais mai supply kam ho jaye to aus se ais market mai price zayda ho jati hai aisy hi jo abi ap ne attack ki baat ki hai ais mai agar hum dekhy to hum ko ais mai pata ho ga k ais market mai supply mai thora sa faraq aye ga aor ais se market mai demand zayda ho jaye gi jis ki waja se price up ja sakti hai agar hum ais market mai kaam karna chaty hai to hum ko technical k sath fundamenatal par bhi trade karni chaye ais se ap ko faida ho jaye ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Saudi Arabia main Oil well par hony waly Attack sy Crude Oil

      Saudi Arabia me jes taraha se oil tansibat par attach howa hay es ki waja se international market par es ka asaar bahot hi zeyda howa hay aur es key asraab long time tak crude oil par hon gey, agar crude oil ki keemat market me kesi point tak kam howi hay to es ka matlab ye nahi key oil ki es attack ki waja se kami ko asani se aur kam time me pora kia ja saky ga, long time tak crude oil ki market price par international market me ezafa dekny me aye ga, jaha tak mera knowledge crude oil ki market price 100$ per barrel tak be ponch sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Saudi Arabia main Oil well par hony waly Attack sy Crude Oil

        Dear ye to sab ko maloom hay key Saudi Company (Aramco) par attach ki waja se es ka effect International market par bahot zeyda howa hay aur demand zeyda hony ki waja se crude oil ki keemat bahot zeyda increase ho chuki hay, Aramco par attack hony ki waja se supply buri tarha se kam howi hay aur jab be esi situation hoti hay key supply me kami ajaye aur demand pori na ho to crude oil ki keemat me bahot zeyda ezafa ho jata hay, crude oil traders ko chaye key wo news event par hi focus karen aur zeyda risk leny ki koshish bilkul be na karen, crude oil ki market any waly dinu me bahot zeyda increase be ho sakti hay aur kameet me kami be a sakti hey.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Saudi Arabia main Oil well par hony waly Attack sy Crude Oil

          Forex ik international business hay ayr poori dunya main hone waly incidents ya koi aur waqiyat is business main bhonchal paida kar sakte hein aap se dekha ho ga kai jis din attack howa hay us din crude oil kis position pe ja ke open howa tha crude oil ki ik boht bari industry taba howi thi aur crude oil main shortfall aa gaya tha jis ki waja se is ki value increase ho gai aur overall world main oil ki prices bhi increase ho gai jo kay waqat kay sath sath normal ho jayun gi jab crude oil ki production increase ho gai to maga is main kuch waqat lag sakta hay..
          THKS
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Saudi Arabia main Oil well par hony waly Attack sy Crude Oil

            Crude oil aik aisi commodity hai jiss ki apni he science hai Matlab crude oil ka system aik alag aur unique he system hai. Crude oil ki demand energy aur transport sector mai sub countries ko hoti hai iss kay elawa crude oil kay military use bhi apni jagah he hain laikin crude oil ki supply pooray world mai kuch makhsus ginay chunay countries say aa rahi hai. OPEC ka name tamaam traders kay liye Jaana pehchana he hai aur yeh OIL PRODUCING countries ki aik international tanzeem ya forum hai jo kay pooray world ki crude oil ki demand ko daikhtay huay crude oil ki production define kertay hain kay kon sa producer mulk Kitna crude oil daily produce ker sakta hai. Ab Saudi Arabia kay Aramco ki baat ki jaey tou pooray world kay taqrebun 28 crude oil producing countries mai Saudi Arabia ki production percentage hamesha ziada hoti hai aur Agar waha pay oil refinery ko koi masla hoga tou oil ki production ya supply world level pay kharab ho jaey gi jiss say demand poori nahi hoti aur phir prices aik dum ziada ho jaati hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Saudi Arabia main Oil well par hony waly Attack sy Crude Oil

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Nisar154 پيغام ديکھيے
              Dear app ako pata ho ga ky pechly deno main Saudi Arabia main oil plant par Muzail Atack hova jis sy pori oil industry tbah ho gai hai our USA iran par alzam lga raha hai
              Kia app bta sakty hai ky es position main forex markeet par es ka kia asar pary ga khas kar Crude oil par

              Apni ray ka Azhar zroor karin
              Aajkal to Corona Virus ki vajah se crudoil ki market ka bahut hi jyada Bura hal hai crude oil ke prices day by day down hi Jaate Ja Rahe Hain Kyunki Puri world mein crude oil ki consumption bahut jyada han kam ho gai hai aur production Is Tarah Hi Ho Rahi Hai Jis Tarah pahle ho rahi thi iski vajah se conjunction na hone ki vajah se crude oil prices daily down Jaate Ja Rahe Hain Jab Tak coronavirus Kaya issue solve Nahin ho jata tab tak oil ke prices down Hi Rahenge Uske bad market stable Hogi aur Sahi condition per a Jayegi
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Saudi Arabia main Oil well par hony waly Attack sy Crude Oil

                sure pricey ye to ap ne sahe hai okay hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai pata hona chaye k ais marketplace mai jab demand aor supply zayda hoti hai to hum ko pata ho ok oil ki moment hoti hai agar market mai oil ki deliver zayda ho to grease ki fee kam ho jati hai aor ais market mai hum agar dekhy okay ais mai demand bahot zayda ho jaye aor ais mai supply kam ho jaye to aus se ais market mai charge zayda ho jati hai aisy hi jo abi ap ne assault ki baat ki hai ais mai agar hum dekhy to hum ko ais mai pata ho ga okay ais market mai supply mai thora sa faraq aye ga aor ais se market mai call for zayda ho jaye gi jis ki waja se fee up ja sakti hai agar hum ais marketplace mai kaam karna chaty hai to hum ko technical ok sath fundamenatal par bhi change karni chaye ais se ap ko faida ho jaye ga.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Saudi Arabia main Oil well par hony waly Attack sy Crude Oil

                  Aajkal to Corona Virus ki vajah se Krodh oil ki market ka bahut hi jyada Bura Hai hal hai karod oil ki price day-by-day down hi ja rahi hai Kyunki pure world mein karod oil ki kaun sa option bahut jyada hai kam ho gai hai aur production Is Tarah Hi Ho Rahi Hai Jis Tarah pahle ho rahi thi iski vajah se Krodh oil price Delhi down hoti Ja Rahi Hai Jab tak Corona Virus ki vah use per hai tab tak Don hoti Rahegi lekin market Mein supli Mein Thoda Sa Fark Aaya aaega Aur Is Se market mein call for jyada ho jayegi Jiski vajah Se fiapf Ja sakti hai agar Ham is Mark II plus Mein kam karna chahte hain to Humko technical ok 7 fundamental per bhi change Karni chahie isase aapko fayda ho jaega

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X