Jaiza: Stop loss ky zariy ham profit...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Stop loss ky zariy ham profit...
    Dear app sab ko pata ho ga ky ham stop loss ky zraiy apni galt trade ky zaida loss sy bachty hain likn ham stop loss ky zariy profit b ly sakty hain
    Jis ky liy ham stop loss ka us waqat use karin gy jab hmari trade hamy profit dy rahi hoti hai our hamy lagta hai ky wo trade our zaida profit dy sakti hai tu us waqat ham apna stop loss trade ke profit par set karin gy jis ke madad sy ager markeet. Wapis move karti hai our stop loss hit hota hai tu hamy loss nhi blky jo profit limt set ke the utna profit mil jay ga
    Es liy stop loss sirf loss he nhi deta blky profit b deta hai es liy stop loss ka istmal karna seekho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Stop loss ky zariy ham profit...

    Stop loss Kay zariye hum easily Trade laga Kay acha profit earn kar sakty hain stop loss humian loss say save rakhta hai or sath sath take profit ky through humian set kiya gya profit milta hai is may humain bar bar trade dikhNe ki zarort nahi hoti hum trade laga Kay chOr dyte hain baki jab trade profit may ja rai hoti hai tu brokers automatically trade ko close kar dyte hain maximum profit pay.. Stop loss ko set karne Kay liye humian forex trading business ka acha khasa experience hona bohat zarori hai seniors or experts traders easily stop loss take profit set kar sakty hain or trade order laga Kay profit ka wait karty hain is liye humain chahye Kay hum ziyda sy ziyda knowledge build karain or trading skills improve karain ta Kay easily stop loss laga Kay loss say bacha jiye kyu Kay forex trading business profitable business Kay sath sath risky business bhi hai begaar stop loss set karne say humian bohat ziyda loss ka samna karNa prhta hai sometimes or sath sath humain bar bar trade ko dikhNa parhta hai or maximum profit ka wait krna prhta hai ziyda wait say trader kam profit pay hi trade close kar dyte hain is liye ziyda profit lyne or loss say bachne Kay liye stop loss take profit set karna bohat zarori hai..
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Stop loss ky zariy ham profit...

      Forex trading business mai jitna ziada mt4 trading terminal ka istamaal seekha jaey utna he trading mai faida uthaya jaa sakta hai. Trading kay doraan tools ka use trading ko asaan bana daita hai. Kuch helping tools ko tou trades open kertay huay ziada say ziada istamaal kerna chaiye. Stop loss aur take profits ka option aik aisa option hai jiss say bohat ziada faida uthaya jaa sakta hai. Iss kay elawa pending trade ka option bhi aik acha option hai jo traders ko laazmi zehan mai rakhna chaiye. Stop loss aur take profit ki range kisi bhi waqt set ki jaa sakti hai aur isi tarah kisi bhi waqt tabdeel ki jaa sakti hai. Trading mai jitney bhi supporting tools ya option hain woh trader ko faiday kay liye he banaey gaey hain. Aur loss ko kamm kertay hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Stop loss ky zariy ham profit...

        Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai sab se phly ye dekhna hai k hum agar ais market mai koi trade lagaty hai aor aus k sath stop loss lagaty hai to hum ko ais mai agar loss ho raha ho ga to humri trade thory se loss mai close ho jaye gi jis se humra zayda loss ni ho ga kun k hum agar ais market mai risk kam ley gay to ais se humra hi faida ho ga kun k ais market mai hum par depend karta hai k hum ais market mai kaisy kaam karty hai agar hum ais market mai stop loss use karty hai to ais hi hum acha profit bana sakty hai kun k ais market mai hum agar trailing stop use arty hai to humri trade profit mai hi close hoti hai agar hum ais market mai trade thory se loss mai close kar dety hai to humri profit wali trades profit zayda deti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Stop loss ky zariy ham profit...

          Stop loss ko ehmeyat dena bahot zarori hay ham stop loss lagany ki waja se be acha profit earn kar sakty hey, agar stop loss laga dia jaye to es waja se hamary account ki safety ho jati hay aur account me balance agar mehfooz ho to traders key ley profit earn karna asaan hota hay, stop loss laga kar ham bahot kam balance loss kar sakty hey mery khayal me account ko wash karny se behtar hay key small loss ko face kia jaye ta key next trades jo be open key jaye es me traders ko acha profit earn karny me asani ho.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Stop loss ky zariy ham profit...

            Stop loss important aur useful tool hay es key base par hamara account ki safety mumken ho jati hay agar ham stop loss use na karny ki ghalti karty hey to account wash hony ki waja se ham koi be trade open karny ki position me nahi rehty, aur agar stop loss use kia ho to account safe hony ki waja se kesi be time ham acha profit earn karny ki position me hoty hey es waja se me samjta hon key ham stop loss ki waja se be profit earn kar sakty hey, account ko safe rakna hamari pehli aur sab se important strategy honi chaye esi ki waja se account balance ko ham maintain rakny me aur profit earn karny me kamyab hoty hey.

            اب آن لائن

            Working...
            X