hamko apni total trades ka hisaab har month k end pay krna ziada better hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamko apni total trades ka hisaab har month k end pay krna ziada better hay.
    dear maine zati tour pay daikha hay k bahut saray aisay bhi traders hain jo aik do trades k lose pay janay k baad markeet main lose ki wajha say hisaab kitaab krna start kr daitay han jo k bilkul ghalt hay ham aisay markeet main kabhi bhi achay traders ya earner nai ban saktay hain is liye maira aap sab ko yeh mashwra hay k ham jub month end ko janay k kareeb ho ham tab har ik trades main lose aur profit ko count karain jis say hamko pata chalta jayega k ham nay kia lose kia hay aur kitna kuch earn kia hay is say ham propper aur professional traders ban saktay hain aur yeh aik bahut he achi suggestions hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamko apni total trades ka hisaab har month k end pay krna ziada better hay.

    Dear jab ap trading karty hai to aus mai ap pe depend karta hai k ap aus mai daily ka target set karty hai ya week ka target rakh k kaam karty hai agar ap long term par trade karty hai aor ap ka target monthly hota hai to ap aik maheeny k baad hi dekha kary k ap ko ais month mai kitna profit hoa hai jaisy ap ne baat ki hai k hum agar ais market mai dekhy to humry pass jo profit ban raha hota hai wo kabi kam ban raha hota hai to ye zarori ni hai k hum her month ais market mai aik jitna profit banye agar hum ais market mai kisi month profit kam banaty hai to hum ko pareshan ni hona chaye aor hum ne jab ais market mai kaam karna hai to hum ko ais mai aus k hisab se kaam karna chaye k humra account disturb na ho jaye.
    • #3 Collapse

      Re: hamko apni total trades ka hisaab har month k end pay krna ziada better hay.

      gee han dost ap ne thek kaha hai hume month k end main apni trade ko calculate krna chaey k hum is business main kese kam kr rhe hein hamra trading skills kitna hai ur agr hamre paas knowledge ki kami hai tu phr hume is main daily analysis ko dekhna chaiye is main zada se zada meat krni chaiey ye business hamre liye eik best workha hume is main sab se phaly money management ko fallow krna chaiye ur phr hume is k mutabiq is main work krna hota ha demo account main hume trading ki daily practice krte rehna chaiye trading skills ko check krna hota ha chart indicotor kko fallow krte rehna chaiey tecnical analysis ur fundamental analysis ko be dekhna lazmi ha
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: hamko apni total trades ka hisaab har month k end pay krna ziada better hay.

        g ap ny bilkul sai kaha forex trading mian hamyn loss b hota hy shoro shoro main loss b hota hy lakin jab hum is samjh jaty han to hamyn profit milna start ho jata hy kuch
        log roz ka target bnaty han or kuch weekly pr hamyn total trades ka hisab monthly rakna chahya. log market main loss ki waja sy start main hisab karna shoro kar dyty han
        jo k bohat ghalat hy is lia hamyn chahya k hum total trades ka hissab mahiny k end main karyn jis sy hamyn pata chaly ga kia loss howa hy kia profit.
        • #5 Collapse

          Re: hamko apni total trades ka hisaab har month k end pay krna ziada better hay.

          Aapane bilkul theek baat ki hai agar ham log ki taraf se kam Karte Hain iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hota Hai Aur Is Tarah Se Kam Karke Kafi Achcha Prasad parcel kar sakte hain jisse Ham logon ko bahut hi jyada kamyabi milti hai
          • #6 Collapse

            Re: hamko apni total trades ka hisaab har month k end pay krna ziada better hay.

            g han yah boht zyda bahtr amal hai jis se hum apny pory month ka hisab lga skty hain jis se hum yah dekh skty hain k hmain kis ki point par loss howa tha or hmain kis kis paoint par profit mila tha or hum os chez ko bhi avoide kar skty hain jis se hum acha profit gain kar skty hain yah aik trha se hmari apni trdaing report hoi hai jis se hum pory month ko over all he dekh skty hain k humain kis point par zyda focus karna hai or es se he hum apni trdaing ko bahtr bna skty hain tu hmaisha apni trdaing main achi trdaing karni chahye jis se hum apni trading main acha profit gain kar skty hain or aghr kisi bhi knwedge or leraning ki zarorat ho tu wo bhi hum gain kar skty hain apni galtiun ko sodhar skty hain hmaisha achi or miyari trading karen ap kamyb trador ban skty hain es liye monthly report ka hona zarori hai es se ap khud ko kafi bahtr kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: hamko apni total trades ka hisaab har month k end pay krna ziada better hay.

              G han bilkul month key end hony key base 1 din apny time table me esa rakna chaye key jes me ham apni trading history ko analysis kar saken, aur jo trades me ham ne profit ya loss kia hota hay es me se ham apny mistakes ko find kar saken agar deka jaye to ye bahot hi achi bat hoti hay 1 achy trader key ley zarori hay key wo apni trading ko analysis kary jo traders esa nahi karty mery khayal me un key kamyabi key chances bilkul khatam ho jaty hey aur sath me un ko apny mistakes key bary me koi zeyda information nahi milti agar ham every month hi ye work karen gey to es key base par 100% ham achy traders ban sakty hey.
              • #8 Collapse

                Re: hamko apni total trades ka hisaab har month k end pay krna ziada better hay.

                Forex mein humain apni trades kay analysis lazmi kernay chahyein aur yeh forex mein kamyabi kay lye zaroori bhi hai forex mein hum apnay targets jo bhi rakhain agar woh humain achieve nahin hotay tou phir tou humain lazmi apni trades kay analysis kernay chahyeain aur maheenay kay end mein tou humain zaroor apna account dekhna chahyea kay hum nay forex mein kitna loss kya hai aur kitna profit aur agar karkerdgi achi hai tou uss ko mazeed improve kernay kay lye mehnat kerain aur agar kaam theek nahin hai loss zayada hai aur profit kam tou phir humain apni trading strategies ko revice kerna chahyea ta kay hum achi trading ker sakain agar humain loss zayada ho raha ho tou humain perashan nahin hona chahyea balkay humain himat sae kaam kertay huay loss ko profit mein badlnay ki koshish kerni chahyea forex mein humain apni naakaamioun ko lazmi overcome kerna chahyea aur yeh sub kuch hum apni trades kay analysis kernay kay baad hi ker saktay hain forex mein hum kamyabi hasil kernay kay lye kaam ker rahay hain tou phir kamyabi hasil kernay kay lye zaroor koshish kerain
                • #9 Collapse

                  Re: hamko apni total trades ka hisaab har month k end pay krna ziada better hay.

                  Her trader ki apni strategy hoti hai aur apnay targets hotay hain. Forex mai traders ki apnay targets achieve kernay kay liye daily, weekly aur monthly targets Bana kay kaam kerna chaiye kiyu kay iss tarah planning aur strategies ki kaamyabi aur nakaami ka andaza bhi saath saath hota rehta hai. Iss mai koi ghalat baat nahi hai kay traders her trade kay baad apnay accounts ko dobara say re adjust ker kay new strategy Bana laitay hain. Jaha tak her trade kay baad apnay account ko dobara say daikhnay ki baat hai tou yeh aik pro active approach hoti hai aur uss Tarah traders ko pata chall Jata hai kay ghaltiaa kaha pay ho rahi hain aur unkay remedial actions Kia ho saktay hain. Forex mai her trader apnay account balance aur apnay experience kay mutabiq bahtreen working he kernay ki koshish kerta hai aur Agar kisi strategy say trader ko koi benefit mill raha hai tou woh bahtreen strategy he hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: hamko apni total trades ka hisaab har month k end pay krna ziada better hay.

                    Haathi Ladka Apna tarike ka hota hai aur apne target sote Hain Forex Majid Uske Apne targets achieve karne ke liye daily weekly or monthly target se banaa kar kam karna chahie Kyunki Is Tarah planning aur tarike kar ki kamyabi aur nakami ka andaza bhi Sath Sath Hota rahata Hai ismein Koi galat baat Nahin Hai Katras Har trade ke bad Apne account ke dwara se adjust kar ke liye tarike kar Bana Lete Hain Jahan Tak heart Har trade ke bad Apne account ko 12 Se Dekhne ki baat hai to ja Ek Pro Activa approach hoti hai aur use Tarah traders Ko Pata Chalta Hai Keval Tiyan kahan hai aur kahan ho rahi hai unke remedial Action kya ho sakte hain Forex mein hathidah Apne account balance aur apne experience ke mutabik behtarin working hi karne ki koshish karta hai aur Agar Kisi tarike kar se trida ko koi benefit mil raha hai to vah behtarin tarike kar Hota Hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: hamko apni total trades ka hisaab har month k end pay krna ziada better hay.

                      Ji Assalamualaikum Pyare Bhai Hari Daki Apne tarike kar hoti hai aur apne target hote hain lyrics Mein traders ke apne target achieve karne ke liye daily weekly or monthly target se Banakar kam karna chahie Kyunki ISI Tarah planning Hote kya kar ki kamyabi aur na Kami ka andaza bhi Lagaya Ja sakta hai Sath Sath Hota rahata Hai ismein Koi galat baat nahin hai ki had trade ke bad Apne account ko dwara se adjust kar ke new tarike Ka Bana Lete Hain jahan tak had trade ke bad Apne account ko Dobara Se Dekhne Ki Baat Hai To yah Ek pura active approach hota hai aur use Tarah traders Ko Pata Chal jata hai ki galtiyan kahan per ho rahi hai aur unke Mendel Action kya ho sakte hain lyrics mein Main Har Apne account balance aur apne experience ke mutabik behtarin working hi karne ki koshish karta hai agar tarike kar se tere ko koi benefit mil raha hai to vah behtarin tarike ka hi hota hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X