Jaiza: Fundamental aur Technical se market ka combine jaiza
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Fundamental aur Technical se market ka combine jaiza
    Fundamental aur technical Combine jaiza

    Trade open karny ka decision bahot soch samaj se leny ka matlab ye hota hay key traders ko Fundamental aur technical combine jaiza lena chaye,

    agar ham fundamental jaiza lety hey to etna hi zarori hay key ham market ko technical base par be analysis karen, fundamental analysis karny se some time ye be hota hay important news market par negative effect be kar sakti hay agar ham sath me technical bunyad par be market ka jaiza leny ki koshish karen to hamy pehly se market me risk ratio ko determine kar saken gey, esi tarha some time technical indicators different direction me signals dety to es ko ham fundamental analysis work se cover karny me kamyab ho sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Fundamental aur Technical se market ka combine jaiza

    Dear forex trading members Assalamualaikum
    Fundamental analysis aor technical analysis ky combination ko sentiments kaha jata hai
    Market jub humen trading system ko understand krna ho to humen aik to trading chart ko dekhna chye aor smjhna chye sath ma humen fundamental aspects aor factors ko dekhna chye aor isky elawa humen dosry analyst traders investors ky review aor mind set ko bhi dekhna chye
    Iski waja yeh hai ky forex trading aik liquidity market hai jo supply and zone ky hisab sy move krti hai agr buyer ka rujhan market ma zeyada ho to market buy ho jati hai aor agr seller ka rujhan market ko taruf zeyada ho to market sell ho jati hai asal chakr liquidity ka hota hai usi traif market bhi jati hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Fundamental aur Technical se market ka combine jaiza

      Forex trading mein analysis do kism ke hote Hain technical analysis aur fundamental analysis. Tamam traders ko chahie ki vah apni trading ke dauran in donon analytics ko mila kar istemal karenge to un ko success ke chances zyada ho jaen ge. Technical analysis main yah hai ki aap koi bhi judgement karte Hain woh charts, indicators, tools, aur calculation ki buniyad per Kiya jata hai. Phir is calculation se support and resistance judge Kiya jata hai aur phir trend line nikaali jaati hai. Secondly fundamental analytics main economic calendar hota hai yani daily basis per jo bhi trading related news, economic meetings, country to country situation, and press release ki buniyad per judgement li jaati hai. Fundamental analytics market rapid and direct action karte Hain aur market ki movement ko bahut fast kar dete Hain is liye hamen chahie ki technical analysis and fundamental analysis ko mila kar apni trade mein use Kiya Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Fundamental aur Technical se market ka combine jaiza

        yes dear app ki post ko read kia hai tu kafi achi information share kin hai main aur main bhi iss say agree karta hun forex market main hamain sab soures ko dekhty hoay trade lgani chaheay ager ap say aik point bhi miss ho jay tu ap ko bohut nuksan uthana par sakta hai aur khas kar ap ko news ko aur technical ko mixup kar kam karna chaheay jiss say ap ko achi accuracy ban sakti hai ager ap sirf technical pay nazer rakh kar kam akrain gay tu ap ko news tang kare gee aur ager ap dono ko dekhain gay tu phir ap market ki hony wali har movement ko paker kar acha profit bana skty hain iss lea ap ko har cheez par focus karna chaheay phirt eh ap forex jesi risky market main pora utar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Fundamental aur Technical se market ka combine jaiza

          Dear ye to bahot hi achi baat hai k hum ne agar ais market mai acha kaam karna hai to hum ne jab ais market mai analysis karny ho to aus time hum ko sirf technical par analysis ni karny chaye aus k sath hum ko fundamental ko dekhna chaye k ais time market mai kai chal raha hai aor agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai kaam kaisy karna ho ga jis se hum ais market mai jo bhi trade lagye aik to wo trend k hisab se ho aor dosra aus par hum ko agar profit ho to wo zayda ho aor aus trade par risk kam ho ais market mai jab koi fundamental ki waja se moment hoti hai to techncal ko follow ni karti ais liay ain dono ko mila k kaam karny se hum ko faida hi ho ga aor hum loss se bach sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Fundamental aur Technical se market ka combine jaiza

            Assalamu alaikum dear per day trading members sentimental analysis ko agar dekha jaaye to yah aapko technical aur fundamental analysis se combination ke bad hasil hota hai aapane dekha hoga Forex trading market mein bahut sare analysis aur traders investor mukhtalif point of view se market ko describe karte hain jiski vajah se a Forex trading mein different comments aur different signals generate kiye jaate hainn most people mind set ko sentiment analysis kaha jata hai agar bahut sare member ek instrument score bullish trend main dekh rahye hain to aapko bhi bullish accept karna hoga
            Fundamental analysis ke liye economic calender ki help lena chahie news ko follow karna chahie jab ky technical analysis uske liye candlestick chart pattern all tools and indicators ko use karna chahie
            Acha kaam achy daam
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Fundamental aur Technical se market ka combine jaiza

              brother app ki thread bohut he achi hai sis main kafi acha knowledge share kia hai ap nay forex market main fundamental aur technical analysis ko akhta kar ky he analysis karny chaheay ager ap sirf technical analysis pay he kam karain agy tu news ap ki trading ko fail kar sakti hai aur ager ap sirf news pay he trade karain gay tu news trade tu ap ko news bhi tang kar sakti hai kyon ky news boht dafa double moving ki waja say ap ko trap kar jati hai ager ap dono ko sath main mila kar chlain gay tu ap[ iss main kafi acha earn kar sakty hain aur forex ko apny control main rakh kar kar apny loss ko minimize kar sakty hain news k bgair bhi ap trading nahi kar sakty hain kyon ky forex market ziada tar news base pay trend main chalti hai jab bhi koi achi news ati hai tab he movement fast hoti hai aur fast move main he ziada faida hota hai aur fast move main ziada signal milty hain es lea combine kar ky trade karian.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Fundamental aur Technical se market ka combine jaiza

                Technical aur fundamental key base par agar combine market ka jaiza leya jaye to traders key ley ye decide karna asaan hota hay key market me entry karny ka sab se best time kia hota hay aur exit point kia hona chaye, technical aur fundamental approach hi traders ki kamyabi ki waja banty hey, combine market ka jaiza le kar hamari bahot si confusions khatam ho sakty hey aur es ka effect hamari trading par positive hi ho sakta hay, es key elawa fundamental aur technical base par agar market ko analysis kia jaye to traders confidence key sath trading karny me kamyab ho sakty hey.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Fundamental aur Technical se market ka combine jaiza

                  Han g dear aisa ho to jata hai k ham dono indicator ko at the same time use karian per yah deal karna her bandy ka kam nahe hai . q k agr is trading complex ho jaty hai or khas kar k wo trader jin ka balance kam hai or wo short term strategy lagaty hai wo agr is techinqe ko use na karin to thek hoga. q k un ko chahiy k jab ko bary market movemnt a rahe hai to us ko trade karnay k bad order close kar dian or lazmi hai k stop loss and take profit use karian
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Fundamental aur Technical se market ka combine jaiza

                    Asalam o alikum friend ap ny both acha question kea ha forex trading main successful hony k liay technical analysis or fundamental analysis ki both ziada importance ha forex trading main jab hum in donu ko analysis kar k trading karny gy to humy ziada behtar trading kar saken gy is ley humy proper analysis karny hon gy or in he analysis pe ache trade open karny gy or is sy stop loss or take profit istamal karny gy jis sy humy ziada sy ziada profit ho ga or Kam sy Kam loss ho ga analysis seekeny k ley humy tohri mehnat karni ho ge tab he hum ache learning kar saken gy or analysis karna seek sakeny gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Fundamental aur Technical se market ka combine jaiza

                      Jab ham log fundamental and technical analysis ko istemal Karte Hain To fir ham log market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Ham Logon Ko fundamental aur technical analysis ko istemal karke trading Karke acha profit Hasil karna chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X