Jaiza: Important trading tools

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Important trading tools
    Forex trading key ley jo sab se zeyda important tools trading key ley zarori samjy jaty hey ye take profit aur stop loss hi hey es key elawa pending orders ko be ham zarori aur profitable tools ka name de sakty hey, pending orders tools key base par ham apni trading ki achi strategy bana sakty hey,

    take profit aur stop loss ko me es ley important tools samjta hon key esy tools key baghir market me trading karna traders key ley bahot zeyda mushkil ho jati hay jo traders esy tools ka use karty hey wo professional traders hi hoty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Important trading tools

    bhai jan hume trading tools ka pta hona chaiye ye hamri trading main bohat help krte hein is main hum asani se trading kr sakte hein sab se important tools stop lose ur take profit hai ye hamri sab se zada help krte hein agr hum kisi waja se trade laga k busy ho jate hein tu ye dono tols hamre target k pora hone k bad atuo main hamri trade close kr dete hein hume daily analysis ko fallow krna chaiye daily chart indicotor ko dekhna hota ha is main hume sell lmet ur buy limet k bhrey main be pata hona chaiye pending order ka be istmal hume trading main krna chaiye demo account main ap in sab toolki practice kr sakte hein asani se in k bhre main information hasil kr sakte hein
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Important trading tools

      Agar ham log trading tools ko follow Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Sab Logon Ko trading police ko follow karke trading Karni chahie ya FIR ham log isase Kafi Achcha fayda hassil kar sakte hain aur ham Logon Ko forex market mein kamyabi milati hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Important trading tools

        Important trading tools
        1. Indicators
        2. Oscillators
        3. Moving average
        4. Trend lines
        5. Triangle rectangulars
        6. Candlestick patterns
        7. Economic calendar
        8. Trading Signals
        9. Analysis review of experts

        Dear members Assalamualaikum yeh sary upper waly tools trading ma help ky leay hain agr ap independent trader bnna chahty ho to apko in trading tools ko smjhna ho ga aor in ko follow krnq ho ga trading indicator aor oscillators ka istemal professional traders ki khoobion ma sy hai knowledge aor experience aor basic terms ko smjhna bhi bahot zarori hai lehaza apko trading ma motivated interested hona zarorat hai agr ap chahty ho ky apko acha profit milta rahy to trade ko manage krna na bholen
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Important trading tools

          forex trading main hamyn trading tools ko follow karna parta hy jo k hamyn pata hy k forex trading bohat mushkil work hy isy asan karny k lia hamyn in ki tools ko study
          karna chahya or is ki mokamal information honi chahya tab hi hum kamyab ho sakty han .agr hum zyada sy zayada profit kamana chahty han to
          tools ko follow karna intahai zarori hy .important trading tools ko hi hum use kar k forex trading ko easy bna sakty han .
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Important trading tools

            Dear ais market mai agar ap ne dekha ho to ap ko ye pata hona chaye k hum agar ais market mai kaam karty hai ko ais mai trading tools use karny party hai jin ko use kar k hum analysis kar sakty hai agar hum ais market mai hum kaam karty hai to hum ko ais market mai ye pata hona chaye k hum ne jab ais market mai anlaysis karny hoty hai to aus k baad hi hum ko ais market mai trade karni ho to hum ko ais mai sab se phly ye sooftware use karna chaye kun k hum agar ais market mai dekhy to hum ko ais mai jitny bhi indicators hai aor jitny bhi tools hai aun k bary mai pata hona chaye aus k baad hi hum ais market mai profit bana sakty hai kun k agar hum ais mai achy tools use kar k analysis karty hai to hum ko ais mai kamyabi ho sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Important trading tools

              Hello dear trading friends main ummid karta hun ky aap sab khairiyat se honge
              Pyare doston Forex trading mein tools aur aur technical indicators ki importance ko aapko samajhne ki zarurat hai asal mein trading market business mein sare tools understand karna aur use karna mumkin nahin hai
              Forex trading business man analysis hasil karne ke liye economic calendar aur technical analysis hasil karne ke liye candlestick chart patterns joky metatrader 4 terminal mein by default select hota hai hi usko fully study karna bahut zaruri hai
              Indicators moving average trendline vagaira aapko Forex trading market ki understanding aur Market ki movement ki prediction mein bahut madad gar sabut hote hain
              Acha kaam achy daam
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Important trading tools

                forex trdaing main jub ap trdaing k sub he tools ko achi trha use kar k trdaing karty hain tab he ap forex main kamyb ho skty hain trdaing tolls ka basic yahi role hai k hum apni trdaing ko kis trha bahtr kar skty hain or achi eraning kar skty hain or jub hum un tools ko achi trha se se karty hain tab he hum apni trdaing main achi eraning kar skty hain or hmain apni trdaing main loss bhi kam se kam hota hai forex main trdaing tools main sub se important trdaing tools hain un ko stop loss or take profit zyda ahmiyat ka hamil jis se hum apni trdaing main money mangement k sath trdaing kar skty hain or es k liye hmain apni trdaing main loss hony k chaces bhi tab he kam hoty hain jub hum trdaing k sub he tools ko achi trha sue kar k hum apni trdaing main sucess hasil kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Important trading tools

                  Bahot se esy trading tools hey jo key hamary ley important be hoty hey aur useful be hoty hey, take profit, stop loss key sath trailing stop jesy tools key help se hamari trading behtar se behtar ho sakti hay, agar ham esy useful trading tools ko use na karny trading me ghalti karen gey to esi waja se ham account me loss ko control karny me be fail ho sakty hey, take profit aur stop loss to har trade me use karna zarori hay trailing stop ka faida hamy ye ho jata hay key hamara jo order profit me hota hay es me majood profit ko loss se ham esi condition me hi bacha sakty hey jab ham trailing stop order place karen gey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Important trading tools

                    Trading terminal pay bohat say aisay tools hain jo traders ko bohat help kertay hain. Forex traders ko terminal kay tools ko laazmi seekhna chaiye kiyu kay unkay baghair trading mai achi earning bohat mushkil hoti hai. Tools ko seekhna zarur chaiye laikin unhain use kerna ya na kerna traders ki apni will n wish pay depend kerta Hai.

                    1. Type of orders

                    Traders ko orders ki type ka pata hona chaiye. Takay apni zarurat kay mutabiq usay apply ker sakain.

                    2. Stop loss/ Take profit

                    Stop loss aur take profit kay istamaal aur kaisay lagaya Jata hai iss ko demo account mai zarur seekhna chaiye

                    3. Trends/ Analysis / News/ Signals


                    Forex traders ko ye 4 terms zarur learn kerni chaiye takay inn say faida uthana sakey aur terminal pay inn ko apply kerna aur apni trading mai results implement kerna samajh mai ajaey

                    4. Indicators / Patterns / Charts

                    Tarders ko trading terminal pay trades ko monitor kerna aur unhain samjhna bhi ana chaiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Important trading tools

                      Dear friend wasy to hamy achi or kamyab trading k leay bot c asi chezon ki zrort hoti hy jin k bagar ham trading m agy ni barh sakty jasa k achi learning acha knowledge or demo account sy hasil kia gya bahtreen experience or sb sy ziada zrori chez analysis ham in k bagar kamyab trading ni kar sakty hamy analysis ko study kiay bagar koi bi trade open ni karni chaey mgr in sb chezon k alawa jo sb sy zrori tools han jin k bagar ham kamyab trading ni kar sakty wo han take profit or stop loss in k bagar koi bi expert trader b trading m successful ni ho sakta hamy apny account ki mukmal money management kar atop loss or take profit ka istamal karna ho ga tbi ham trading m kamyab hon gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Important trading tools

                        Dear Hamen Forex Mein kam karte hue tools Ka Pata Hona chahie Forex main kam karne ke liye yah bahut ummid rakhte Hain Ain traders ko chahie ke Forex Mein kam karte hue tools ko lazmi sikhe Kyunki Uske bagair acchi earning Nahin Hoti ismein kam karte hue take for profit or stop loss ke bare mein Pata Hona chahie ki vah Kaise aur kahan per use kiye Jaate Hain tabhi Ham ismein achha work kar sakte hain Aisa business hai jismein Ham Agar tools ko ignore Karenge To Ham Kabhi business success Nahin Hai Sar kar sakte
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Important trading tools

                          Gee han forex trading mt4 and mt5 par boht sare tools hote hai har tools ka market main koi na koi faida hota hai kuch tools aisay hote hai jis ki hamesha har waqat zaroorat hoty jaisay take profit and stop loss jab k kuch tools aisay hote hai jis ki kabi kabi zaroorat hoty hai is liay hum k trading k sare tools ko sikhna ho phir forex main achi kamyabi ki zamanat hai acha paisa b bana sako gai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X