Jaiza: trading discussion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: trading discussion
    Forex trading business may humain chahye Kay hum apne seniors say trading discussion karty rahain or unki guidelines ko follow karty hoe trade ki jiye ta Kay achi earning hasil ki ja saky forex trading business bohat hi technical business hai forex ko samjne Kay liye huge discussion ki need hoti hai jitna ziyda hum discussion karty hain ek topic Kay mutabik utna humain faida hota hai humra knowledge gain hota hai or humri skills improve hoti ha is liye humain chahye Kay hum apna knowledge gain karne Kay ziyda sy ziyda discussion karty rahna chahye ta Kay information increase hoti rahy yah knowledge information humain trade karne may bohat help karta hai humain easily profitable trade laga sakty hian..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: trading discussion

    Trade open karny ka decision leny key ley traders ka confident hona bahot zarori hay aur market ko analysis karny par be traders ka grip hona chaye, agar ham me technical ya fundamental analysis karny ki quality nahi ho gi aur hamara knowledge be kam ho ga to es waja se ham kabi be confidence key base par trades open karny ka decision leny me kamyab nahi ho saken gey, experienced traders apny knowledge, experience aur confidence key base par hi trades open karny key behtareen decisions le sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: trading discussion

      Ham Sab Logon Ko trading ke related information Ek dusre se share Karni chahie Is Tarah Se knowledge increase hota hai aur information shares hoti rahti hai isliye Ham Sab logon ko apni information dusre Logon se share Karni chahie FIR Ham Logon Ko fayda Hoga
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: trading discussion

        forex trading difficult work hy is lia is ki discussion lazmi hy or is ki mukamal discussion ka pata hona chahya hamyn chahya k hum chahya k apny sy seniour logon sy discussion karyn jis sy work karna asan ho is ki guideline ko samjha jay or zayada sy zayada profit hasil karna chahya agr hum is ki discussion ko follow nai karty to mhum profit nai kama sakty or na is sy esy bna sakty han discussion sy hamyn is k important roles ka pata chalta hy jissy apna kar ham zyada sy zayada fayda hasil kar sakty han.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: trading discussion

          Hum jab ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ne ais market mai jo trade lagani hai to hum ko ais market mai jab bhi kaam karna ho ga to hum ko ais market mai trade lagany se phly apny kisi senior se discuss kar lena chaye aor aus k baad ais market mai apny account k hisab se hum ko ais market mai trade lagani chaye kun k hum jab hum ais market mai koi trade lagaty hai to hum ko ais market mai trade karny ka faida tab hi hota hai jab hum ais market mai trade ko discuss kar ley gay to aus k baad hi hum ais market mai achi trades laga sakty hai aus k baad hi hum ais mai trading kar k acha profit bana sakty hai magar aus mai hum ko mehnat karni parti hai tab hi faida hota hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: trading discussion

            Pak forex forum ko agar sahi tarah say samjha jaey tou iss forum ka aik maqsad yeh bhi hai kay yaha aik traders community develop ho chuki hai jo kay issi forum say posting ker kay aur monthly bonus lay kay trading kerti hai, Jis ki wajah say discussions bhi aapas mai ziadafaida mand ho sakti hain kiyu kay sub ki approach taqreebun aik jaisi he hoti hai. Agar achi trading dicussions ko open kia jaey aur un mai hissa lia jaey tou bohat acha knowledge gain hota hai jiss ka faida sub traders ko trading mai hota hai.

            Forum pay open honay waley threads trading kay related hoto un pay milnay waley jawabaat bhi usi trading discussion ka hissa hotay hai. Achay threads achi discussion ki bunyaad bantay hain aur achi qualitative information share hoti rehti hai

            اب آن لائن

            Working...
            X