Jaiza: over confidence nahi hona chahye...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: over confidence nahi hona chahye...
    Forex trading business my may humian trade lagty hoe over confidence nahi hona chahye sabar say kam lyte hoe mehnat karni chahye or over confidence say kabi bhi trade na lagain loss ka samna kiya ja sakta hai humian chahye Kay hum apne experience knowledge ko gain karain or market ki situation ka analysis karain ta Kay humian trade lagne may asaani ho asi trade jis say profit ziyda sy ziyda earn kiya ja saky.. Bohat say traders market ka analysis karty nahi hai bus ek do dafa profit hasil karne pay over confidence ho jaty hian or ziyda trade laga dyte hain begar market ko analysis karty hoe is tarha readers ko sometimes loss hota hai over confidence nahi balky soch samj Kay trade lagni chahye Kyun Kay humre balance Kay wash hone ka khatra hota hai...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: over confidence nahi hona chahye...

    G han market me over confidence se trading karny ka ajnam bahot bura hota hay, ham over confidence me big risk leny ka hi sochty hey aur ye cheez traders ko kamyabi se door kar deti hay, agar trading me ham confidence level ko maintain raken gey to market me risk factor ko samjty howy ham zeyda achi trading kar sakty hey, over confidence agar traders me zeyda profit earn karny ki waja se ajaye to traders over trading karny par majboor ho jaty hey aur esi risky trading kabi be kamyab nahi hoti hay, hamesha over confidence ko avoid karny ki koshish har trader ko karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: over confidence nahi hona chahye...

      Mere bhai jo log Forex trading market ko bacchon ka kam samajhte Hain vahi Forex trading karte hue overconfidence Ho jaate Hain lekin jo log Forex trading ka knowledge rakhte Hain vah aisa kabhi nahin karte kyunki unhen pata hai ki Forex trading market mein kisi bhi waqt market ka yah Jo ruk hai hi vah change ho sakta hai isliye vah stoploss aur take prophet jarur lagate Hain aur na hi vah overconfidence hote hain aur hamen bhi over confidence nahin hona chahie
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: over confidence nahi hona chahye...

        Kisi bhi business mein kamyabi ke liye confidence ka hona bahut zaruri hota hai, aur confidence musalsal mehnat ke bad Hasil hota hai. Tamam traders ko yah baat zehan mein rakhni chahie ki Forex trading ek din ka Kam nahin hai yah aim ya do trades win karne ka naam nahin hai Forex trading aik lifetime earning business hai aur aap usko as a passion len. Kuch Traders aise hote Hain joki bahut thoda knowledge hasil karne ke bad apne aap ko King samajhna shuru kar dete Hain aur overconfidence ka shikar Ho jaate Hain aur yahi log Hain Jo bad mein main Na kami ka samna karenge. Ilam ki misal ek samundar ki hai aur koi bhi isko master nahin kah sakta bare bare senior traders hote Hain Jo ki ek hi trade ke liye different strategy use karte hain aur unki prediction different hoti hai isliye aapko chahie overconfidence jesi bala se Bach kar rahe aur step by step learning hasil karte Rahe jald aapko aapka goal mil jaega.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: over confidence nahi hona chahye...

          Ham Logon Ko forex market Mein overconfidence Nahin Hona chahie isase Ham logon ka bahut jyada nuksan hota hai aur ham log kamyabi ki taraf Nahin Ja sakte hain Agar ham log overconfidence hote hain forex market Mein To
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: over confidence nahi hona chahye...

            Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai dekhy to hum ko ais market mai kaam karty waqat kabi over confidene ni hona chaye kun k ais market mai ap ne dekha ho to ap ko ais market mai jab koi achi trade milti hai to aus mai ye ni karna k ap ais mai over confidence ho k bahot bari lot use kar ley jis se ap ka bahot hi zayda loss ho jaye agar hum ais market mai bahot hi zayda risk lety hai to hum ko ais market mai bahot hi zayda loss ho sakta hai agar ap ne ais market mai safe trading karni hai to ap ko ais mai ye dekhna hai k ap ais market mai over confidence na ho aor ais market mai ap ne agar acha kaam karna hai to ap ko ais mai soch samjh k kaam karna hota hai tab hi kamyabi ho sakti hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: over confidence nahi hona chahye...

              Forex aik aisa practical business hai jiss mai market kay utaar charhaao kay saath saath confidence level bhi up and down hota rehta hai. Forex mai confidence ka hona bohat zaroori hai kiyu kay confidence kay saath trading ziada achay treekay say ki jaa sakti hai. Confidence say faislay mustaqil aur dair paa fawaid lay kay atey hain. Laikin forex mai over confidence hona aik bohat ghalat aadat hai jo trader ko bohat ziada loss day jaati hai. Kabhi bhi market kay trends say hatt kay over confidence mai trading nhi kerni chaiye kiyu kay trends ko follow karengay tabhi forex mai profit ki umeed rakhi jaa sakti hai. Aisa kabhi nahi ho sakta hai kay market buy mai ho aur trade sell mai open ker kay profit ho jaey . Over confidence hona asal mai bey waqoofi ki dusri nishaani hai

              اب آن لائن

              Working...
              X