trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..
    dear ham forex mrkeet main lakh achay traders ban jayen laikin jub tak ham yeh nai jaan laitay hain k hamko honay wala lose kis wajha say huva hay aur ham is lose say bacnay k liye kaisay mazeed kaam kr saktay hain to ham tab tak makreet main kisi kaam k traders nai hain is liye hamko jub jub lose ho hamko next trades lainay say ziada better hay k ham uska reason maloom karain aur agar ham reason jannay main success hain to ham yakeenan markeet main achay traders hain aur kamyabi hamaray sath hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..

    Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ais market mai kaisy loss karty hai agar hum ais market mai bar bar loss karty hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ko ais market mai loss ki waja se hota hai aor aus k baad hum ais market mai jab loss ki waja dhond lety hai to aus k baad hi hum ais market mai trade kar k aor aun ghaltion se bach k trade karty hai to hum ais market mai profit hi banaty hai ais market mai jis ko profit hasil karna ho wo ais market mai ye dekh leta hai k ais market mai aus ne kaisy kaam karna hai jis se aus ka account safe ho aor aus k baad wo ais market mai apny account ko kaisy growth kar sakta hai aor bonus zayda hasil kar k trade kar sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..

      Loss tou forex trading main hota hi rehta hai hamain her dafa loss ki cause ko find kerna chahiay ky jab ham loss ki cause ko find ker lety hain tou next time ham aesi trade kerny sy avoid keety hain aur jis waja sy hamain aik dafa loss ho chuka hota hai same cause sy hamain dobara phir loss nehi hota ham loss sy bach sakty hain aur forex market main trade kerty huey loss sy bacha jana bhi bahot bari kamyabi hoti hai ky hamain phir trade open kerny ky bahd jab loss nehi hota tou market tou move kerti hi hai tou hamain aesi movement ki waja sy profit hasil hota hai hamain forex main loss hony per loss ki waja zarur talash kerni chahiay ky bar bar loss sy bacha ka saky warna sirf loss hi hota rehy ga
      • #4 Collapse

        Re: trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..

        Agar Ham Logon Ko forex market se Accha profit Hasil karna hai to iske liye Ham Sab Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi jitni Jyada ham log hardworking Karenge Itna Jyada Ham Logon Ko iska fayda Hoga aur ham log itna hi Achcha profit hassil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..

          G han friend ap ny bilkal tek kaha hy forex m agr hamy successful hona hy to hamy apni mistakes ka reason janna hmary liay bot zrori hota hy q k mistakes hmari zyada teacher hoti han ham or kisi b chez sy sekhny sy phly apni mistakes sy zyada achy sy sekh skty han hamy market m jb b loss hota hy to hamy us ki wja maloom krni chaiy k kya wja hy jis sy loss hoa phr hamy market m agy bahrna chaiy ham agr apni mistakes ko nzrandaz kr k agy brhny ki koshish krty han to ham kbi b agy ni bahrh skty hmasha loss hi krty han
          • #6 Collapse

            Re: trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..

            g han beshak aghr hum apni trading main loss hony ki wjah ko talash kar len tu yah hmary liye boht achi bat hai es liye jub bhi loss hota hai sub se pahly apni tdaing main loss hny ki wjah ko talash karen os k bad os point ko khtm kar k trading karen q k jub ap apni trading main loss ko rokny ki mahant karty hain tu ap boht he achi trading kar skty hain or apko loss tab he kam hota hai jub ap aik he wjah se aik he bar loss ko face katy hain baz trador aik he galti bar bar kar jaty hain jin se un ko loss ho jata hai tu kbhi bhi apni trdaing main aik he galti ko bar bar na karen q k yah nakam tradors ki nishani hoti hai apny loss sr he apni trdaing ko sikhty jaen ta k apko loss na ho or ap apni trdang ko achi trha kar k trdaing kar skaen
            • #7 Collapse

              Re: trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..

              Agar loss ka reason maloom ho jaye to ye success ki alamat hi hoti hay, ham es time tak successful nahi ho sakty jab tak hamy apni mistakes ka elam na ho jaye ya loss ka reason hamy maloom nahi kar lety, esy traders bahot hey jo key loss ko ignore kar key chalty hey magar me samjta hon esy traders ko success be trading me nahi milti hay, traders ko chaye key agar us ko loss ho jaye to kam se kam wo ye maloom karny ki koshish zaror kary key es loss ka reason kia hay aur es mistake ko wo kesy control kar sakty hey ye kamyabi ki alamat hi hoti hay.
              • #8 Collapse

                Re: trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..

                g bhae forex trading karty oay ap say boht se mistake hoti hai ap unn mistake ko accept he nahi kerty jis wajah say ap ko bar abr loss hota hai ager ap un mistake pata laga kr kr us ko thek karty hain tu uss din say he ap ki trading main acha result any lagta hai jis wajah say iss lea apni mistake ko find kar ky uss main ap ko correction karni chaheay jab tak ap mistake ko bar bar repeat karty rahin gay tab tak ap ko loss hona band nahi ho saky ga forex markeet hai tu boht he risky jiss wajah say lalch app k mind main aney sa ap say bar bar mistake hoti hai mager mistake ko control main rakhny kay leay forex ky rules ko follow karna chaheay ager ap rules ko follow kar ky kam karain agy tu forex main tab say he mistake par control haisl hona shur ho jay ga.
                • #9 Collapse

                  Re: trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..

                  Yeh bohat achi aur positive thinking hai kay apni ghaltioo ka pata ho kiyu kay jab ghaltioo ka pata hoga tou he ghaltioo ko darust kia jaa sakta hai. Aisay he forex trading mai hamari ghaltiaa hamain loss daiti hai tou loss honay kay baad agli trade open kernay say pehlay pehlay agar loss ka reason pata ker lia jaey aur jaan lia jaey tou usay agli trade open kernay say pehlay hi khatam kia jaa sakta hai aur agli kisi bhi trade mai wo ghalti dobara sarzad nahi hogi. Forex mai kaamyab honay aur successful trader bannay kay liye loss ka reason samajh laina bohat eham hai.Forex trading mai apnay loss kay reasons ko na samajh sakna nakaami ki bunyaad banta hai aur kabhi bhi loss kahatam nahi ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..

                    Loss hony ka reason maloom karna hi trading me sab se difficult kam hota hay, loss reason aur mistakes ko asani se find nahi key ja sakty hey es key ley be traders ko mehnat karny ki zarorat hoti hay, agar ham zeyda loss karty hey to kam se kam traders ko es loss ka reason maloom karna zarori hota hay aur jo traders loss key reason ya mistakes ko agar find karny me kamyabi hasil kar lety hey to us ko professional traders hi samja jata hay, bahot kam traders esy hoty hey jo loss key reasons ko find karny me kamyab nahi hoty aur jo kamyab ho jaty hey wo expert hi hoty hey.
                    • #11 Collapse

                      Re: trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..

                      g han bhaijan a ny bilkulsahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trdaing main jub hum trdaing karty hain or hmain jub loss hota hai tu hmain apni trdaing main loss ki wjah ko jan leny se bhi boht faida hota hai q k hum apni trdang main apni os galti ko sodhar lety hain or hum achi eraning kar skty hain osko khtm kar k tu hmiasha loss hony k bad jad bazi nahi karni chahye q k jub ap jald bazi karty hain loss ko recover karny ki tu apko amzeed loss ho jata hai tu hmaisha he apni trdaing main loss ko khtm karny ki mahant krni chahye jub ap loss ko khtm karny ki mahant karty hain tu ap apni trdaing main asye he leraning bhi karty hain or sath main apka expiernce bhi gain hota rhta hai tu apni trdaing main achi eraning karen aghr ap achi or miyari trdaing kar skty hain laken es k liye apko apni galtiun ko khtm krna hoga jub ap apni galtiun ko khtm karty hain tu he ap kamyb trdaing ki tarf chal skty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: trades main lose ka reason jaan laina bhi kamyabi ki aik alamat hay..

                        g ap ny bilkul thek kaha loss ki reason janna bohat zarori hy forex trading aik difficult or hard work hy is lia loss sy bachna chahya hamyn loss sy bacxhny k lia is market ko mukamal read karana h0o ga ya jana zarori hy k hum kasy bachyn loss sy or kasy profit hasil karyn humyn apni mistake ko find kar k is ko control karna chahya or loss sy bachny k lia is k tools ko read kia jay is ki mukamal information honi cahya trades ko chahya k mahnat kary or dykhy k kahan sy loss ho raha hy os reason ko find kary or iska hal nkaly .

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X