Jaiza: Money management
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Money management

    Money management ka Matlab apnay paisay ka sahi waqt pay, sahi jagah pay sahi kaam kay liye istamaal kerna. Jab tak humain ye pata nahi hoga kay hum nay apni investment kaisay kerni hai. Uska humain kia faida hoga tab tak nuqsaan tou ho sakta hai munafa nahi ho sakta. Forex trading mai bhi traders money management kay he taabey hotay hain kiyu kay jab tak traders money management nahi sekhengay is ki ehmiat ko nahi samjhen gay uss waqt tak forsx say jo faida puri duniya mai kaam kernay waley traders uthaa rahey hain hum nahi utha saken gay. Forex mai invetsnebet aik basic aur main masla hai. Money management say apni investment ko safe rakhna aur uss say earning kernay mai bhi asaani hojaati hai.

    Forex mai money management mai trading terminal kay tools bohat kaam aatey hain. Stop loss, take profit, lot size ka istamaal money management kay liye he kia Jata hain aur inn ko use kernay say he trading mai profits barhtay hain aur losses Kamm hotay hain

    اب آن لائن

    Working...
    X