Jaiza: stop loss take profit..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: stop loss take profit..
    Dear trader forex trading business may bohat say trader trade may stop loss take profit set karty hain... Forex trading business ek technical business hai ek expert trader hi forex pay trade lagty hoe take profit ka margin set kar sakta hai kyu Kay experts traders ko marker ki situation ka analysis or movement ka idea hota hai wo easily profit ka margin karty hoe trade order kar dyte hain or easy ho jaty hai bar bar trade ko dikhNa nahi parhta humain baki ka kam brokers ka hOta hai brokers margin Kay Ander Ander Kay profit pay khud hi automatically trade close kar dyta hai chahye wo profit ek week tak hi Kyun na mily brokers loss say trade ko bachta hai or profit dyta hai is liye humain chahye Kay hum ziyda sy ziyda mehnat karain or market price ko analysis karain or learn karain market ki situation ko ta Kay stop loss or take profit may humain axha profit mily profit ka margin set karna thOra muskil hota hai is liye hir trader zarori hai Kay Wo ziyda sy ziyda leaning Power ko build karty hoe trade lagae or apna experience gain karain ase traders kamyab hoty hain or acha profit earn karty hian...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: stop loss take profit..

    Dear her trader ka aik plan hota hai k ais market mai kaisy kaam karna hai aisy hi jab hum ais market mai trading strategy bana rahy hoty hai to aus time hum ais mai ye dekhty hai k hum ne apny account par aik time mai kitni trades lagani hai aor aun k liay hum ne lot kitni use karni hai aus k baad hum ais mai ye dekhty hai k hum ne apni trades k sath jo stop loss aor take profit lagana hai wo kis hisab se lagana hai hum agar ais market mai risk reward ratio ko use kary to aus mai hum ko ye pata hota hai k humra stop loss jitna hota ha aus se zayda humra take profit hota hai aor hum ne apni her trade k sath take profit aor stop loss lazmi lagana hai ais mai hi hum ko faida hota hai other wise to hum ais mai loss kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: stop loss take profit..

      Stop loss and Take profit

      Stop loss aur take profit esy tools hey jo key hamari trading ki performance ko behtar karny me important role play kar sakty hey, stop loss ya agar take profit na use key jaye to loss unlimited hony ka chance increase ho sakta hay aur sath me jo profit ham ne earn kia hota hay ye tools use na karny ki waja se ye profit be ham safe nahi rak paty hey aur ye profit be loss ho sakta hay,

      Take profit aur stop loss safety trading tools hey jes ki ehmeyat bahot hi zeyda hoti hay har professional traders (TP, SL) ko bahot zeyda ehmeyat dety hey yahi waja hay key profit target esy traders take profit aur stop loss key base par hi asani se pora kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: stop loss take profit..

        Terminal me trading karny ka ye faida hota hay key ham take profit aur stop loss tools bahot asani se trading me use kar sakty hey aur apni planing aur strategy key base par jes tarha ham es tools ko use karna chahty hey ham es ko use karny ki asani hoti hay, take profit aur stop loss ki ehmeyat se koi be trader inkar nahi kar sakta hay jo traders take profit aur stop loss ko ghir zarori samjty hey esy traders achi trading karny me be kamyab nahi ho sakty hey, take profit aur stop loss ko be agar technique se use na key jaye to ye be big loss de sakty hey, demo account me esy tools ko use karny ka be experience hasil karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: stop loss take profit..

          Stop loss and take profit Forex trading ke liye sab se zyada istimal hone wale tools hain jo har trader apnay marzi se use karta hay. Mukhtalif tradres mukhtalif time main use karty hain, khush traders dono use karty hain and khush aik use karty hain. Main ap ko apna experiance share karta hun ke main apni trades main sirf take profit use karta hun. Is ke waja yeh hay ke market some time bohat fast ho jati hay and up and down fast move kart hai to is sorat main stopn loss ko hit kar ke return ho jati the, jab se main take profite use kar raha hun profite main hun magar trade lagany se pehly money managment ko focus rekhin.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: stop loss take profit..

            Assalamu Alaikum dear Forex numbers dear heart Radhika Apna explain Hota Hai 23 market Mein Kaise kam karna hai aise hi Jab Ham is market Mein trading strategy banaa Rahe hote hain to use time Ham ismein yah dekhte hain ki Humne Apne account per ek time mein kitni trade se karni hai aur unke liye Humne loot kitne use karni hai uske bad Ham ismein yah dekhte hain ki Humne apni trade Ke Sath Jo stop loss or take profit lagana hai vah kis hisab Se Lagana Hai Ham Agar ismein market risk reward ratio ko use Karen To usmein Ham Ko yah Pata hota hai ki Hamara stop loss kitna hota hai usse Jyada Hamara take profit hai aur Humne apni heart rate ke sath dekh profit aur stoploss Lal Mein lagana hai ismein hi Humko fayda hota hai otherwise To Ham ismein loss kar sakte hain isliye Meri to aapko rai hai ki Ham Ek Waqt Mein Ek Hi trade lagaen Jyada trade Lagane se Hamara loss ho sakta hai aur acche se trade Karen Taki aapko loss Na Ho aur aapke profit ke chances badh Saken
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: stop loss take profit..

              forex trdaing main take profit or stop loss ki boht ahmiyat hai aghr hum en k gair trdaing karen tu hum kbhi bhi apni trdaing ko achi trha sue nahi kar skty hain or na he hum kamyb ho skty hain apni trdang main es liye aghr tu forex main achi eraning krna chahty hain tu hmain apni trdaing main en tools ko lazmi use karen q k take profit se hum apni trdaing main acha profit gain kar skty hain es k sath sath hum apni trdaing main risk ko bhi manage kar skty hain tu hmain chahye k take profit ko market k hiosab se set karen or jub ap apni trdaing main stop loss ko ise karty hain tu os se aik tu hmari trdaing main loss hony k chcaes kam se kam hoty hain or jub ho jta hai tu kam hota hai bara loss nahi hota hai or hum apni trdaing main money mangemnent bhi kar skty hain en tools se
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: stop loss take profit..

                Forex chun k aik risky market ha jis ma unpredictable events ho skatay hain q k World economy se forex market ka direct link ha, is lye forex ma ziadah loss se bachnay aur apnay profit ko mehfooz karnay k lye stop loss aur take profit k tools use kye jatay hain,
                Stop loss ka faidah:
                == apnay account balance ko ziadah loss se bachanay k lye stop loss use kia jata ha
                == upset situation ma account ko wash honay se bachata ha
                == stop loss money management ka hisah ha k apnay account ma risk ko count karnay k lye
                Click image for larger version

Name:	stop-loss-at-support-resistance-level1-696x385.png
Views:	1
Size:	44.2 کلوبائٹ
ID:	12322952
                Take profit ka faidah:
                == apnay profit ko mehfooz karnay k lye tp ko use kia jata ha
                == market ki uncertainelty situation ma tp k tool ko use kia jata ha
                == aik ashi money management ka hisah ha
                Click image for larger version

Name:	gg (1).jpg
Views:	1
Size:	106.2 کلوبائٹ
ID:	12322953
                Stop loss aur take profit ko set kaisay kia jaye:
                == kisi bhi currency pair ki daily average ko check kar ham sl aur tp ko set kar saktay hain
                == average 30 se 40 pips ka sl aur tp ko set karna chaye
                == support and resistance levels k according ham in ko set kar saktay hain
                is lye stop loss aur take profit ko apni har trade ma lazmi use karian q k is se ham loss se bach jatay hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: stop loss take profit..

                  Agar ham log stop loss or take profit ko istemal Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai iske liye Ham Logon Ko 17 + aur take profit ko Bar Bar istemal karna chahie FIR Ham Logon Ko iska fayda hoga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X