Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay
    Demo account me buy sell orders place karna hi trading ki practice nahi hoti aur na hi profit earn karna good trading practice me shumar hota hay, new traders key ley sab se zeyda important hay tools ka introduction hona, new traders agar demo account me experience hasil karna chahty hey to sab se pehly un ko trading tools ko understand karna ho ga aur trading me es ko kesy use kia jata hay es key fawayed kia hay ye demo trading account me learn karna new traders ki responsibility hoti hay, agar tools ko understand na key jaye to ye possible hi nahi key demo account me traders ki training complete ho saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

    Dear jab banda ais market mai mt4 ko use karna start karta hai to aus time hum ko ais mai na to indicators ka pata hota hai aor na hi ais mai jo helping k liay tools use hoty hai aun k bary mai pata hota hai magar time k sath sath pata chal jata hai k hum ais market mai kaisy analysis karty hai aus k liay humry pass kon kon se tools hai jin ko hum use kar k acha profit bana sakty hai ya achi trades dhondh sakty hai ais mai ap ne dekha ho ga k ais mai hum ne jitny bhi tools use karny hai wo sab mt4 mai phly se majood hai aor aun par trade karny ka ye faida hai k hum aun ko asani se samjh sakty hai aor aun ko use kar k asani se achi trades laga sakty hai jab hum ais mai analysis achy kary gay to hum ais market mai acha profit bana sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

      Instaforex ka demo account aik mukammal trading guide hai. Jab demo account pay kaam kia jata hai tou uss mai trading kay related her cheez real trding ki tarah he hoti hai. Demo account mai trading ki practice tab he acha result daiti hai jab trading kay tools ko istamaal kerna bhi seekha jaey aur unka bhi demo kia jaey. Demo account mai trading ki training kertay huay forex trading mai kaam anay waley tools jaisay kay time charts, trade window kay options, symbols ,indicators aur bars ka istamaal seekhna zaroori hai. Demo mai indicators ko apni trade kay doran apply kerna bhi zaroor seekhna chaiye. New traders ko khaas tore pay trading kay tools demo pay seekhnay aur wahi pay istamaal ker kay practice kerni chaiye takay real trading mai koi masla nahi ho
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

        Forex trading business may kamyab hone Kay liye zarori hai Kay practices Kay sath sath trading tools ka bhi khas khyal rakha jiye juniors ko awareness karwya jiye trading tools ka ta Kay trade karne may asaani ho ziyda knowledge hasil karne Kay liye traders ko struggle karni chahye or demo account say ziyda say ziyda practice trading ki ta Kay real account may trade karne may asaani ho demo account may trading tools ko understand karna or ziyda sy ziyda use may Lana chahye or hir tarha say apni skills ko polish karty rahna chahye behtreen or profitable profit earn karne Kay liye real account pay trade profit tab hi dyti hai jab hum demo account say ziyda say ziyda practices karty hain trading tools ko use karty hoe market ka graph 📊 samjna or us ko dikhty hoe trade lagna tab hi possible hai jab hum sab traders focus karty hain ek business say acha profit hasil karne Kay liye kamyab trade Kay liye hum sab ko chahye Kay trading tools ko samjy or axhy tarikay say use karain ta Kay profit earn kiya ja saky shukria...
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

          G han bilkul agar trading tools ki learning ham nahi karty aur es ko use karny ka tareeqa be hamy nahi ata to ham kabi be achi trading kar hi nahi sakty hey, Forex trading ka basic knowledge aur basic trading experience ham trading tools ka samajna bahot zarori hay, new traders jab be demo account me trading ki practice karty hey un ko chaye key wo order place karny key sath tools ko samjny aur es ko use karny ki techniques ki learning be karen, jo traders kamyabi se tools ko use kar sakta ho esy traders ki trading performance bahot kam time me behtar ho sakti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

            Dear forex trading members Assalamualaikum forex trading market ma tools ka istemal bahot zeyada faida deta hai
            Technical analysis aor technical aspects factors ko smjhny ky leay apko multiple sources use kr ky apni skills ko brhana ho ga trading ma tools ky usage sy he ap expert trader bn skty ho ghaltian door kro aor tools ko smjho
            1. Trend lines yeh lines hoti hain jin sy ap trend ko dhond skty ho aor us ky hisab sy apni planning kr skty ho
            2. Moving average indicators moving average ko ap daily weekly ya specific time ky hisab sy use qor smjh skty ho
            3. Indicators and oscillators yeh apko trading market ma further move ki predictions dety hain in ki madad sy ap mazeed trading direction ly skty ho
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay<br />Demo account me buy sell orders place karna hi trading ki practice nahi hoti aur na hi profit earn karna good trading practice me shumar hota hay, new traders key ley sab se zeyda important hay tools ka introduction hona, new traders agar demo account me experience hasil karna chahty hey to sab se pehly un ko trading tools ko understand karna ho ga aur trading me es ko kesy use kia jata hay es key fawayed kia hay ye demo trading account me learn karna new traders ki responsibility hoti hay, agar tools ko understand na key jaye to ye possible hi nahi key demo account me traders ki training complete ho saky.
              Ji bhai jan ap nay bil kul thek jaiza pash kia hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main agar tools ki bat ki jay to Forex main in ki bohat hi importance hain kun k Forex trading to sari ki sari trading tools pay hi depend karti hay aik trading account create karnay kay bad jab ham mt4 ko use kartay hain to bay shumar trading tools use kartay hain aor yeh tools hi Forex trading main successful honay main traders kay liay helpful sabit hotay hain aor traders in tools ko use kar kay hi kamyabi hasil kartay hain Forex trading tools main say chand aik darj zail hain.
              1: Forex economic calendar
              2: Forex calculators (1-Pip calculator, 2-margin calculator, 3-Risk calculator, 4-Profit calculator, 5-Invest profit calculator)
              3: Forex market hours
              4: Current trading positions
              5: Currencies converter
              6: Central bank interest rates
              7: Technical analysis
              8: Live Quotes
              9: Forex news
              10: Pivot point strategy
              11: Trading signals
              12: Trading Tips for export

              Yeh chand aik Forex trading tools jo maray knowledge main hain main ap say share kar raha hoon in tools ko use karna bohat zarori hay lakin es say pehlay in tools ko poori taran understand kar laina chahiay aor poori tran tools ka knowledge gain karnay kay sath sath complete learning kar lani chahiay ta k in tools ka use easy ho jay aor in kay use say trader faida bhi hasil kar sakay.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

                Assalamu Alaikum dear Forex members Jab is market Mein Koi M4 ko use karna start karta hai to use time Ham Ko ismein Na to indicators Ka Pata hota hai aur na hi ismein jo helping ke liye tools use Hote Hain unke bare mein pata Hota Hai Magar time ke sath sath pata chal jata hai ki Ham is market Mein Kaise analysis karte hain aur uske liye Hamare Paas kaun kaun se tools Hai jinko Ham use Karke Achcha profit banaa sakte hain ya acchi trades dhundh sakte hain ismein aapane Dekha Hoga Ki ismein Humne jitne bhi tools use Karne hain vah Sab MP4 mein Pahle Se maujud hain aur UN per trade karne ka koi koi fayda hai ki Ham unko aasani se samajh sakte hain aur unko use Karke aasani se acchi trade Laga sakte hain Jab Ham ismein analysis acche Karenge To Ham is market Mein achha profit banaa sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

                  forex trdaing main kamyb hony k liye zarori hai k hum trdaing k tools ko achi trha se use karen q k jub hum trdaing tools ko achi trha se use karty hain tu hmain hmari trdaing main loss hony k chaces kam se kam hoty hain tu bahtr yahi hai trdaing k tools ko achi trha se smjh kar karen jub ap trdaing tolls ko achi trha smjhty nahi hai tu apko apki trdaing main kbhi profit kbhi earn nahi akr skty hain tu bahtr yahi hai k ap apni trdaing ki leraning achy se achy karen or jitna ap trading ka knowledge gain karengy otna he apko appki trdaing main profit hota hai or ap gher bethy he achi eraning kar lety hain tu rori hai k apni trdaing ko abhtr se bahtr bnaen
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

                    Bhai jaan aapane bilkul theek baat ki hai agar ham log trading tools ko istemal Karte Hain To iska bahut hi jyada fayda hota hai Kyunki Inko istemal karne se Ham logon ko bahut hi accha profit mil sakta hai isliye Ham Sab Logon Ko Inko istemal karke hi trading Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

                      Gee han new trader ko trading se pehlay forex tools ka sikhna boht zaroori hai phir wo forex main kamyabi trading kar sake gai is un logo ko chayie k jo new forex main members aay hai wo forum par forex ki study k sath mt4 and mt5 k tools k baray main sikhe mt5 par boht sare button and option hote hai jin k baray main sikhna boht zaroori hai is liay kamyab trading k liay tools ki demo par practice karte raha karo
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

                        Well bro jab tak ap ko trading ki sari chezo ka ilim nhi hoga tab tak ap achi trading nhi kar pae ge, to trading tool ki knowledge hona buhat ziyada zaruri hota hai, is ke sath sath trading terminal mein bhi jitne tools hote hai un ko samajhna aur sahi tarha use karna sekh jae ge to asani se trading kar sake ge.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

                          Asalamualikum doston
                          Ap sub bilkul thek keh rahy hain trading tools k baary mai intro hona chaheyay q k kuch members ko pta hai aur kuch members ko ni pta k ye kia hai is liyay in ky liyay behtreen hal yehi hai k wo instaforex k demo account se apni trading shuru krain aur us mai se seekhin k kis tool ka kia kaam hai. Aur trading tools ka trading se boht bara taluq hai is se hamian boht faida hota hai in tools ko use kr k hamain loss boht km milta hai aur profit acha ho jata hai trading tools like
                          1: Time charts
                          2:indicators
                          3:symbols
                          4:Trade Window
                          5:Mt4
                          In sub k baary mai information ya seekhainy k liyay k kaisy use krain ap demo account se jaa k trading krain wahan se ap sub seekh skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

                            dear jub trading tools ki baat ki jati hain tu wo aisy tools hotain hain jin ko use karte hue ap market ko easily understand kar saktain hain aur market ko analysis karn aim tools ki help se easy ho jata ha is tools ko use karna hi kafi nehi ha balke in tools ka use karne ka exprience bhi hona chahie take ap in tools ko Best way me use kar sakain
                            jub trading tools ki baat ati ha tu in me technical sub se important hain jin me trend line support and resistance jo ke horizontal line ki help se identify ki jati hain aur ap ko exprience hona chahie ke kin point per horizontal line laga kar support and resistance identify ki ja sakti hain is ke ilawa channel tools ko market ki kin condition me apply kia ja sakta ha is ka exprience bhi hona lazmi ha is ke ilawa ap tplate aur technical indicators ko bhi use kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Trading tools ka Introduction hona zarori hay

                              Asalam o alikum dear ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main successful hona ha to humy both ziada mehnat karni ho ge or forex trading k bary main sari information hasil karni ho ge jtni ziada hum behtar planning or strategy sy trading karny gy hum utny he kamyab hon gy humy forex trading main istamal hony waly har tool ko seekena ho ga or samjena ho ga jtna hum seekeny gy samjney gy to humy utna he ziada fayada ho ga hum kamyab ho saken gy is ley humy ziada sy ziada behtar knowledge hasil krna ho ga or apni practice karni ho ge jis sy humy experience hasil ho ga jo humary ley both acha ho ga jo humy trading main madad karny gy or humy ahsani sy kamyab hon gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X