Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota hai.
    friends forex market main aik choti see mistake ko bhi ager ap ignore karty hain tu oss ki wajah say bar bar loss karna parta hai kyon ky yeh aik asa business main jiss main lalch khud ba khud ahee jata hai jiss wajah say ap lalch ko bar bar lainy say galti karty hain aur ap usi aik galti ki waja say bar abr loss hota hai iss lea main ap ko bar bar yehi advice daita hun jab bhi ap say koi galti ho jay tu usy foran thek karain aur us ko apni notbook main likhain kar samny rakhain k yeh galti ap again nahi karain gay asy he ap uss galti par control kar sakty hain aur forex main aik professional trader bann kar long time kay lea earn kar sakty hain forex market aik international market main ap ka mind bhi es main active ho kar kam kreyga tab he ap ko profit ho ga zara see bhi galti ap ko hazaron doller ka nuksan karwa sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

    gee han bhai is main hume lose hi small mistake ki waja se hota hai hum choti mistake ko ignore kr dete hein jis ki waja se hume is main lose ka samna krna parta ha lose jab hota ha tu hume apni choti se choti mistake ko fallow krna chaiye is main jitna zada hum kam krein gey utni hi jaldi hum kameyab ho sakte hein hume hardworking k sath is main kam krna chaiye ur daily analysis ko fallow krna hota ha demo account main hume work krna chaiye sab se bhari msiatke jo har trader krta hai wo lalach hai lalach har trader is main krta ha lekin agr hum emotional py control kr leinis main sbr se kam krein tu hume khabi lose nai hoga
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

      beshak bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se sehamt krta hun forex trdaing main jub bhi kisi ko loss hota hai os main zyda tar hmari khud ki galti hoti hai jis se hum apni trdaing main loss ko bar bar face kary hain jub bahtr role yahi hota hai k aghr hum forex main trdaing kar rahy hain or hmain hmari galti se loss ho gya hai tu os galti ko dor krna hota hai oski yah wjah hoti hai k wo galti hum dobara na karen es liye jub bhi galti ho jay osko khtm karen jitna ap apni galti ko khtm karengy otni he apki achi leraning hoti jay gi ayse he jub hum apni galtiun se sikhty jaty hain ayse he hum any expiernce main izafa karty jaty hain es liye hmaisha apni trdaing main kamyb hony k liye mahant karen or apni galtiun ko sodharen aghr kamyb trdaing karni hai tu
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

        Assalamu Alaikum dear Forex number ji han bilkul theek baat ki hai bhai main aapki baat se bilkul sahmat hun agar aap ek galti ko baat karenge aur Usi galti ki vajah se aapko Bar Bar loss hoga to aapko chahie kya aapka apni Galti ko Sudhar hain aur uske bad Bharat trading Shuru Karen aur aap apni Galti ko tabhi Sudhar Payenge Jab aap acche se practis Karenge aur Apna Sara Waqt acche se jyada Se Jyada time Forex ko Denge aur account mein acche se kam Karenge acchi posting Karenge aur aur aur Dam encounter karne se apni Galti ka Sudhar sakte hain Hamen Kaun Kise Di gai hai ismein kam Karke Achcha experience kar sakte hain aur ismein kam Karke Hamare Galti hone ke chances kam ho Jaate Hain aur ham acchi trading Karke Ek acche Businessman
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

          G han bilkul trading me ham se mistakes ho jati hey aur agar ham apny mistakes ko ignore karen gey to hamy esi mistake ko ignore karny ki waja se bar bar hi loss ho sakta hay aur esy mistakes ko bar bar repeat kar key trading me hamy bar bar hi loss ka samna hota hay, jo mistake ki jaye es ko ignore kar deny se behtar hay key ham es ko control karny ki planing karen aur apny mistake ko yaad be raken, agar ham apny mistakes ko ghir mamooli samjy gey to hamy esy hi mistakes ki waja se bar bar hi loss hota rahy ga traders ko careful ho kar apny mistakes ko remove karny ki koshish karni chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

            G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai aik dafa loss karty hai to hum aus ki asal waja hoti hai k hum ais mai koi mistake kar rahy hoty hai jis ko hum ignore kar rahy hai aor bar bar ais market mai loss kar rahy hai agar hum aus mistake ko sahe kar lety hai to aus k baad hum ais market mai loss ni karty agar hum ais market mai apny ap ko sahe kar lety hai to aus k baad hum ais market mai kamyab ho sakty hai magar ais k liay hum ko ye karna pary ga k hum se agar koi ghalti hoti hai to hum aus ko many aor aus ko sahe karny ki try kary ye na ho k hum se koi ghalti ho aor hum aus ko chupa rahy ho k hum ne ye ghalti ki hai aor ais ki waja se hum ko loss hoa hai agar wo sahe ni kary gay to kamyab ni ho gay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

              yes dear main ap ki bat say totle agree hun aur main nay asy choti say choti mistake say bohut loss kia hai choti mistake ka nuksan mujh say behter or koi nahi jan sakta balky forex main har trader ju nakam hota hai isi waja sy hota hai wo batin tu rules say kam karny ki kar laita hai mager usko practicaly follow nahi karta hai jiss waja say usko loss hota hai iss lea forex main jab tak ap practicaly work anhi dekhain gay tab tak kuch bhi thek nahi ho ga iss lea ap ko forex main aik apny samny aik page rakhna chaheay ju ju ap ki common mistakes houn un ko trade karty wakt aik dafa zrro dekhain aasa karny say ap practicaly forex main kamyabi ki taraf jain gay es lea ap ki bat thek hai forex main aik choti se galti ko bar bar repeat karny say aur us ko ignore karny say he loss hoa ha.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

                G han ye to haqeekar hay agar ham kesi 1 mistake ko small samaj kar ignore karny ki koshish karen gey to esi mistake ham se bar bar ho sakti hay aur ham es mistake ki waja se loss hony key bawajood be es ko ghir mamooli hi samjy gey, traders jo be mistake karty hey ye traders ko loss hi de sakty hey, agar apni trading performance behtar karni ho aur successful trader banna ho to es key ley zarori hay key ham apny all mistakes ko control karny ki koshish karen aur kesi be mistake ko small na samjy, proper time de kar apny mistakes se learning karen aur es ko trading me repeat na karny ki planing karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

                  Ham Logon Ko mistake ko avoid karna chahie Agar ham log mistake Karenge To Ham Logon Ko forex market Mein nuksan Hoga isliye Ham Sab Logon Ko forex market Mein mistake Nahin Karni chahie Agar ham log mistake Karenge To Ham Logon Ko iska Koi fayda Nahin Hoga aur ham Logon Ko Iske nuksan hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

                    G han friend ap ny bilkal tek kaha hy forex aik difficult or risky business hy ye hamy profit b dyta hy mgr is liay hamy bot c chezon ko ly kr chlna prta hy trading krty wakt ham agr koi mistake krty han to usy ignore ni krna chaiy balky us py twja dyni chaiy or koshish krni chaiy k agli br wo galti na dohrain forex aik asa business hy jis m lalich ki koi gunjaish ni agr ham forex m lalich krty han to b ye hmari mistake hoti hy is ki waja sy b hamy bot sa loss hota hy lalich aik asi chez hy jo hamy brbad kr dyty hy is liay hmari koshish honi chaiy k ham lalich sy bachnan or apni mistakes sy sekh kr agy brh kr profit hasil karan
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

                      Traders kay liye koi bhi trade open kertay huay trends aur analysis ko daikhna, market ko watch kertay rehna aur lot size ki sahi setting issi liye ki jaati hai kay koi mistake nahi ho jaey. Mistake choti si bhi hoto traders ka poora account wash kerwa daiti hai ya itna loss hojata hai jiss ki recovery mumkin nahi hai . kabhi bhi koi mistake kernay say pehlay jaha shak ho ya aisa feel ho kay ye trade ghalt na ho jaey uss waqt wait kerna aur jab tak zehan mai her cheez clear na ho jaey uss waqt tak trade open kernay say ijtinaab kerna chaiye. Traders ki choti choti mistakes mill kay bari mistakes bann jaati hain aur isi tarah traders kay accounts wash ho jatey hain aur unhain baad mai pata chalta hai kay ghalti kaha hui hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

                        dear baat to apki theek hay k ham ko jub jub lose huva hay sirf haamri mistakes ki wajha say he huva hay agar ham in ko reapete honay say bachtay hain to hamko lose say bhi bachat ho sakty hay aur haamri kamyabi k liye rastay nikal bhi saktay hain aur mazeed asaan bhi ho saktay hain is liye hamko har roz aik new strategie k peechay dournay say zida better hay k ham jo start main mistakes krtay hain un say bacha jaye aur ziada say ziada achi learning k liye hamko honewali mistakes say avoid krna bhi zaida better hay ,jo banda forex ki markeet main apnay apki kamyaabi say agay lay jana chahta hay us k liye better yahi hay k wo har lose k baad uski aik complete statement banaye aur jub jub usay dubara lose ka samna ho wo usay aik notebook pay writ karay aisa krnay say ham lose say bhi bach saktay hain aur apnai ghaltion say acha seekh bhi saktay hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                          Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota hai.<br />friends forex market main aik choti see mistake ko bhi ager ap ignore karty hain tu oss ki wajah say bar bar loss karna parta hai kyon ky yeh aik asa business main jiss main lalch khud ba khud ahee jata hai jiss wajah say ap lalch ko bar bar lainy say galti karty hain aur ap usi aik galti ki waja say bar abr loss hota hai iss lea main ap ko bar bar yehi advice daita hun jab bhi ap say koi galti ho jay tu usy foran thek karain aur us ko apni notbook main likhain kar samny rakhain k yeh galti ap again nahi karain gay asy he ap uss galti par control kar sakty hain aur forex main aik professional trader bann kar long time kay lea earn kar sakty hain forex market aik international market main ap ka mind bhi es main active ho kar kam kreyga tab he ap ko profit ho ga zara see bhi galti ap ko hazaron doller ka nuksan karwa sakti hai
                          Ji bhai jan ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main traders kay fail honay ki wajohat main say agar chand aik ka andaza lagaia jay to hamain ziada tar aisay log milay gay jo apni mistakes ko nazar andaz kar datay hain aor pehli trade main loss honay kay bawajod woh apni mistakes ko find nahi kartay aor dobara trade open kar daitay hain es taran bar bar yeh silsala chalta rehta hay aor un ko loss hota rehta hay jab k aisa bil kul nahi hona chahiay traders ko chahiay k woh apni fail trade main yeh analysis karay k usay kis wajah say loss howa hay aor agar loss usay apni mistakes ki wajah say howa hay to usay apni misteks ko ignore nahi karna chahiay bal k un ko find kar kay remove karna chahiay aor aynda trades main en mistakes ko bil kul bhi nahi dohrana chahiay es taran aik to hamari trade kamyab ho jay gi dosra hamain experience and knowledge bhi hasil ho jay ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

                            ji haan mere Bhai forex ek aisa business hai jismein Ham mistake se loss ****l kar sakte hain aur hamara account bhi baat ho sakta hai isliye hamen mistake se bachana chahie agar humse Koi mistake ho chuki hai to Ham isko Ho bachana chahie agar Ham apni mistakes ko ignore karte rahen to Ham dobara loss hasil karenge isliye hamen apni mistake se sikhana chahie aur iske bare mein experience hasil karna chahie aur ismein mehnat karni chahie aur hamen yah pata Ho ki Ham ja mistake dobara na Karen jiski vajah se hamen lost ho isliye hamen apni mistakes ko ignore nahin karna chahie balki usko theek karne ki koshish karni chahie Taki agali bar hamen kisi pareshani ka samna Na Ho aur ham profit hasil Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:jab ap aik mistake ko ignore karty hain tu uski waja say bar abr loss hota

                              Dear members aap ki baat bilkul theek hai Forex trading aik Mushkil business hai, is mein Hamen Apni Tamam galtiyan ko note down karna ho ga Taky Ham Un ka review Kar ke Un se Sabaq Hasil kar Saken. Agar ham apni galtiyo ko light lete Rahe yah dusre Lafzon Mein ignore Karte Rahe To Ham is se a bara nuksan Utha sakte hain. Forex trading mein foreign currency ka up and down movement ko judge Kar ke trade Lagai Jaati Hai. Is liye aap ko chahie ki aap Forex trading Se Pahle foreign currencies car Mukammal review Karen aur is baat ki judgement Karen ke Aise kaun se awamil Hain Jo directly market per effect Karte Hain. Secondly technically and fundamental analyses ko made Nazar rakhen Taki aap zyada Se zyada profit earn kar Saken. As a New trader Hamen chahiey ke ham apna focus learning per rakhen Aisa karne se automatically Hamen earning mile gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X