Traders aksar apni tawajo iss baat per rakhty hain ke insay trading mai major qisam ke mistakes na he hon , lakin iss kay sath sath choti choti mistakes per qabo pana b lazmi hota hai kion ke iss ke waja say b bary loss ho sakty hain.
for example : trading kay doran jab b trade open Karin tu stop loss aur take profit zaroor set karna chaie , aur ager loss ho jiye tu aik dam nai nai trade open karna , aur loss wali trade per aik aur trade open kar laina , iss trah ke mistakes hain jin ke waja sy b loss barh jata hai.
ager traders apni mistakes per qabo paa lain tu inke trading mai discipline b behtar ho jata ha jis say trading mai behtar results aany lag jain gaay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим