Market mai gap k baad trade lagany ka faida kai hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market mai gap k baad trade lagany ka faida kai hai?
    Dear jab weekend k baad market open hoti hai to ais mai kai dafa gap hota hai agar ap ko kisi bhi pair mai bahot zayda gap mily to ap aus mai trade lagaye gay to profit ni ho ga kun k aus mai hum ko pata ni hota k market aus gap ko recover kary gi ya nai agar hum ais market mai kamyab hona chaty hai to hum ais mai apny seniors se sekh sakty hai ais liay hum ko ais kisi senior se mashwara lena chaye agar kisi senior ko pata ho to hum ko ais mai kab entry leni chaye agar kisi ko ais k bary mai detail pata hai to kindly yaha par share kar dey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market mai gap k baad trade lagany ka faida kai hai?

    Market me gap key bad trade lagany ka faida ye hota hay key market ki movement gap ko fill zaror karti hay aur agar market me zeyda gap ajaye to traders ki strategy ye hoti hay key wo market key gap fill karny se profit ko win kary aur professional traders es koshish me kamyab be ho jaty hey, agar market me big ya small gap ajaye to ye market ka higher point hota hay es key bad market roll back karny ki koshish karti hay aur gap ko fill karny ki 100% hi koshish karti hay, market me agar gap ajaye to hamy be gap fill karny se faida leny ki koshish karni chaye,
    • #3 Collapse

      Re: Market mai gap k baad trade lagany ka faida kai hai?

      Market me agar gap ajaye to professional aur experienced traders es condition me market gap trading strategy use karny ki koshish karty hey esi bahot si strategies hey jo key market gap any key bad traders use karty hey aur 100% hi profit earn be karty hey, market ye gap fill karny ki koshish karta hay magar es me koch time be lag sakta hay aur ye be possible hay key ye gap bahot hi short time me fill ho jaye es condition me agar technical base par market key support and resistance level ki ya price action strategy key base par trading ki jaye to market gap key bad ham acha profit earn karny me kamyab ho sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Market mai gap k baad trade lagany ka faida kai hai?

        Dear market main jab bhi gap ata hai tu ap k lea aik acha moka hota hai profit karny ka mager ap k pas gap trading karny k lea pehly acha knowledge aur acha experience hona zrori hai gap jab bhi ata hai tu market k leay yeh lazmi hota hai k usy pora karti hai iss lea chahy wo aik week k bad he kare mager kuch trader gap k any k bad foran trade lga daity hain aur makret gap k ulat chali jati hai jiss say unhain loss ho jata hai mager ap ko main ye information daina chata hun k gap jab half pora ho jay tu tab ap ko trade karni chaheay ya pehly market ko gapy k mukhalif side move honay daina chaheay aur phir jab market koi formation bnay tab ap ko trade lgani chaheay phir he ap gap say fiada utha sakty hain ya ap k pas capital eh itna ziada hona chaheay k agwer ap ki makret ap ky order k khilaf jay tu ap ko koi preshani na ho phir he ap gap say faida utha sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Market mai gap k baad trade lagany ka faida kai hai?

          Market maker app se pahle aur bad Mein trading karne ka bahut hi jyada fayda hota hai is Waqt ham log Ek bahut hi accha profit Hassan kar sakte hain jisse Ham logon ko bahut hi jyada benefit Hassan hota hai isliye Ham Sab Logon Ko market gayak Mein training Karni chahie
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
            Market maker app se pahle aur bad Mein trading karne ka bahut hi jyada fayda hota hai is Waqt ham log Ek bahut hi accha profit Hassan kar sakte hain jisse Ham logon ko bahut hi jyada benefit Hassan hota hai isliye Ham Sab Logon Ko market gayak Mein training Karni chahie
            Janab market close hoti hai friday ki night ko close hoti hia ap kay trading pairs mai jo spread normal kuch pips ka hota hai. woh barh kar zaida ho jata hai.or ap ko woh gap chart mai kafi zaida nazar anay lag jata hai. ap ko cheye kay ap ka ager experience fundamental or technical mai acha hai tu ap es gap mai trade monday ko jab open hoti hai foran open hony kay time trade ko open kar kay scalping kar kay bhout kam time mai achi earning kama sakty hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X