kia aik stratgey ko bar bar change karny say time zaya hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia aik stratgey ko bar bar change karny say time zaya hota hai?
    friends main nay aksar professional say yeh mashwra lia hai k stratgey ko bar bar change nahi karna chaheay kyon kay jab ap asay arty hain tu aik stratgey say dosri stratgey ki tarf jaty haint tu uss par bhi ap ko pehly practcie karky smajhna aprta hai aur aur 6 month tak ap usko perfect bana sakty hain ager ap aik he stratgey par work karain tu ziada tiem usi ko milny ki waja say aur ziada practcie hony ki waja say wo ap k lea perfect bhi ban jati hai ager kabhi bhi loss day tu us main mazeed filter add karain uss ko change na karain main nay khud asay loss kia hai mujhy ap sab ss bat pay comment kar k bhtain k ager aik stratgey bar bar loss day tu usy change karna chaheay ya usi main wokr kar k usko he accurate bnana chaheay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia aik stratgey ko bar bar change karny say time zaya hota hai?

    Nahe dear aisa ni hai kun k hum agar ais market mai kaam karty hai aor aik strategy par kaam kar rahy hai to hum ko aus mai change karny ka ye faida hai k humri trading strategy mai jo weak point hota hai aus ki waja se hum ko atna profit ni hota agar hum ais market mai koi trade lagana chaty hai to hum ko ais mai ye dekhna hai k hum agar ais mai apni strategy par change karty hai to hum ko ais mai ye dekhna hai k hum agar ais mai aik hi achi trading strategy par kaam karty hai to hum ko ais mai ye dekhna hai k hum agar ais market mai achi trading strategy bana lety hai to hum ais market mai acha profit bana sakty hai kun k hum agar ais market mai trading strategy par acha profit banana chaty hai to hum ko ais mai khud hi mehnat karni pary gi.
    • #3 Collapse

      Re: kia aik stratgey ko bar bar change karny say time zaya hota hai?

      G nahi dear ham kabi be 1 hi trading strategy ko use karny par achi trading karny me aur acha profit earn karny me kamyab nahi ho sakty hey, every weekend par agar ham strategies par work kia karen gey to ham kesi be time strategy ko change kar sakty hey aur es me time bilkul be nahi lagta agar hamari strategy profitable hay aur proper work kar rahi hay aur koch time key bad ye strategy fail ho jaye to hamary pass 2nd trading strategy as key option majood hona zarori hay, kesi 1 strategy key base par ham hamesha profit win nahi kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: kia aik stratgey ko bar bar change karny say time zaya hota hai?

        Ham Logon Ko Apne planning coaching Karte Rahana chahie jitni Jyada ham log Apne planning ko change Karenge itna hi jyada Ham Logon Ko fayda Hoga isliye Ham logon ko apni planning ko Hamesha se Hamesha change hi Karte Rahana Hamare liye bahut jyada faydemand Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: kia aik stratgey ko bar bar change karny say time zaya hota hai?

          Real Forex trading member agar aapko apni strategy pe confidence nahin hai to aapko apni planning aur aur skills ko testify karne ke liye demo account mein practis karni chahie dear member Forex trading mein main jitni aapki ki training hogi utna hi aapka experience increase hoga trading mein main important factor ko analyse karna understand karna aur remember karna bahut zaruri hai Forex trading mein aap ki memory strong honi chahie quick decision power mentally fresh environmental changes bahut important hai aapko Forex trading mein separate room mein trading planning karni chahie aapko apni strategy ko confidence ke sath apply karna chahie trading steps ko manage and modify karte hue aapko wait karna chahie
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            Re: kia aik stratgey ko bar bar change karny say time zaya hota hai?

            Forex trading business mai apni strategies ko hamesha check aur confirm ker kay he uss pay kaam kerna chaiye. Demo accounts pay isi liye ziada practise kerni chaiye takay strategy ko check ker kay uss ki khaamioo ka pata chal jaey aur phir usay real trading mai use kertay huay ziada say ziada faida haasil kia jaa sakey. Trading strategies ko bar baar tabdeel kernay say koi faraq nahi parta hai bulkay jaha pay aik strategy fail ho jaey tou new strategy ko use kerna he behtar hota hai. Her pair aur commodity kay liye alag say strategy banana ziada behtar rehta hai kiyu kay her pair aur commodity jaisay kay metals aur future energies hain unkay spreads aur prices alag alag he hoti hain, iss liye alag alag strategies ki zaroorat hoti hain
            • #7 Collapse

              Re: kia aik stratgey ko bar bar change karny say time zaya hota hai?

              g han bilkul ap thek kah rahy hain forex market main jab ap aik system main kam kar rahy hain tu ager wo again and again loss day raha hai tu uss main uss system ki kioi bhi khrabi nahi hai us main ap ki kharab k ap ko us ka sahi use nahi karna arha hai jiss ki waja say ap ko wo loss day rahi hai uss main ap ko tabdeli kar laini chaheay mager pora system change nahi karna chaheay pora system change karny say ap ko new system ko sekhny k lea bohut time lag jay ga jis say ager wo bhi thek na hoa tu ap phir say or system dhondna pary ga es lea ap ko apni stratgey ko change nahi karna chaheay ap ko us main correction karni chaheay jahn pay galti ho rahi ha ap ko wahn pay change akrna chaheay phir he ap us system ko thek kar sakty ain ager ap bar bar change he karty rahin ga tu ap ko koi bhi accurate system nahi mily ga.
              • #8 Collapse

                Re: kia aik stratgey ko bar bar change karny say time zaya hota hai?

                Forex trading business at professional trading business hai isiliye Hamen apni strategies ko behtarin tarike se 12 karna chahie aur Jahan Lage Hamen apni strategies week Hai vahan Mein 33 Karte Rahana chahie Taki Ham easily profitable trade select kar sake Ham Jitna Jyada apni strategies ko change karte rahenge according to the market Ham utna Jyada easily profitable trade select kar sakte hain Is Tarah Hamara time waste Nahin Hota balki Hamen Achcha profit Hasil hota hai agar Ham apni strategies ko market ke mutabik change karen to Is Tarah Hamara knowledge aur experience we increase hota hai aur Hamen market ki understanding Ho Jaati Hai strategies Hamen Apne goal ko achieve karne mein bahut jyada acche tarike se help karti hai strategies Hum Kabhi Bhi acchi trading nahin kar sakte na Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: kia aik stratgey ko bar bar change karny say time zaya hota hai?

                  Pehli to bat yeh hay k agar trader kay pas Forex kay strong knowledge kay sath sath acha experience hon to woh kabhi bhi aisi strategy nahi banay ga jo kam na karay aor jes ko bar bar change karna paray aisa kam wohi trader ziada tar karay ga jo Forex main ziada experience na rakhta hon aor jesay Forex main ziada mushklat ka samna karna paray ya jes nay Forex ka poori taran knowledge hasil na kia ho aor Forex ko poori taran sekha na ho. Forex trading ko start karnay say pehlay market analysis kar kay aik plan tiar karna chahiay aor aik achi strategy tiar kar kay usay real trading main lagu karnay say pehlay es strategy kodemo pay apply kar kay check kar laina chahiay k kia woh kam karti hain ya nahi agar strategy kam karnay lag jay to usay real trading account main use karain es taran kamyabi kay chances barh jatay hain. Es taran aik kamyab strategy ko bar bar change nahi karna chahiay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kia aik stratgey ko bar bar change karny say time zaya hota hai?

                    Ye strategy par depend karta hay agar strategy work kar rahi ho aur profit de rahi ho to change karna hamari mistake hoti hay aur agar ye work nahi karti aur trading me loss de rahi ho per be es ko change na kia jaye to ye be mistake hi hoti hay, trading ki strategy ko demo account me test karny se es key result ka hamy knowledge ho jata hay agar acha work hamari strategy kar rahi ho to es ko real account me be use karna achi bat hay agar demo account me zeyda loss de aur profit kam de to es ko real account me use karny ka be koi faida nahi hota.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X