RSI relative strength index Aur iss ka istaimal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI relative strength index Aur iss ka istaimal
    RSI relative strength index bohot he common indicator hai jis ko traders use karty hain. kafi bari tadad mai traders iss ko market price ke movement ka andaza lagany ke liye use karty hain.
    RSI relative strength index kiya hai
    RSI relative strength index ke value 1 say lay kar 100 tak hoti hai. ager iss ke value 70 say oper ho jiye tu phir yeh samjha ja sakta hai ke market over bought ho gyie hai . aur iss base per traders selling karty hain ke market wapis ayie ge. Iss trah say ager RSI relative strength index 30 say neechy aa jiye tu phir traders kay khayal mai market over- sold ho rahi hoti hai jis mai buy karny ka faida ho sakta hai.
    RSI relative strength index kay istaimal
    RSI relative strength index ka istaimal karty time aik baat ka zaroor khayal Karin ke RSI relative strength index range mai move hony wali market mai bohot acha result daita hai. iss liye ager market range mai move ho rahi ho tu phir RSI relative strength index kafi effective rahy ga.

    Lakin ager market mai strong trend chal raha ho aur market aik direction mai strong trend kay sath move ho rahi ho tu iss time per RSI relative strength index ko use karna bohot ziada nuqsan-daay sabit ho sakta ha.
    Iss liye range wali market mai RSI use karna bohot acha ha lakin market mai strong trend kay time per iss ko use karna itna ziada faida mand sabit nai hota hai balky iss ke waja say loss b ho sakta ha.


    Ager app RSI relative strength index ko use karty hain tu iss ke baray mai apna practical knolwege aur experience zaroor share Karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI relative strength index Aur iss ka istaimal

    Relative Strength Index (RSI) jo key technical 2 esy level ya market condition ka signals deta hay jes ko agar traders follow karen to technical base par achi trading kar sakty hey,

    RSI indicator me relative strength key base par market key oversold aur over bought levels ko determine kia jata hay agar market 70 level (overbought) par ho to traders key ley sell entry ka ye best time hota hay aur 30 level market ka oversold area hota hay jes se market me buying entry key ley best samja jata hay, RSI professional traders me bahot zeyda popular hay aur es ko chart me zaror use karty hey, large time frame me RSI indicators key signals ko bahot hi reliable samja jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: RSI relative strength index Aur iss ka istaimal

      Aur indicator ka bahut hi jyada fayda hota hai iska istemal karne se ham log Kafi Achcha proper banaa sakte hain isliye Ham Sab logon ko aur indicators istemal karna chahie isase ham log Kafi acha profit gain kar sakte hain aur ham Sab Logon Ko kamyabi milati Hai
      • #4 Collapse

        Re: RSI relative strength index Aur iss ka istaimal

        Dear agar dekha jaye to ais market mai bahot hi zayda indicators hai jin ko hum use kar k ais market mai trade kar sakty hai aisy hi ais market mai jo RSI hai agar hum ais ko use karty hai to ais mai hum ko market ka over bought aor over sold area ka pata chalta hai aor aus k baad hum ais market mai trade kar sakty hai agar market over sold ho to hum aus time ais market mai buy ki trade lagaty hai agar market over bought ho to hum ais market mai sell ki trade lagaty hai ais market mai jab hum RSI divergence ko dekhty hai to hum ko ais market mai trend ka bhi pata chal jata hai k market ka trend change ho raha hai aor hum ais mai kaha se trade lagye agar hum ais market mai dekhy to hum ko ais market mai RSI ko dekh k range mai trade karny ka zayda faida hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: RSI relative strength index Aur iss ka istaimal

          Assalam O Alaikum Dear Friends , RSI Relative Strength Index Aur Iss Ka Istaimal , Jise Welz Wildr K Zarie Tyar Kia Gia , Aik Tez Raftar Ghaio Hai Jo Qemat Ki Naqalo Harkat Ki Raftar Aor Tabdeli Ki Pemaish Karta Hai , RSI Zero Aor 100 K Darmyan Jalwa Gar Hota Hai . Raweti Tor Par RSI Zyada Khredari Par Ghor Kia Jata Hai Jab 70 Se Oper Aur 30 Se Saal Se Kum Umar K Doran Frokht Ho Jata Hai. Aam Rujhan Ki Neshan Dahi Karne K Lie Bhee RSI Istamal Kia Ja Sakta Hai.
          • #6 Collapse

            Re: RSI relative strength index Aur iss ka istaimal

            RSI se murad relative strength index hota ha jis ko J Wales Wilder ne develop kia tha, yeh aik momentum oscillator ha jo price movement ki speed aur price ki changing ko bata deta ha, is lye yeh aik technical indicator ha. Is ki counting 0 se 100 point tak hoti ha, jab 70 se uper ho to overbought aur jab 30 point se neechay ho to oversold ko indicate karta ha
            Click image for larger version

Name:	RSI1_602x345.png
Views:	25
Size:	39.1 کلوبائٹ
ID:	12322932
            RSI generally sideway ya rangbound situation ma asha result deta ha jahan price support and resistance level k darmyan move karti ha, RSI asha result ha jab is ko dosray indicators k sath use kia jaye jaisay moving average, stochestic oscillator etc
            Usage of RSI
            == RSI ko sideway condition ma use karain to ashay result deta ha,
            == agar market aik trend ma move kar rahi ha to os waqt RSI ko use karnay ma care karain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
              Aur indicator ka bahut hi jyada fayda hota hai iska istemal karne se ham log Kafi Achcha proper banaa sakte hain isliye Ham Sab logon ko aur indicators istemal karna chahie isase ham log Kafi acha profit gain kar sakte hain aur ham Sab Logon Ko kamyabi milati Hai
              Dear ap apni trading main jab technical analysis karty hain tu us mai sub sy asan indicator RSI hai. ap RSI indicator ka jab use karty hain tu us mai ap default values he use kar sakty hain. Default values mai ap kay pas RSI ki jo values hoti hai us mai 80, 50 or 20 hai es ki values ko ap major pairs like eurusd, gbpusd, gbpusd etc pay use kar kay acha result hasil kar sakty hain.RSI ki values tu ap lay kay es ka result tu lain ly gy lekin es ko ap mazeed secure trading karna chahty han tu ap es RSI kay sath mcad indicator ka be use kar kay bhout acha result hasil kar sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X