jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.
    dear friends aj main ap ko forex main choti say choti mistake ka bhi nuksan btata hun ju aksar new trader forex main ignore kar daity hain aur jiss ki waja say ap ko loss ho jata hai aik choti se galti say farz karain ap nay ager stop loss na lgaya ho ya phir breakout hony ka wait na kia ho aur pehly he order laga dia ho aur us ki wajah say ap ko loss ho gea ho tu ap ki aik trade ap ka mind set aur app ka plan distrub kar daiti hai jiss say apny mind set say kar emotionly ho jaty hain jiss say next hony wali trade bhi ap k mind k mutabik risk hoti hai aur ap trade karty wakt dar rahy hoty hain iss lea forex main ager success hona hai tu ap ko aik choti see mistake ko bhi ignore nahi karna chaheay aur ap main galti ki gunjaish honi he nahi chaheay phir ap forex main kamyabi ki tarf chal sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.

    G ha dear jab hum ais market mai kaam kar rahy hoty hai to aus mai hum ko ye pata hona chaye k hum agar ais market mai trade lagaty hai to hum ko ais mai mistake ni karni chaye kun k agar hum ais market mai trade lagaty waqat ghalti karty hai to aus ka hum ko loss ho sakta hai agar hum ais market mai koi aisi ghalti kary gay jis se hum ko aik dafa loss ho to hum agar wo ghalti sahe ni karty hai to hum ko ais market mai bar bar loss hota hai ais market mai hum jitni dafa ghaltian kary gay hum ais market mai apna hi loss kary gay ais market mai ap ne dekha ho ga k ais market mai hum ko ghalti sahe karny ka moka milta hai to hum ais market mai achy se kaam kar k acha profit bana sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.

      bhai jan forex trdaing main choti sechoti galti apko boht bari pareshani ka sabab bnti hai tu aghr forex main kamyb trdaing karni hai tu apko apny kam ko ahtiyat k sath kna hoga jub ap ahtyat ks ath kam karengy tab he ap achi eraning kar skty hain tu hmaisha he forex ko soch smjh kar karen jis main apka risk bhi kam se kam ho jub hmari trdaing main rsk kam hota hai tab hmain loss bhi kam hony k chaces hoty hain or hum apni trdaing main achi eraning kar lety hain tu hmain apni rtdaing main soch smjh kar or mind fresh kar k trdaing karni chahye jis se hum apni trdaing main achi eraning bhi kar skty hain sath main hum apni trdaing main successful bhi ho skty hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.

        Mindset bohat ziada ehmiat ka haamil hai.Forex mai kaamkertay huay jab hum mt4 terminal pay baith kay market watch shuru kertay hain tou humm aik plan aur strategy kay saath apni trading ki shuraat kernay lagtay hain. Forex market ka pair,lot size, stoploss,take profit , total trading pips sub kuch humm nay apnay mind mai pehlay say save ker rakha hota hai. Jab hum koi trade open kertay hain aur usay monitor kerna shuru kertay hain tab hamarey mind mai sirf apna plan hota hai aur market ki movement ko hum apnay undazay pay daikhtay hain. Jaha pay humm say aik choti ci bhi mistake hoti hai wahi pay hum attok jatey hain aur phir hamara sara mind set aur planning khatam ho jati hai. Iss liye choti choti aisi ghaltiaa jo mind set ko disturb kerti hain un pay bohat ziada control rakhna zaroori hota hai
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.

          G han bilkul agar ham small mistake be karty hey to hamara mind set aur hamari planing disturb ho sakty hey, mistakes karny se ham apny rules ko be break kar sakty hey jo be ham ghalti karty hey trading me es ko recover karny key maqsad se rules ko aur planing ko ignore kar key trading karny ki koshish karty hey jo key bilkul be ghalat hay, traders ko pehly to mistake karny ki koshish nahi nahi karni chaye aur careful ho kar agar trading ki jaye to ham har mistake ko hi avoid karny me kamyab ho sakty hey, hamari koshish honi chaye key hamara mind setup disturb na ho aur ham continue planing key sath aur apny rules ko follow kar key trading karen.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
            dear friends aj main ap ko forex main choti say choti mistake ka bhi nuksan btata hun ju aksar new trader forex main ignore kar daity hain aur jiss ki waja say ap ko loss ho jata hai aik choti se galti say farz karain ap nay ager stop loss na lgaya ho ya phir breakout hony ka wait na kia ho aur pehly he order laga dia ho aur us ki wajah say ap ko loss ho gea ho tu ap ki aik trade ap ka mind set aur app ka plan distrub kar daiti hai jiss say apny mind set say kar emotionly ho jaty hain jiss say next hony wali trade bhi ap k mind k mutabik risk hoti hai aur ap trade karty wakt dar rahy hoty hain iss lea forex main ager success hona hai tu ap ko aik choti see mistake ko bhi ignore nahi karna chaheay aur ap main galti ki gunjaish honi he nahi chaheay phir ap forex main kamyabi ki tarf chal sakty hain.
            Assam Alaikum Forex trading Ek aise hi business hai ki agar aap ismein Ek Chhoti Si mistake bhi kar dete Hain To usse aapko bahut bada loss ka Samna karna padta hai isliye aapko chahie ki Jab Bhi trading business Mein kam kar rahe ho to Apne mind ko bilkul fresh rakhkar kam Karen aur kisi kism ki koi thinking Na Ho jald Baji na Karen market ko acche tarike se analysed karne ke bad hi apni trade ko open Karen Nahin to acche entry point ka vate Karen tab hi aap ek successful trader ban sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.

              dear forex k ilawa bhi agar ham koi business start krtay hain to hamko us main honaewali har ik mistakes k badlay main hamko nuksaan k sath sath experience aur disturbance bhi milty jaaty hay hay aur haamray knowledge main kami hoty jaaty hay is liye is baat ka yahi sab say better solutions hay k ham markeet main entery lainay main kabhi kisi kisam ki koi jaldi na karain aur jub tab hamko confirmation na mil jaye hamain markeet main kis surat main bhi enty nai laini chaye aur agar ham in baaton k pata honay k bawjood bhi aisa krtay hain to us k baad baaki sab k ham khud zimadaar hain hain phir haamri forex k ilawa bhi kisi aur kaam main success hasil krna na mumkin hay jub tak ham honewali mistakes k baray main ghor aur kabo nai krna seekh saktay hain ham khud bhi kisi kaam k nai hain.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.<br />dear friends aj main ap ko forex main choti say choti mistake ka bhi nuksan btata hun ju aksar new trader forex main ignore kar daity hain aur jiss ki waja say ap ko loss ho jata hai aik choti se galti say farz karain ap nay ager stop loss na lgaya ho ya phir breakout hony ka wait na kia ho aur pehly he order laga dia ho aur us ki wajah say ap ko loss ho gea ho tu ap ki aik trade ap ka mind set aur app ka plan distrub kar daiti hai jiss say apny mind set say kar emotionly ho jaty hain jiss say next hony wali trade bhi ap k mind k mutabik risk hoti hai aur ap trade karty wakt dar rahy hoty hain iss lea forex main ager success hona hai tu ap ko aik choti see mistake ko bhi ignore nahi karna chaheay aur ap main galti ki gunjaish honi he nahi chaheay phir ap forex main kamyabi ki tarf chal sakty hain.
                Ji ap nay bil kul thek jaiza pesh kia hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon baz dafa aisa hota hay k trader bari achi trading kar raha hota hay aor thek time pay trade open bhi karta hay tamam rules and regulation ko follow kartay howay trading start karta hay lakin phir bhi kisi wajah say usay Forex trading main loss ho jata hay is ki sab say bari reason yeh hay k trader koi na koi mistake zaror kar jata hay chahay woh trade open karnay kay bad start main ya and main baz dafa to mistakes itni choti hoti hain k traders kay nazdeek un ki koi value nahi hoti jis taran take profit and stop loss ko use na karna indicators ki taraf tawajoh na dena ya lot size ka wrong choice karna aisi kai mistakes hain jin ki taraf traders khas kar new traders tawajoh nahi daiatay jis say un ko loss ho jata hay jis say un ka mind bohat ziada disturb ho jata hay aor tension ki wajah say thek taran say trading nahi kar pata lehza trading main choti ci mistake bhi nahi karni chahiay.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.

                  Ji Bhai aapane bilkul theek baat ki hai agar Ham Logon Ko Logon Se Bachana Hai To Ham Logon Ko kam se kam mistake Karni Hogi jitni Jyada mistake Ham Karenge Itni Jyada Ham Logon Ko nuksan Hoga isliye Ham Sab Logon Ko mistake kam se kam Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.

                    g han bhae thek kaha ha ap ney app ki bat ko main bhi follow karta hun forex main mined set ka hona boht zrori hai kyon k forex main nafsiayt ka khail hai ju apni demagi halat par control kar laita hai apny lallch ko control kar laita hai wo he es main success hota hai aur wo trader he kmyab hoty hain ju apny mind level ko handle kar paty hain ap ney aksar dekha ho ga boht sary trader fore x main fail ho jaty hain un ki yehi tu reaoson hoti hai k wo apny mind ko control nahi kar pty hain jiss ki waja say un say ye kam bhari par jata haia ur emotions main aker wo is ko chor jaty hain es lea mind power ka hona bohut eh zrori hai forex main phir he ap forex main success ho kar earn kr sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:forex main aik choti se mistake bhi ap ka mind set ko distrub kar deti hai.

                      dear forex memmbers me ye bat ap ko batanna chahta hon k pehly he order laga dia ho aur us ki wajah say ap ko loss ho gea ho tu ap ki aik trade ap ka mind set aur app ka plan distrub kar daiti haiisi lye sab ko chaye k relax ho k aur ok ho k trad karna chahye lekin zyada tar log jiss say apny mind set say kar emotionly ho jaty hain jiss say next hony wali trade bhi ap k mind k mutabik risk hoti hai aur ap sahi tareeke se trad nhi kar pate aur ap trade karty wakt dar rahy hoty hain iss lea forex main ager success hona hai tu ap ko aik choti se choti mistake ko bhi ignore nahi karna chahy eaur ap main galti ki gunjaish nhi hoti samajhdari se kam lene chaye tabhi kamyab ho sakte ho

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X