trend ki changing say aksar entry point exit point ban saktay hain..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trend ki changing say aksar entry point exit point ban saktay hain..
    dear mairy aap sab say yeh request hay k hamko forex markeet main aam business ki tarha kaam nai krna chaye balk is main hamko har aik point har ik trades say kuch na kuch learn krtay rehna chaye is main agar ham koi ratta lagatay hain to hamko us say bhi lose hoga q k markeet har wakt har haftay same kabhi bhi moove nai karaige kabhi kabhi aisa bhi hota hay k trend ki changing say hamaray jo entery points hain wo exit aur exit point hamaray entery point ban jatay hain jis say agar ham ham tukkay aur rattay say kaam laingay to hamko tab bhi markeet bahut sarray lose say do chaar karaige jis say haamra knowledge bhi hamko lose daiga aur hamari har ik strategie bhi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trend ki changing say aksar entry point exit point ban saktay hain..

    Ais market mai ap ne dekha ho ga k kai dafa market ka trend change ho jata hai aor ap ka stop loss hit ho jata hai aisi liay ap ko kaha jata hai k hamesha break even par trade karni chaye ais ka matlab ye hai k jab ap ais market mai koi trade lagaty hai aor market ap ki favour mai aati hai to ap aus ka stop loss entry point par set kar dety hai aor aus k baad ap ais market mai wait karty hai k ap ki trade ka take profit hit ho jaye agar market ap k opposite jati hai to ap ki trade entry point par aa k close ho jati hai aisy ap ko koi loss ni hota aor ap ka account safe rehta hai magar ais mai ye hai k agar market ka trend change na hota to ap ko ais trade par kafi zayda faida ho jata hai ais liay ye tareeka bahot hi best hai.
    • #3 Collapse

      Re: trend ki changing say aksar entry point exit point ban saktay hain..

      G han bilkul agar market trend large time frame me change ho jaye ya market reversal point ko define kia jaye to ham entry aur exit points ko be asani se define karny me kamyab ho sakty hey, traders ko chaye key wo market trend identify karny key sath market trend reversal movement ko be find karen es se traders ko bahot zeyda faida ho sakta hay aur un ko entry point aur exit point ko find karny me asani ho sakti hay, agar market ko analysis kia jaye to market trend se mutaleq bahot si useful information traders ko hasil ho sakty hey jo key trading performance ko behtar karny me hamari help kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: trend ki changing say aksar entry point exit point ban saktay hain..

        Market trend agar change ho jaye to asani se ham entry point aur exit point ko define karny me kamyab ho sakty hey, large time frame me agar market trend ko analysis kia jaye aur market change hony ka signal mil jaye to ham good entry point aur exit point ko define karny me kamyab ho sakty hey,

        Support and resistance level key nazdeek agar market trend ki movement par focus karni chaye agar es levels par market trend change ho jaye to bahot asani se ham entry aur exit point ko find karny me kamyab ho sakty hey, market support and resistance level par agar move kar rahi ho to ye critical levels hoty hey aur zeyda tar market trend agar change ho sakty hey to esi levels se hi change hoty hey.
        • #5 Collapse

          Re: trend ki changing say aksar entry point exit point ban saktay hain..

          Assalamualaikum dear forest numbers is market Mein aapane Dekha Hoga ke Kai dafa market and change ho jata hai aur aapka stop loss fit ho jata hai isliye aapko Kaha jata hai ki Hamesha break even portrait Karni chahie iska matlab yah hai ki Jab aap is market Mein Koi ped Lagate Hain aur Market aapki favour Mein aati hai to aap uska stop loss entry point per set kar dete hain aur uske bad aap is market Mein vate Karte Hain ki aapki trade Ka technofit Ho Jaaye Agar maarpeet aapke opposite Jaati Hai To aapki trade entry point per Aakar close Ho Jaati Hai Aise aapko Koi loss Nahin Hota aur aapka account safe rahata Hai Magar ismein yah hai ki agar market ka train change na ho to aapko asteroid per Kafi jyada fayda ho jata hai isliye yah Tarika bahut hi best hai yah Tarika Har Kisi Ko istemal karna chahie aur apne doston ko bhi batana chahie isko istemal Karke aap bahut hi kam time Mein Ek acchi aur Jabardast earning kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: trend ki changing say aksar entry point exit point ban saktay hain..

            je bilkul forex market ma hamesha trend ko follow kia jata ha, trend ka against bilkul bhi trading se avoid karna chaye
            Types of trend: generally forex market ma 3 type k trend hain
            1. Up trend ya bullish trend jis ma sirf aur sirf buy ki trades open karni chaey
            2. down trend ya bearish jis ma sirf sell ki trades, buy ki trades se avoid karain
            3. range bound ya sideway trend jis ma trend k clear honay ka wait karian
            Trend ko define karnay k tools: (1) technical tools jaisay moving averages, parabolic sar, pivot line, stochestic oscillator etc) (2) candlestick pattern (3) support aur resistance levels
            == is lye ap nay bilkul theek bat ki ha k kabhi kabhi jab trend change hota ha to exit point entry point ban jata ha, is lye hamain os waqt trades ma care karni chaey, resistance aur support levels, candles ki formation ko check kar apni entry leni chaye aur trend ko follow karain , trend k against koi trade na karain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: trend ki changing say aksar entry point exit point ban saktay hain..

              Ji Bhai aapane bilkul sahi kaha hai isliye Java trend change Ho To Ham Logon Ko trade close kar deni chahie Agar Ham sab log trade ko close kar denge Tu Hi Ham sab log loss se Bach sakte hain Varna Ham Sab Logon Ko loss ho sakta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X