all member stop lose ko use krein trading main ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    all member stop lose ko use krein trading main ?
    asslam o alikam dear is main agr ap ko kameyab trader bana hai tu phr ap is main lazmi stop lose ko use kiya krein stop lose ko use kren gey tu ap ka account be safe reh ga ur ap ko lose be kam hoga hume is main befasol trading nai krni chaiye
    :1f60d: hard work :1f60d:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

    Dear member stop loss aikk Acha trading tool hai Magar is ko Lagane ke liye aap ke pass knowledge zaruri hai. Sab se pahle aap jis pair per stop loss Lagana Chahte Hain Us ke mutalik Mukammal ilam Hasil Karen keh woh rozana ki buniyad per kitne pips up and down move karta hai aur us se jura huwa aj Koi fundamental issue Tu Nahin Hai. Agar aap Bina Jaane stop plus Laga Dete Hain To bahut Chance Hota hy ke stop loss hit ho jaiy ga aur aap ho fazool Mein nuksan ka Samna karna ho ga. Jab aap us pair ke voialty ko jantay hai to aap ko stop losss lagany main asani ho ge. Stop loss ko khabi bhe opening price se nazdeek mat lagain.
    • #3 Collapse

      Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

      G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k jitny bhi traders hai jo ais market mai trading kar rahy hai aun ko apni adat bana leni chaye k apni her trade k sath stop loss use kary jab hum log demo par kaam sekh rahy hoty hai to aus time hi hum ko ais market mai apni trades k sath stop loss use karna chaye ais se hum ais market mai bahot hi zayda profit bana sakty hai agar hum ais market mai apni trades k sath stop loss use ni kary gay to humri trades bahot zayda loss mai aa sakti hai agar hum apni trades k sath stop loss use kary gay to hum ko ais mai thora sa loss ho ga to humri trade close ho jaye gi aisy hi hum ais market mai ye loss bahot hi asani se recover kar sakty hai ais liay hum ko apni her trade k sath stop loss lazmi use karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

        G han bilkul har trader ko hi stop loss ko use karna chaye aur ye hamary rule ka part hona chaye key ham jab be koi trade open karen to hamara ye trade without stop loss key kabi be market me open na ho, stop loss account ko safe rakny me aur market ki big upset movement ki waja se hamary trade ko zeyda loss se mehfooz rak sakta hay, agar ham stop loss es waja se nahi lagaty hey hamy 1 trade me 10$ ya 20$ ka loss ho jaye ga to yaha par ham big mistake kar rahy hoty hey, bahot zeyda loss face karny se behtar hay key 10$ ya 20$ loss ko hi face kia jaye.
        • #5 Collapse

          Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

          G han bilkul stop loss use karny ka ye faida hota hay key es tool key base par hamy long time tak market me loss nahi hota aur account be wash nahi hota, agar stop loss key baghir trading ki jaye to account wash kesi be time ho sakta hay 1 hour me be market me hamy etna loss ho sakta hay jes ka ham ne socha be nahi hota, agar stop loss ko har trade me hi laga dia jaye aur ye trading ka rule bana dia jaye to ham long time tak stop loss ki waja se survive karny me kamyab ho sakty hey aur apny account ko safe rakny me be kamyab ho sakty hey.
          • #6 Collapse

            Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

            Assalamu Alaikum dear Forex members stop loss Ek Achcha trading To Hai Magar isko Lagane ke liye aapke pass knowledge jaruri hai Sabse pahle aap jis pair per stop-loss batana Chahte Hain Uske metallic Mukammal ilam Hasil Karenge bardana ki buniyad per kitne peace up and down karta hai aur usse Juda Hua Aaj Koi fundamental issue to nahin hai agar aap aap Bina Jaane a stop plus Laga Dete Hain To bahut chances hote hain ki aap lost Ho Jaenge aur aapko football Mein nuksan ka Samna karna padega Jab aap use pair ki voiality ko jante Hain To aapko stop-loss Lagane Mein aasani Hogi stop loss ko kabhi bhi opening price Se najdeek Mat lagaen Aisa karne se aapka bahut nuksan ho sakta hai
             
            • #7 Collapse

              Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

              je bilkul stop loss aik behtreen tool ha jo hamain apni har trades ma use karna chaye, lakin ziadah tar traders stop loss ko bilkul ignore kartay hain aur use ni kartay hain
              Stop loss kia ha: apni trades ma loss ki limit ko kam se kam rakhnay k lye aur ziadah loss se bachnay k lye ham stop loss ka option use kartay hain k ham itnay pips loss bardasht kar saktay hain
              Stop loss k faiday:
              a. account ko ham ziadah loss se mehfooz rakhtay hain
              b. apnay account ko wash honay se bhi mehfooz rakhtay hain
              c. stop loss aik ashi trading strategy ka hisah hota ha jis k baghair trading strategy incomplete hoti ha
              Stop loss ko kasay lagaya jaye:
              1. stop loss ko ap support aur resistance levels k mutabiq bhi set kar saktay hain
              2. currency pair ki daily average k hisab se bhi stop loss ko set kia ja sakta ha
              3. aam tor pe 30 se 40 pips k darmyan ka stop loss hona chaye
              4. short term aur long term trading ma stop loss different lagaya jata ha, long term trading ma stop loss bada lagaya jata ha
              • #8 Collapse

                Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

                Ham Sab Logon Ko market Mein stop ho take profit ko istemal karna chahie iska bahut hi jyada fayda hota hai Ham sab log Agar to take profit small Karte Hain To Ham Sab Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai aur ham log nuksan se Bach Jaate Hain isliye Ham Sab Logon Ko stop loss aur take proper small karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

                  ji haan mere bhai mere hisab se agar aap forex trading kar rahe hain to aapko stop loss use karna chahie isase jyada Sone se pahle sakte hain aur apna account wapas aane se pahle sakte hain lekin aap ismein expert hain aur aapko investment kafi badi hai to aap isko na use Karen kyunki agar aap isko use karte hain to 1 mux loss per jakar aapki trading ruk jaati hai jiski vajah se aapko bolo so jata hai agar aapke pass achcha khasa balance bekar pada hai to aap isko use mat Karen kya pata office loss recovery kar sake isiliye aapko ismein experience ki jarurat hoti hai stop loss sirf unke liye hai Jo ismein new hai aur ismein an experience hai aur jinke pass investment kam hai joki experience banta hai vah apne experience ke sath achcha khasa profit kar sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

                    Asalam o alikum dear ap ki bt bilkal durst hy forex trading m agr ap ny successful hona hy or apna account safe rakhna hy to hamy stop loss ko use krna chaiy stop loss k bagar hamy fzol trading sy prhaz krna chaiy ham jb b trading karan stop loss use karan q k jb ham market ko wach ni kr ry hoty to hmara stop loss hmary account ko safe rakhta hy agr ham stop loss use na karan to loss hoty hoty hmara account wash ho jaiy or hamy nakam trader ban jaty han is liay hamy stop loss ko trading m hmasha sath ly kr chlna chaiy
                    • #11 Collapse

                      Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Raaz6432 پيغام ديکھيے
                      asslam o alikam dear is main agr ap ko kameyab trader bana hai tu phr ap is main lazmi stop lose ko use kiya krein stop lose ko use kren gey tu ap ka account be safe reh ga ur ap ko lose be kam hoga hume is main befasol trading nai krni chaiye
                      Dear friend forex trading main stop loss ki both ziada importance ha jab ap stop loss istamal ni karty han to ap ka account unsafe hota ha full risk main hota ga kisi bi waqat ap ko full loss ho sakta ha is ley humy stop loss zaror laga chae ha jab hum stop loss istamal karty han to account bilkal safe ho jata ha or jtna ap loss bardast kar sakty han utna he stop loss set karty han
                      Forex market main stop loss ap k account ko wash hony sy bachata ha or jtna ap loss bardast kar sakty han utny pe stop loss lagaty han to ap ko us sy ziada ka loss ni hota ha is ley humy proper analysis karny seekeny chae han jab analysis karny gy to hum easily acha stop loss lagany gy jo k humara stop loss hit ni ho ga or trade profit main jay ge or hum ache trading kar sakeny gy or is sy maximum profit hasil kar sakeny gy
                      • #12 Collapse

                        Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

                        Kafi taders trading mai loss ko itna pasnad nai karty hain ke inke trade mai loss ho iss waja say trader stop loss ka use trading kay start mai kam say kam he karty hain.
                        Lakin traders kay liye behtar baat yahi hoti hai ke woh apni trading mai stop loss kay istaimal ko zaroor tarjee dain.
                        Stop loss ke waja say waqti toor per tu traders ko loss say guzrna parh jata hai lakin long term mai ager baat Karin tu phir stop loss ke waja say overall traders ko faida he hota hai . stop loss ke waja say traders market kay taiz move karny ke waja say hony waly bary loss say bach jatay hain aur dosri important baat yah hai ke traders ka time b kafi save ho jata hai aur woh nai trade per focus kar sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

                          Forex trading kertay huay bohat say aisay tools hain jo traders kay bohat kaam atay hain. Trading terminal pay traders ko trading mai support kay liye aik bohat eham tool stop loss bhi hai. Stop loss ko trader iss liye use kertay hain kay apnay loss ko apnay control mai rakh sakain. Account balance ki protection kay liye stop loss bohat zaruri hai. Tarders stop loss ko uss waqt ziada use kertay hain jab unhain pata ho kay trade open kernay kay baad woh khud apni trade ko monitor nahi ker saktay hain. Aisay waqt mai stop loss ki ehmiat aur bhi barh jaati hai. Stop loss ko aisay set kerna chaiye kay traders ko apnay account ki equity aur trade kay spread ka pata ho. Trading kertay huay stop loss ko use kerna faida mand hota hai kiyu kay market ki sudden movement ki wajah trader ko ziada loss bhi hi sakta hai laikin Agar stop loss set kia hua ho to trader ziada loss say Bach sakta hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: all member stop lose ko use krein trading main ?

                            assalamu alaikum dear friend ji aapane bahut acchi baat ki hai tamam members ko jo trade karte hain aur han trader ko stop loss lagana chahie stop loss ek bahut hi jabardast tool hai stop loss Ham ek bahut hi achcha yah kam Le sakte hain stop loss hamen help karta hai ki hamari trade loss mein jata hai agar hamari Koi loss mein ja rahi hoti hai to ja usko loss mein jaane se pahle hi close karne mein hamari madad karta hai kuchh log lagate Hain to stop loss ka use nahin karte aur kafi badi amount ki Kai bar lut dete Hain aur unki trade laws mein jaati hai to kai bar unka account. Ho jata hai kyunki vah trade ko close nahin kar paate to agar unhone stop loss use kiya ho to unki trade laws mein jaane se pahle hi close kar di jaati hai jo ki unke liye ek bahut jabardast baat hai aur bahut jyada helpful hai isliye Ham sabko stop loss ka use karna chahie iske alava take profit bhi 100 floors ki tarah to hai jo ki vah bhi bahut hi Kamal ka phool hai hamen use we use karna chahie usse hamen ek achcha profit and kar sakte hain to hamen ine donon tools ka use karna chahie ine donon to uska use se Hi Ham ek bahut jabardast kar sakte hain aur ek successful trading kar karke ek acche businessman Ban sakte hain
                             

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X