Jaiza:Dont Touch Forex Without Knowledge.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:Dont Touch Forex Without Knowledge.
    friends forex aik jaldi say ap ko ameer karny wala business nahi hai sab sy pehly ap ko aik long period k leay hard work karna parta hai aur phir market ko pesa khilana parta hai jab jab ap market ko pesa khilaty hain yani k ap loss karty hain tab tab he wo ap ka loss ap ko new leson day kar jata hai jiss say ap ko experience milta rehta hai aur asy kar kar k ap forex market ko samjhny lagny hain ap ko logon ki galti fehmi main nahi ana chaheay ju ap ko kahain k forex main ap ko kuch month main aik coures karwa kar ap ko kamyab karwa dain gay iss lea ap ko forex main kam karny say pehly es ki reality ka pata hona chaheay phir he es main success mill sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:Dont Touch Forex Without Knowledge.

    Koi bhi business Ho yah kam ho uske liye knowledge bahut zaruri Hota Hai. Jab business start karne Lagte Hain To sab se pahle aap Uske bary main ilam Hasil Karte Hain phir uski Roshani mein karobaar chalate Hain. Bilkul isi tarike se Forex trading Ya trading Mein kamyabi Hasil karni hai to uska ilam Hasil karna ho ga. Knowledge Ek power hoti hai Agar aap ke pass hai to aap Kisi bhi field mein successful Ho Jain ge Varna aap ko nuksan ka Samna karna ho ga. Dear members community aik bahut achi Jagah hai learning karny ke isliye har roz Log Yahan Apna experience share Karte Hain aap daily basis per learning Karen Jo aap ke liye Ye faidamand ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:Dont Touch Forex Without Knowledge.

      G han bilkul Forex business key sath es time tak touch nahi hona chaye ya Forex business ko join nahi karna chaye jab tak Forex knowledge ko hasil na kia jaye, Forex ka agar little ya basic knowledge be hasil karny me ham kamyab ho jaty hey to es ka faida etna zaror ho jata hay key zeyda loss ko face karny se ham bach jaty hey, agar traders without knowledge key hi Forex trading business key sath touch ho jaye to mery khayal me un key ley kamyabi hasil karna Forex business me impossible ho jati hay, traders ko har condition me hi Forex business me knowledge ki zarorat hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:Dont Touch Forex Without Knowledge.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
        Jaiza:Dont Touch Forex Without Knowledge.<br />friends forex aik jaldi say ap ko ameer karny wala business nahi hai sab sy pehly ap ko aik long period k leay hard work karna parta hai aur phir market ko pesa khilana parta hai jab jab ap market ko pesa khilaty hain yani k ap loss karty hain tab tab he wo ap ka loss ap ko new leson day kar jata hai jiss say ap ko experience milta rehta hai aur asy kar kar k ap forex market ko samjhny lagny hain ap ko logon ki galti fehmi main nahi ana chaheay ju ap ko kahain k forex main ap ko kuch month main aik coures karwa kar ap ko kamyab karwa dain gay iss lea ap ko forex main kam karny say pehly es ki reality ka pata hona chaheay phir he es main success mill sakti hai.
        Ji han ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading ko agar without knowledge start kia jay to yeh just loss kay aor kuch nahi daita kun k Forex aik difficult and risky business hay is ko start karna ziada easy nahi hota bal k bohat sara mushkil hota hay khas kar Pakistan main to traders kay liay bohat masala hota hay kun k Pakistan main Forex itna ziada der say famous nahi hay bal k isay bohat kam time howa hay Pakistan main is liay bohat kam log aisay hain jo Forex kay baray main achi taran aor complete knowledge rakhtay hain lakin bohat jald yeh Pakistan main bhi bohat aam ho jay gi Forex main kamyabi kay liay zarori hay k trader first of all Forex trading ka basic and technical knowledge hasil karay aor achi taran Forex ki learning hasil karay is kay bad demo account pay Forex trading ki practice say Forex main experience hail kar kay hi Forex trading ko join karay aor kamyab trading kaar kay profit hasil karain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:Dont Touch Forex Without Knowledge.

          hamy kabe be knolwedge ky bager forex mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy first off all bahtern knolwedge hasial karna ho ga hamy demo mai kam kar ky acha exepreince gain karna ho ga hamy analysis ko be use karna ho ga forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hm is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik international business hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:Dont Touch Forex Without Knowledge.

            G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai kaam karna chaty hai to hum ko ais market mai sab se phly knowledge hasil karna chaye aus k baad hi hum ko ais market mai kaam karna chaye agar hum ais market mai mehnat kary gay to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ais market mai kaisy faida ho sakta hai agar hum ais mai achy se practice kar ley gay to hum ko ais mai tab hi faida ho ga jab hum ais market mai kaam sekh jaty hai aor aus k baad hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai jab humry pass experince ho jaye ga ais market mai kaam karny ka agar hum sochy samjhy baghair ais market mai kaam karty hai to hum ais market mai loss kar sakty hai ais liay hum ko ais mai mehnat karni chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:Dont Touch Forex Without Knowledge.

              G han agar knowledge kam ho ya trading ka experience na ho to traders ko es time tak Forex business me investment nahi karni chaye jab tak wo Forex se related knowledge ya trading ka experience hasil karny me kamyab nahi ho jaty, Forex business me trading zaror karni chaye ta key trading ka experience hasil kia jaye magar big investment es condition me karny ki ghalti kabi nahi karni chaye jab tak acha knowledge aur acha trading ka experience hasil na kia jaye, traders demo account ko be join kar sakty hey aur cent trading account me be investment kar sakty hey experience gain karny key ley ye sab se behtreen option hey.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:Dont Touch Forex Without Knowledge.

                G han friend ap ny bilkal tek kaha hy forex kya koi b business hamy jaldi sy Ameer ni krta hr kam m successful hony k liay hamy hardworking ki zrort hoti hy forex m b ham kafi arsy bd successful hoty han phly hamy bot mehnat krni prti hy hamy start m phly bot sa loss sahna parta hy jb ham forex business m loss krty han to us sy sekhty han k ham ny kya mistakes ki jin ki wja sy hamy loss hoa or wo mistakes hamy phr ni dohrani chaiy forex m ap sirf or sirf apny knowledge experience or learning ki wja sy successful hoty han is m koi b ap ko koi course krwa k kamyab ni bna skta
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:Dont Touch Forex Without Knowledge.

                  Ji Bhai aapane bilkul theek kaha hai isliye Ham Sab Logon Ko sabse pahle Apne knowledge ko increase karna chahie Jitna Jyada knowledge Hoga itna hi jyada ham log forex market Se Achcha profit kar sakte hain Jab knowledge ine CCIE Ho Jaaye FIR trading Karni chahie
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:Dont Touch Forex Without Knowledge.

                    ji mere Bhai aapki baat kuch Arctic theek hai agar aapke pass iske bare mein experience nahin hai to aapko ismein Kam nahin karna chahie Mal ke sabse pahle ismein mehnat karni chahie iske bare mein experiences lagana chahie mostly newspaper se uske bare mein padhna chahie internet per search karni chahie aur jyada se jyada Express hasil karna chahie money management of time management ke sath chalna chahie tu Hi aapas mein kamyab Ho sakenge aur iske bare mein kaun sa kaam karna chahie jitna achcha Ham dam account per profit karenge utna hi achcha Ham real trade mein bhi profit kar sakte hain isiliye hamen ismein knowledge hasil karne ke bagair nahin aana chahie nahin to aap apna loves put karvayenge agar aapko profit hasil karna hai to iske bare mein experience Le FIR iski market mein hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X