jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly
    agar hamy market ke movment ke samj nahi aa rahe to hamy risk nahi lena chahey phe he hum loss sy bach saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hamy is mai experience ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum market ko samj saky gy or hum kam kar ky acha profit gain kar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain hum is mai pairs mai or curecny mai kam karty hain aar hamary pass nahi hain to hamy out off cost account bana kar kam karna ho ga forex aik international business hain hum is mai ache learning ky sat ache earning be gain kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky market mai pasia invest kar ky risk lena ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

    Assalamu Alaikum dear Forex number ji han bhai aapane bahut acchi baat ki hai agar aapko market ki samajh Nahin a rahi to aap usko vahin Chhod Dena kar to cut start kar de Apni Taraf se isase aapka loss ho jaega aapko chahie ki isko filhal wahi Chhod den ISI Mein Aapka fayda Hai agar aap risk Lenge to usse sirf aur sirf Carlos hi hoga isliye Rishta bilkul Bhi Na Le Sada aur simple reading Karen aur Apna mind clear rakhen jisse Baat Main aapko ful confidence Hai Usi Mein trade Karen jismein aapko unch neech lag rahi hai usmein bilkul Bhi Na Karen ki Kaise aapka loss ho sakta hai aur agar aap Bada rasalect Karenge to ismein aapko loss Itna ho sakta hai ki aapka account wash bhi ho sakta hai isliye sev trading Karen jisse aapka fayda Ho aur aapka account bhi wash hone se bacche sake
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

      Waise tu forex market ko understand karna ksii b time per aasan nai hota hai lakan , Forex market kafi dafa bohot he different trah say move kar rahi hoti hai jis ke waja say iss trah kay time per kafi ziada experienced traders ko b market ko understand karny mai kafi problems aa rahy hoty hain. iss trah kay time per experienced traders b koshish yahi karty hain ke woh trade na Karin aur market say barhir he reh kar sirf market ko observe Karin.
      Maire khayal say b sahi practice yahi ho sakti hai ke jis b time per traders ko market ke samjh na aa rahi ho tu iss trah ke time per trading positions open nai karna chaiye aur sirf market ko moniter he karna chaiye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

        G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k agar hum ais market mai kam karna chaty hai to hum ko ais mai ye dekhna hai k hum ko ais mai market ki moment samjh aa rahe hai ya nai agar hum ko ais ki samjh aa rahe hai to hum ko ais mai kaam karna chaye agar humy market ki samjh ni aa rahe to hum ko ais mai trade ni lagani chaye kun k agar hum ais market mai kamyab hona chaty hai to hum ko ais mai market k achy se analysis karny ho gay aus k baad hi hum ais market mai acha profit bana sakty hai agar hum ais market mai apna time hi waste karty rahy gay to hum ais mai se profit ni bana sakty ais liay hum ko ais mai samjhna hai k hum ais market mai kai kaam kary jis se hum ais market mai achi trades laga sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
          agar hamy market ke movment ke samj nahi aa rahe to hamy risk nahi lena chahey phe he hum loss sy bach saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hamy is mai experience ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum market ko samj saky gy or hum kam kar ky acha profit gain kar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain hum is mai pairs mai or curecny mai kam karty hain aar hamary pass nahi hain to hamy out off cost account bana kar kam karna ho ga forex aik international business hain hum is mai ache learning ky sat ache earning be gain kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky market mai pasia invest kar ky risk lena ho ga
          Assalamu alaikum bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Jab Ham apni trade ko open karne ke liye market Mein Jaate Hain Agar Hamen market ki understanding Na Ho Rahi Ho To Hamen apni trade ko open nahin karna chahie isiliye senior traders Kahate Hain ki aap pahle market ko analyse Karen aur FIR hi trade Karen Nahin to wait Karen
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

            Je bilkul forex trading aik risky kam ha jis ma bohat hi care se trading karni padti ha, is lye jab bhi ap market ko open karain to darj zail baton ko lazmi note karain phr hi koi decision lain, confusion ma hargiz koi faisla na krain
            1. market ko fundamental aur technical bases pe analyse karain agar confusion ho hargiz koi entry na lain balke wait karain
            2. trend ko identify karain, trend clear ho to trading karain, sideway trend ma trading hargiz na karain aur na hi trend ka against koi order replace karain
            3. jab ap ki trading strategy ap ko confuse kar rahi ho, weak signals pe trading na karain
            4. jab market aid dam tez move karay to os waqt bhi wait karain,
            5. jaldbazi se bilkul kam na lain, soch samjh kar entry lain, loss se bahain,
            6. confused mind, tired mind se bilkul bhi market ma kaam na karain balke fresh, cool mind se market ma kam karain
            is tarh se forex market ma jab ap ko market ko samjhnay ma confusion arahi ho os waqt trading na karna hi behtar ha
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

              Jab market Samajh Mein Na a rahi ho ya friend Nahin mil raha ho to is Waqt Ham Sab Logon Ko trading Nahin Karni chahie is Waqt Los ke Jyada chances hote hain isliye Ham Sab Logon Ko Jab trend mile is Waqt trading Karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

                bilkul brother ap nay thek bat kahi hai market main tradign karty hoay asa time bohut dafa ata hai balky sari umer ata he rehta hai ayr ayy ga bhi k kisi tie market samjh say bhar ho jati hai asa tab hota hai jab market consolidate karay aik area main reh kar tab ap ko na he buy ka signal milta hai aur na he sell ka milta hai iss lea ap ko samjh nahi arhi hoti k tab kia karna chaheay kyon k aik old trader iss bat ko samjh jata hai mager hamry jesy trader uss movement main phans jaty hain jiss ki waja say asa hota ha iss lea hamain abb trade nahi karni chaheay kyon kay apna loss karwany say bhetr hota hai k ap trade karain he na kam say kam ager ap ko proit nahi ho ga tu loss bhi nahi ho ga iss lea tab he trade karain jab amrket ap k mutabik aur ap ki stratgey kay mutabik movement karay tab ziada chanses hoty hain trade win hony kay.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

                  G han bilkul ye to bahot hi zarori hay agar market condition ko ham understand nahi karty ya market ki movement hamari samaj se baghir ho to esy me traders ko chaye key wo trades open karny ka risk na hi len, ye ghir zarori risk lena hi hay agar market ko achi tarha understand kia jaye to hi traders ko risk lena chaye otherwise es condition me market ko hi watch karna zeyda behtar ho sakta hay,

                  traders ko kabi be market me apni taraf se koi mistake nahi karni chaye market ki movement agar hamary trades key against be ho per be traders ko chaye key wo next koi be trade open karny ki ghalti na karen aur zeyda risk be na len, daily 1 hi order place karna chaye es se zeyda nahi.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

                    Forex trading business may marker ka analysis or situation ko samjna bohat zarori hai trade lagne Kay liye is liye hir trader ko chahye k wo ziyda sy ziyda koshish kare or market ko samjy ta Kay acha profit earn kiya ja saky Begaar samjy market ko forex pay trade lagna nai chahye asa risk nahi lyNa chahye koshish karain Kay phaly leaning build ki jiye Phir trade lagai jiye kuu Kay market may up and down situation rhti hai Begaar samjy hum kabi bhi profitable trade laga nai sakty hai yaha bohat risky kam hai is liye asa risk nahi uthna chahye asa bohat heavy loss bardsht karna parhta hai is liye phaly market ko samjna chahye forex trading business my achi earning Kay liye hir trader ko sab say phaly apni learning ko improve karna chahye or experience build karty hoe trade lagna chahye market ka analysis karty hoe
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

                      mera ap sab se mashwra ye hai k agar ap ko maloom na ho t aj market me kami hogi ya nhi ti aysi surat me trad na karein ak do din wait kar lein ap los se bach jaeinge kion k sabar ka fall meetha hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                        agar hamy market ke movment ke samj nahi aa rahe to hamy risk nahi lena chahey phe he hum loss sy bach saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hamy is mai experience ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum market ko samj saky gy or hum kam kar ky acha profit gain kar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain hum is mai pairs mai or curecny mai kam karty hain aar hamary pass nahi hain to hamy out off cost account bana kar kam karna ho ga forex aik international business hain hum is mai ache learning ky sat ache earning be gain kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky market mai pasia invest kar ky risk lena ho ga
                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading duniya ka best online profitable business ha or kabi na khatam hony wala business ha is main jtni investment karty han ya bounce hasil Kar k trading karty Han to AP ziada sy ziada profit hasil kar sakty han par is k ley pehly ap ko seekana ho ga market kase movement karti ha is main trading k ley Kya Kya chezen both zarori han or ap k pass knowledge or experience ktna hona chae ha is main lazmi ni ha ap ko har trade main profit ho loss bi ho sakta ha is ley apna mind loss k ley bi ready rahen or ap jab trade k ley bethen or ap samj na aa rehe ho k ab movement Kya ho sakti ha to ap ko wahan wait kar lana chae ha jab market aik tarif chal part to phr ap ko us side trade lagani chae ha warna tab tak wait karny jab tak movement clear na ho
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

                          Forex market iss Tarah ki movements mai ho jab samajh na arahi ho tou sub say bahtreen tareeka yehi hota hai kay trading na ki jaey aur aisay waqt mai market ko sirf watch kia jaey. Forex trading market mai wait and see ki policy isi ko kaha Jata hai kay market ki volatile situation ko samajhnay kay liye ziada say ziada waqt Lia jaey aur jabb takk samajh na ajaey uss waqt takk trade open na ki jaey. Forex trading kertay huay aisa aksar hota hai jab market ki situation aisi hoti hai kay saamnay ki cheezain daikhtay huay bhi samajh nahi arahi hoti hai aur ghaltiaa musalsal repeatedly ho rahi hoti hain.

                          Forex traders ko apni learning aur knowledge say he sub kuch samajhna hota hai aur aisi ko scince bhi nahi hoti jo trader ko pata nahi ho laikin phir bhi nuqsaan mai janay ka Matlab sirf uss waqt ki current situation ko na samajh Pana he hota hai. Iss liye Agar trade kernay ki bajaey apnay aap ko cool and calm rakh kay samjha jaey tou Kamm say Kamm loss nahi hota aur account balance ko koi faraq bhi nahi parta hai. Profit ka hona zaruri nahi hota bulkay loss ka na hona zaruri hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

                            Forex trading both important business ha par is main kamyab hona ha to humy pehly ache tahra learning or practice karni ho ge jtna hum is business ko seekeny gy or samjeny gy to hum log utny he kamyab hon gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum log behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jis sy hum log behtar planning or strategy sy ache trading kar k ache earning kar saken gy forex trading main proper stop loss k sath trading karny or har trade apny account balance k mutabiq he open karny both ziada risk kabi bi na lan ta k humy ziada losss na ho or maximum profit hasil ho is tahra hum logun ko jab tak forex trading ka knowledge or experience na ho to tab tak humy trade open ni karni chae ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : jab marke ke samj nahi aa rahe to risk na ly

                              Forex market me risk ka avoid karna me sab se zeyada zarori samjta hon aur es key ley traders ko es condition me kabi be koi risk nahi lena chaye jab traders ko market movement ki samaj kesi time frame me na aye, economic news se be acha idea leny me agar kamyabi na mily ya technical indicators perfect aur powerful indication na den to esy me koi be acha trader risk leny ki nahi sochta hay esy traders intezar karny aur market movement ko watch karna hi like karta hay, daily Forex market traders ko es condition me best trade entry ki chance de sakti hay jab traders intezar karty hey aur important news release ka ya per powerful trade signal hasil karny key ley wait karty hey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X