Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?
    Dear members money management foreign exchange currency trading mein buniyadi haisiyat rakhti hai. Iske istemal se a aap Kisi e bade nuksan se a batch sakte hain. Aap ke Khayal main money management ke kya fayde Hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

    forex aik wasee busines hain is mai money management ke bohat ahmeyat hain hamy money management kar ky karny sy he kamyabe milte hain agar hm is mai ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hta forex ko samjna aik din ka kam nahi hain yai aik out off class busienss hain hamy apny epxeirence ko best than best bana kar money mangment kar ky kam karna ho ga is mai hamara koi be boss nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

      money management ke faydy
      Assalam walekum Pakistan Forex forum fellows and friends Pakistan Forex forum perfect platform hai jis mein mostly new members mustafeed ho rahe hain
      Forex trading market mein trading business risk full work hair risk ko manage karne ke liye aapko management trade strategies ko understand karna hoga management strategies ko understand karne ke liye aapke pass technical fundamental and sentimental fact and figure updates according to economics news calendar aur technical candlestick chart patterns previous and current trading updates ki requirement hoti hai agar aapke pass mixemum trading updates hongi toh aap Forex trading market mein money management trade management account management strategy ko apply kar sakte hain
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

        Forex trading ma ham capital invest kartay hain aur phr os investing pe trading k zarye profit earn kartay hain, is lye trading ma loss ka bhi dar rehta ha, money management se murad apnay risk aur reward k hisab se apni trading ko karna, profit aur loss ko zehn ma rakh kar trading karna money management kehlata ha,
        Money management ma ahm chezain:
        a. lot size: good money management ma lot size ki bohat ziadah importance ha, hamain apni trading ma loti size ko small rakhna chaye ta k risk se bacha ja sakay aur account wast honay se bhi bach jaye
        b. stop loss ko use karna bhi money management ka hisah ha, is lye apnay account ko wash ya loss se bachanay k lye hamain stop loss ko lazmi use karna chaye
        c. money management ma hamain currency ki daily average ko bhi zehn rakhna chaye
        d. profit ka aik target set karain, greed se avoid karain, over trading se bachain
        is tarha agar ham aik ashi planning aur good money management k sath kam karain gay to ham forex trading ma loss se bach saktay hain aur asha profit earn kar saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

          Money management ki agar bat ki jaye to ye define karna zarori hay key jo trade ham place karny waly hey es me risk ketna hay ya ketny percent risk ratio key sath ham ye trade open kar rahy hey, sath me ye be define kia jata hay key market hamy es risk key against ketna profit deny me kamyab ho sakti hay, agar risk aur reward ratio market me define na kia jaye to traders proper trading me money management karny me be kamyab nahi ho sakty hey, trading me money ko es technique key sath use karni chaye key profit zeyda agar nahi be hota to kam se kam loss key base par trades ko open kia jaye.
          • #6 Collapse

            Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

            Dear jab ap ais market mai trade karna chaty hai to ap ko ais market mai aik lot lagani parti hai wo ap ki apni marzi hoti hai k ap ais mai kitni bari lot lagaty hai agar ap trade open karty waqat lot bari lagaty hai to ap ko ais mai zayda profit ho ga agar ap ais mai lot kam lagye gay to ap ko ais mai profit bhi kam ho ga yehi jab hum account mai investment karty hai to aus time trading plan banaty hai k hum ne apny account mai kitni lot use karni hai agar hum ais market mai thori lot laga k kaam kary gay to aus se humry account par risk bhi kam ho ga ais tarha humra account safe rahy ga aisy kaam karny ko money management kehty hai ais mai hum apny account k hisab se hi lot lagaty hai ta k humra account wash na ho jaye.
            • #7 Collapse

              Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

              Assalamu alaikum dear Forex trading members Pakistan Forex forum mein hundred time discuss kya gaya hai technical aur fundamental analysis money management ke liye bahut important hain
              Forex trading business risk management ke bagair start karna bahut dangerous hai aapko knowledge experience skills planning strategy aur interested motivation ke sath Forex trading learning karni chahie Forex trading ki learning ke liye best training platform demo account hai demo account mein low leverage minimum lot size risk management money management stop loss take profits support and resistance ko use karte hue aapko indicators and oscillators ki help se market mein accessible trading krni chahie
              • #8 Collapse

                Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

                Assalamu Alaikum dear Forex members Forex Ek Aisa business Sneh money management ki bahut ahmiyat hai Hamen Mili money management Karke karne se hi kamyabi milati hai agar Ham ismein ignore kar dete Hain To Hamen lost ho jaega ismein market Kable Nahin Hota Forex Ek bahut hi Jabardast business Hai ismein Hamari apni Galti Ho To Hamen loss hota hai Hamen market ko involve nahin kar sakte ismein live aur Urdu mein trading Karte Hain Ham ismein amount bhi invest kar sakte hain Ham isme Agar acchi learning Karke kam Karenge To Hamen bahut Achcha profit Hasil Hoga lekin Agar Ham learning aur uske bagair kam Karenge To Hamara loss ho jaega ismein market ka blame Nahin Hota aur usko samajh na Ek Din Ka Kam Nahin Hai yah bahut hi Mushkil kam hai hi ismein Hamen do teen Sal Aaram Se Lag sakte hain Hamen is per Pura tuja dene ki jarurat Hogi FIR hi miss mein experience Hasil kar Payenge aur acchi trading kar Payenge
                • #9 Collapse

                  Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

                  Byan aapane Jo question poochha hai main isase bilkul aagrah karta hun aur aapane jo is sab ka answer De Diya Hai Main isase Bhi agri karta hun Ham Sab Logon Ko money management karke hi trading Karni chahie Varna Ham Sab Logon Ko nuksan ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                    Dear members money management foreign exchange currency trading mein buniyadi haisiyat rakhti hai. Iske istemal se a aap Kisi e bade nuksan se a batch sakte hain. Aap ke Khayal main money management ke kya fayde Hain?
                    Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main money management ki both ziada importance ha q k jab tak hum money management sy trading ni karny gy to humy loss ho sakta ha is ley humy proper analysis karny hon gy or forex trading main ap ko proper stop loss or take profit istamal karna ho ga jis sy hum ache trading kar k ache earning kar sakeny gy money management k ley humy apny account k mutabiq lots size istamal karna ho ga ta k humy ziada risk na ho or hum sakun sy ache trading kar sakeny gy small account main small lots sy trading karni chae ha ta k humy loss na ho or hum small lots sy trading kar k ache earning kar sakeny or proper money management sy kamyab hon
                    • #11 Collapse

                      Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

                      Money management ka Matlab apni investment ko mehfooz tareekay say business mai use kerna hai aur iss Baat ka khayaal rakhna hai kay profit aur loss mai profit ki ratio hamesha loss say ziada ho takay investment ka loss nahi ho aur business bhi grow kerta rahey. Forex trading business mai money management ko bunyaadi hasiat haasil hai kiyu kay forex business tou chalta he totally money management aur investment pay hai.

                      Forex trading business mai money management uss waqt ki jaati hai jab market mai trading ki jaati hai. Iss Baat ka khayaal rakhna kay Agar koi trade open kerni hoto tamaaam bunyaadi maalomat jama ker li jain aur phir trade open ki jaey takay kisi kisam kay loss honay kay imkanaat Kamm say Kamm ho sakain. Iss kay saath saath uss baat ka bhi khayaal rakhna kay Agar koi trade aik reasonable profit day rahi hai tou ziada risk liye baghair usay close ker laina takay ziada profit kay laalach mai pehlay say mo d profit bhi Kamm nahi ho jaey. Ye sub money management he kehlata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

                        forex trdaing mai monney management se murad yah hai k hum apni trdaing main loss ko kis trha se rokty hain forex main kamyb hum tab he hoty hain jub hum apny los ko manage kar k apni trdaing karty hain es k liye zaroi hai k ap apni trdaing main money management ka khas khyal rakhen q k jub ap ays trading karty hain tu apki tdaing main loss par kafi control ho jata hai jis se apko acha profit mil jata hai money mangemnent k liye apko kuj point par goor krna hota hai.
                        1: apni trading main lot size small set karen jo apk account ko manae kar skay or aghr loss ho tu kam se kam ho.
                        2: apni trading main stop loss ka use lazmi kare q k jub ap stop loss ko apni trading main use karengy tu apka account save rahy ga jis se apko loss kam hony par account wash hony se bach jay ga
                        3: apny take profit ko bhi kam level par rakhen ta k apki t.p jaldi hoiit ho skay jub ap zyda poit par t.p set kar dety hain tu market os level par kam he ati hai
                        e sub baton ka khas khyal rakh kar trdaing karen ta k ap apni trading ko save rakh kar trdaing kar skaen or acha pofit gain kar skaen
                        • #13 Collapse

                          Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

                          Assalamu alaikum my dear friend aap bilkul theek kah rahe ho money management forex business mein bahut jyada ahmiyat rakhti hai jisse Hamen profit Hasil Hota Hai money management se Kisi Ko nuksan Nahin Hota balki isase Sab Ko fayda hi hota hai Iske Koi nuksan Nahin Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

                            forex trdaing main money mangement k sath trdaing karny se he hmain faida hota hai q k ayh hmary liye successful factors hoty hain q k jub tak hum apni trading main money mangemnent nahi rakh skty hain tab tak hum apni tradng ko bhi bahtr nahi kar skty hain hmain money mangemnent k sath trdaing karny main yah faida hota hai jub es ki wjah se hmain loss kam se kam hota hai tu hmian chahye k hum apni trdaing main risk ko mange kar k trdaing karen q k hmari trading main jitna risk hota hai otna he hmain loss hota hai es liye apni trdaing main small lot size k sath trading karen jitni small lo hogi otna he um apni trading ko bahtr kar skty hain aik api rdaing main stop loss bhi lazmius kaen q k jub hmain loss hota hai tu kam hota hai or loss se hmara account bhi wash nahi hota hai tu es liye hmain apni trdaing koa yse krna chahye jis se hmain loss na ho or hum apni trading main acha profit earn karna chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Money management kya hoti hai aur uske kya fayde Hain?

                              Ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya forex trading mein trading business risk full work hota hai lyrics ko manage karne ke liye aapko management rates treasury ka understand karna hoga management project to understand karne ke liye aapke pass technical fundamental fact and cigarette update according to economic news calendar on technical Chart pattern previous and current trading update ki requirement hoti hai agar aapke pass maximum trading update hogi to aap forex trading mein money management trade management is a good money management mein lot size ki bahut hi jyada important hai Ham apni training mein lot size kaise rakhna chahie Taki jis kam se kam or stop loss ko use karna chahie Taki aapka account was hone se Bach jaaye money management mein hamen currency ki daily average position mein rakhna chahie Taki Ham make successful trader hamesha money management ke sath chalta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X