jaiza : spread ky bary mai maloamat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : spread ky bary mai maloamat
    forex aik bohat bara business hain is mai spread ke bohat value hain forex market mai bid yane buy or ask yane sell ky order ky darmeyan jo farak hota hain hum isy spread kahty hain forex mai hamy spread ko be zaror dahkna ho ga forex mai 0 spread waly pairs be hoty hain hamy apny experience ky mutabik kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai apnemarze sy time table kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi ho ga forex aik asa busienss hain jo ky kabe be band nahi ho sakta forex mai students be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : spread ky bary mai maloamat

    Dear jab ap ais market mai trade lagaty hai to aus time ap ki trade open hi loss se hoti hai aor market jab ap ki favour mai aati hai to ap ki trade profit mai aa jati hai ye jitna bhi spread ap apni trade par dekh rahy hoty hai ye ap k broker k pas jata hai kun k aik to wo ap ko leverage dey raha hota hai dosra wo ap ki trades market mai lagwa raha hota hai agar ap ais market mai trades lagaty hai to ap ko ye pata hona chaye k aus k liay bahot hi zayda paisa chaye hota hai jo k ap ka broker ap ki taraf se reserve rakhwa deta hai aor ap asani se jo bhi trade lagana chaty hai ap ais mai trade laga sakty hai agar ap ais market mai dekhy to kuch pair par spread kam hai aor kuch par zayda hai hamesha kam spread waly pairs par trade kary.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : spread ky bary mai maloamat

      Bhai aapane Apne post Mein jitni bhi information Ham Sab Logon ke sath affair Ki Hai Main isase bilkul aagrah karta hun yah information bahut hi acchi hai agar ham log is information ko follow Karte Hain To Ham Sab logon ko bahut hi jyada fayda Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : spread ky bary mai maloamat

        Spread

        Spread har financial market ka part hota hay aur esi tarha Forex market me be spread ki ehmeyat be zeyda hoti hay aur ye market ka part be hota hay, buying aur selling price me difference paya jata hay jes ko ham spread ka hi name dety hey,
        spread buying price me be include hota hay aur selling price me be agar ham buy order place karty hey to spread key sath hi ye order place hota hay aur esi tarha selling order me be ham spread key sath hi open kar sakty hey,

        spread broker ki fees hoti hay market ki actual price key sath spread be shamil kar dia jata hay aur har trade me hi ye spread charge kia jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : spread ky bary mai maloamat

          Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main spread ki wazahat aor information share karnay say pehlay main ask price and bid price ki wazahat karna chahon ga ta k spread ko easily understand kia ja sakay.
          1: Ask price
          Forex market main jab ham koi currency buy kartay hain to us kay liay jo price ham money Exchanger ko datay hain woh ask price kehlati hay dosray lafzon main ham yeh bhi keh sktay hain k kisi bhi currency ki qemat e khareed ko ask pric kehty hain
          2: Bid price
          Forex market main jab ham koi currency sell kartay hain yehni bachtay hain to us main jo price hamain sell karnay say milti hay bid price kehlati hay dosray lafzon main ham currency ki qemat e frokht ko bid price keh saktay hain.
          Spread:
          Forex trading main jab ham koi currency buy ya sell kartay hain to us main ask price bid price kay muqablay main ziada hoti hay Ask price and bid price main yeh difference spread kehlata hay jo k ham say broker ya money exchanger wasool karta hay Forex trading kay doran hamain aisay currency pair ki choice karni chahiay jis ka spread bohat kam hain ziada tar traders EUR/USD and others major currency pair pay hi trade open kartay hain kun k in pay spread bohat kam jis say big profit earn karnay kay chances ziada hotay hain har broker mukhtalif spread wasool kartay hain.
          Click image for larger version

Name:	Untitled-1 copy.jpg
Views:	1
Size:	330.6 کلوبائٹ
ID:	12322924
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            jo ap ka trading pairs, commodity hota hai. Un dunu currencies mai jo fark hota hai us ko spread bola jata hai. Jitna kam spread hota hai us kdar ap ko scalping or short term trade karny main faida milta hai. Spread ap ka jitna zaida hoga us kadar ap ko scalping or short term trade mai problems ayain gi. esleye ap majors pairs mai he pairs ko select kar kay trade karian jis sy ap apni trading mai kam spread kay sath achi trade kar kay earning kar sakty hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X