Jaiza: Supply and demand factors

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Supply and demand factors
    Supply and demand Factors

    Bahot se traders support and resistance levels ko supply and demand zone samjny ki ghalti karty hey me samjta hon esy traders ghalti par hi hoty hey, supply and demand areas ka taluq kabi be market key support and resistance areas se nahi hota hay,

    large candlesticks se ham market key supply and demand key increase ya decrease hony ka andaza laga sakty hey, supply and demand factors ko agar proper understand kia jaye to candlestick chart pattern use kar key ham ye levels define karny me asani se kamyab ho sakty hey aur market ki har movement se hamy profit hasil hony ka advantage be hasil ho jata hay.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	3
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12462893
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Supply and demand factors

    Market 100% economic news key base par move karti hay aur esi waja se hi market prices me changing be ati hey, market ki es movement ka taluq be supply and demand se hota hay, economic news me supply increase ya decrease hony ka be signal dia jata hay jes key base par ham asani se supply and demand levels chart me define kar sakty hey es key sath ham technical source use kar key be supply and demand areas ki identification kar sakty hey, candlestick chart pattern supply and demand levels ko samjny me important role play karta hay jes me candles ki big movement se supply and demand areas ko define kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Supply and demand factors

      my dear friends echnical source use kar key be supply and demand areas ki identification kar sakty hey, candlestick chart pattern supply and demand levels ko samjny me important role play karta hay jes me candles ki big movement se supply and demand areas ko define kar sakty hey market 100% economic news ki base par move karti hay aur esi waja se hi market prices me changing be ati hey, market ki es movement ka taluq be supply and demand se hota hay, economic news me supply increase ya decrease hony ka be signal dia jata hay jes key base par ham asani se supply and demand levels chart me define kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Supply and demand factors

        Forex trading main supply and demand sectors kase market ko karte ain aapko understand karna chahie
        Common sense ki baat hai ki Forex trading mein jis chez ki demand increase ho jaati hai us chez ki shortage ho jaati hai automatically uski price increase ho jaati hai aur uski demand bhi increase ho jaati hai value bhi increase ho jaati hai aur agar kisi chezz ki supply increase ho jaaye to uski value down ho jaati hai aur uski supply bhi badhane ki vajah se price bhi down ho jaati hai yah aam market ki baten hain aise he Forex trading main supply and demand zone ko discribe kiya ja sakta hai Forex trading main market mein technical analysis and fundamental analysis ke liye aapko supply and demand zone ke bare mein complete understanding honi chahie
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Supply and demand factors

          forex aik unique business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy market ke movement ko samjna ho ga hamy market ky up down ko dahk kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha businss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik legal business hain hum is mai agar market mai run karna chatey hain to hamy suply or demand factor ko be mady nazer rahkna ho ga forex kabe be band na hony walaa busines hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain is mai job less mans or poor mans be kam kar sakty hain yai aik bahtern busienss hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Supply and demand factors

            Dear members Assalamualaikum
            Forex trading market ma apko supply and demand factor ka ilm hona chue supply producer's factor hota hai aik chez mark3t ma bahot tezi sy supply ki ja rahi hai aor uski demand kya hai yeh consumers py hota hai ky us chez ki cast and value kya hai yeh sary factors apko maloom hony chye agr aik chez ki supply aor demand ma koi bhi hurdles ati hain to apko us chez ko drkhna chye forex trading market ma apko knowledge aor experience ky sath general market knowledge bhi hona chye
            Agr trading market ki bta ki jay to yahan bhi supply and demand zone ko aisy he analyse kea jata hai ky apko products ki supply aor demand ki kya ratio hai agr kisi bhi trading item ko supply jesa ky crude oil hai supply brh jay demand bhi brh jay to positive affect hota hai lkn agr supply increase demand decrease ho jay to price value down ho jati hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Supply and demand factors

              Assalamu Alaikum dear Forex members market hundred percent economic news ki baspa move karti hai aur ISI vajah Se Hi market prices Mein changing bhi Aati Hai market Ki Is Moment ka Taluk supply and demand Se Hota Hai Kaun make news Mein supply increase or decrease hone ka bhi signal Diya Jata Hai Jiski base per Ham aasani se supply and demand level chart Mein define kar sakte hain iske sath Ham technical source use Karke bhi supply and demand areas ki identification kar sakte hain candlestick chart pattern supply and demand level ko samajhne Mein important role play Karta Hai jismein candlestick moments supply and demand area ko define kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Supply and demand factors

                ap ne bilkul thek bat ki ha k kuch traders supply aur demand ko support and resistance levels ki base pe analyse kartay hain jo bilkul bhi ghalt ha, forex market aik Worldwide business ha jis ma kisi bhi currency pair ma 2 countries ki currencies involve hoti hain, to os currency pair pe country ki economy ka bada asar padta ha,
                a. import and export
                b. employment and unemployment ratio
                c. sale taxes
                d. oil prices etc
                to market fundamental base pe move karti ha, jis cheze ki supply increase ho jaye to os ki price bhi kam ho jati ha aur woh down trend ma chali jati ha, jis ki demand bard jaye os ki price up ho jati ha, like Gold ki demand bohat zidah h is lye os ki price bohat up chali gayi ha, crude oil ki supply boaht ziadah ha is ley os ki price down ha, is lye supply and demand bohat important factors hain kisi bhi currency k up ya down honay ma,
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Supply and demand factors

                  Dear jaisy normal mandi mai hota hai k aik cheaz mandi mai aati hai aor aus mai agar customes zayda ho to wo cheaz mehngi ho jati hai agar aus mai stock zayda ho to wo cheaz sasti ho jati hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai ap demand aor supply ko dekhy to ap market ki moment ko sahe samjh sakty hai k market ne ab kis taraf jana hai ais mai ap resistance aor support ko jo dekh rahy hoty hai aus mai bhi demand aor supply hi hoti hai jis par trders ja k market mai enter ho rahy hoty hai ya market se nikal rahy hoty hai aor aus k baad market kafi zayda moment karti hai aisy hi agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ye sary factor pata hony chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Supply and demand factors

                    Agar ham log candles Ko Dekhkar trading Karte Hain To candles ki vajah se a market ki movement Ka Pata Chalta Hai isliye Ham Sab Logon Ko candles Ko Dekhkar trading Karni chahie Jiski vajah se Ham Sab Logon Ko profit bhi ho sakta hai aur loss bhi ho sakta hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Supply and demand factors

                      Business koi bhi ho woh demand aur supply pay he run kerta hai. Issi tarah forex trading market mai bhi demand aur supply ka phenomenon he work kerta hai. Iss baat ko iss Tarah bhi samjha jaa sakta hai kay forex bazaat e khud currency exchange ka business hai jiss mai aik currency ko Dusri say exchange kia Jata hai. Agar quote currency ki supply base currency say ziada ho jaey tou price Kamm ho jaati hai aur isi Tarah vice versa yeh system chalta rehta hai.

                      Demand aur supply ki taza tareen misaal hamaray saamnay mojud hai jo kay crude oil ki hain. March kay pehlay week say crude oil ki supply barhti chali gai jab kay demand Corona pandemic ki wajah say world lock down mai janay say Kamm hoti chali gai aur crude oil prices 58$ say say 19$ takk agai jo kay 68% down fall banta hai. Ab bhi supply mai kammi ka elaan Hua hai laikin kiyu kay demand aur consumption na honay kay barabar hai iss liye bhi prices spoke nahi pakar rahi kiyu kay crude oil storages mai bhi jagah nahi hai aur jabb takk consumption aur storage nahi barhnay gi uss waqt takk prices neechay rehnay kay he chances hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X