Jaiza: social media par provide key gaye signals
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: social media par provide key gaye signals

    ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya for accept international business social media ke ignore karna hoga hamen signal ko bhi follow karna hoga hamen mahine se kam karna hoga forex main part time bhi training kar sakte hain aur ful time kitna time spend karenge utna jyada hamen profit hoga aapane dekha hoga Koi social media per signal de raha hota hai aur use per a Rahe hote hain unko pata hota hai ki kam karte Hain 0sirf apne fayde ke liye kam karte hain sirf unko apna profile chahie hota hai vah logon ko cake signal de dete Hain jiski vajah se hamen nuksan hota hai mera signal ko follow nahin karna chahie apne experience kaisa hota hai kisi seabe khud se trade karni chahie aur iske bare mein jyada se jyada time ho kaun sa kaam karega experience Le Taki aap khud acche trader Ban sake aapko signal ki jarurat na pade
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: social media par provide key gaye signals

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Bahot se logo ki koshish hoti hay key wo social media key through money earn kar len aur es key ley wo traders ko social media key through signals provide karny ki koshish karty hey, technical aur fundamental signals kabi be kesi par depend kar key hasil na karen aur na hi es ko follow karny ki koshish karen, jab tak app signals ko conform nahi kar lety ho app key ley ye social media se hasil key howy signals ko follow karny ki koshish nahi karni chaye, agar app self base par technical ya fundamental source se signals create karty ho to app ko yahi signals follow karny chaye aur yahi signals app ki trading ko profitable bana sakty hey.
      Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main just ap khud analysis karny technical analysis or fundamental analysis karny is k alawa sentimental analysis bi lazmi karny jab ap khud Analysis karny gy to ap ko samj aay ge k movement kase hoti ha or forex market ka trend kya ha in sab baatun ko zahan main rakh k trading karny to ap ko ziada sy ziada acha profit ho ga jab bi ap market k trend main trading karty han to ap ko loss k chance both kam hoty han jis ki waja sy humy maximum profit hasil hota ha is ley hum mehnat kar k ache earning karni chae ha forex trading main market kisi sy bi signal la k kam ni karna chae ha agr ap laty bi han to trade open karny sy pehly aik khud analysis kar lan ta k signal confirm ho phr trade open karny
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: social media par provide key gaye signals

        Forex mai signals ka role tou bohat hai laikin credibility kay barey mai kuch bhi kehna mushkil hai. Socail media pay milnay waley signals kay barey mai uss waqt tak kuch nahi kaha jaa sakta hai jab tak koi credible source unki back pay nahi ho. Pakistan mai bohat say expert traders bohat top class level pay trading kertay hain aur unka experience bhi bohat ziada aur reliable hai Agar unki taraf say signals diye jain tou unki credibility kay barey mai ye kaha jaa sakta hai kay woh apnay experience base pay achay signal day saktay hain laikin woh bhi free of cost ye kaam nahi kertay hain. Social media pay bohat say mosami traders ko apnay tukkoo ko check kertay rehtay hain kay lagta hai ya nahi wohi signals day rahey hotay hain. Iss Tarah kay signals ko achi Tarah parakh laina chaiye kiyu kay expert traders kay signals kay peechay bohat mehnat aur learning kay saath saath experience bhi support mai hota hai laikin mosam I traders kay signals kay peechay sirf tukkay aur current market ki movement hoti hai. Aur signals banana kay liye sirf tukkay kabhi bhi kaam nahi kertay na he aisay signals reliable hotay hain

        اب آن لائن

        Working...
        X