jaiza : forex ky indicators or in ka istmal usefull hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex ky indicators or in ka istmal usefull hain
    forex aik acha business hain hum is mai agar acha knolwege gain kar ky indicators ko use kar ky kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain hum kam kar ky acha profit gain kar lety hain forex mai unlimted indicators hain hamy is ko kabe be ignore nahi karna chahey hamy RSI indicator kio use karna ho ga forex aik wasee busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kry gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mumalik usa or china mai famious taren busienss ban cuka hain forex dunya mai is tarha sy phal raha hain is jasa koi or business nahi hain hum is business mai apny boss ap he hoty hain yai aik real business hain
    Last edited by ; 11-09-2019, 02:46 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex ky indicators or in ka istmal usefull hain

    Instaforex terminal me jetny be indicators hey koi be useless nahi hay har indicator hi useful aur profitable hay aur batter signals provide kar sakty hey agar ham es key istemal ka tereeqa samjty hey aur es ki calculation ko be samjty hey to indicators key base par be ham good trading ki position me a sakty hey, agar app ye samjty hey key indicators reliable aur powerful signals nahi dety to ye app ki ghalat fehmi hoti hay app indicators ko proper chart me istemal nahi kar sakty ho esi waja se app signals samjny me mistake kar lety ho aur app ko loss be esi waja se ho jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex ky indicators or in ka istmal usefull hain

      je bilkul forex trading ma profit hasil karnay k lye puri planning aur trading strategy k sath kam karna padta ha, is lye forex market ma meta trader ma indicators use hotay hain market ma chart ko analyse karnay aur market ka trend ko identify karnay k lye, to indicators ka use forex trading ma boaht hi zaruri ha
      Indicators ka faidah:
      == market ma entry aur exist k lye indicators use hotay hain
      == market ko analyse aur trend ko identify karnay k indicators use hotay hain
      == indicators ko combine use kar k aik ashi trading stategy banti ha
      Different indicators: forex trading ma boaht se indicators use hotay hain jin ki help se traders market ma trading kartay hain, jin ma chand important indicators ka zikar darj zail ha
      1. Moving average: yeh market k trend ko identify karnay k lye use hota ha, aam tor pe different periods ki moving averages ko use kia jata ha, jisay swing trading strategy bhi kaha jata ha,
      2. Stochestic oscillator: yeh bhi market ma trend k lye aur entry aur exist point k lye use hota ha, boaht hi asha indicator ha jo market ki future condition ko bhi bata deta ha,
      3. Parabolic Sar: yeh bhi trend k start aur end position ko batata ha, jis ma ham market ko analyse kar saktay hain
      4. candlestick chart: yeh bhi aik qisam ka indicator use hotay hain, jis ma bullish aur bearish pattern k pata chalta ha
      5. pivot line: yeh bhi market ma chart ko analyse karnay aur trend ko identify karnay k lye use hota ha,
      is lye hamain indicators k signals ko follow karna chaye ta k kisi bhi trade ma koi bhi koi loss na ho
      My favorite trading strategy:
      1. candlestick chart
      2. pivot line: market price line pivot line se uper ho to market bullish aur jab neechay ho gi to bearish consider ho gi
      3. simple moving average 100 period, 30 mins time frame, price chart moving average se uper ho to up trend, neecay ho to do down trend consider ho ga
      4. signal stochestic oscillator se lenay hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex ky indicators or in ka istmal usefull hain

        G han bilkul Forex technical indicators ko agar properly understand kia jaye to har indicator hamary ley useful ho sakta hay aur chart ko read karny me hamari help kar sakta hay, esy traders jes key result ka knowledge ham demo account me hasil nahi karty es ko ham real trading account me use karny ki koshish karty hey magar esa nahi karna chaye pehly indicators ko samjny ki koshish karni chaye aur es key use karny ka tereeqa aur signals ka jaiza har time frame me lena chaye ta key real account me ham asani se esy indicators ko use kar key good signals hasil karny me kamyab ho saken, instaforex terminal me majood useful indicators ye hey,

        1. MACD
        2. RSI
        3. Support and resistance
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex ky indicators or in ka istmal usefull hain

          Mere Khyal Mein To trading strategy aur trading plan Mein kuchh khas difference Nahin Hota train train aur satellite Jivani hoti hai jo traders trading karne ke liye bulate hain trading karne ke liye plan bahut jyada important hai ISI Tarah Se 8GB trading karne ke liye bahut important hoti hai isliye Jab Ve trading karen to Ek proper trading Ka Plan banaen Kis Se aap acche trading kar Sakenge
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : forex ky indicators or in ka istmal usefull hain

            Dear ye to bahot hi helpfull hai kun k jab hum ais market mai trade lagana chaty hia to hum to hum ko ais mai market ka trend dekhna parta hai ya ais mai hum koi tool use kar lety hai jis se hum ko market mai trades mil jati hai aisy hi agar hum dekhy to hum ko ais market mai jo indicators mily hai ain ko use kar k hum her time frame mai trades nikal sakty hai kun k indicators se ap ko market ka trend bhi pata chal jata hai aor ais mai jo trade ban rahe hoti hai wo bhi ap k samny hoti hai agar ap ais market mai koi trade lagana chaty hai to ap ais market mai aus time trade laga sakty hai aor ais market mai se profit bana sakty hai kun k ye indicators kafi zayda help kar dety hai aor hum ain ki madad se faida autha sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : forex ky indicators or in ka istmal usefull hain

              Forex trading mai different trah kay indicators majood hai jin ko log trading ke baray mai decision karny ke liye use karty hain. indicators ziada tar halaat mai kafi useful sabit hoty hain lakin iss kay liye zaroori hai ke traders b iss qabil hon ke woh indicators ko proper tareqay say understand kar sakty hon , tab he woh iss qabil b hoty hain ke woh indicators say trading kay doran koi faida hasil kar sakin .

              indicators wiase tu trading kay liye zabardast cheez hain lakin bas yeh ehtiat zaroor karin ke total he indicators per depend kar kay trading na karin.
              traders apna analysis b Karin aur sath mai ager indicators ko confirmation kay liye use Karin tu woh ziada acha rehta hai.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : forex ky indicators or in ka istmal usefull hain

                Ji han dear Forex Ek bahut hi Achcha business hai aur ismein indicators ka istemal aapko bahut hi jyada profit De sakta hai isliye Forex trading mein agar aap acche indicators ko use karen to bahut hi fast aur Behtar earning kar di Ja sakti hai Jaise ke Forex Mein kaid Rs indicators aur isliye Rs indicators bahut hi acche indicators Hai jinki vajah se aap market ke train ko Maloom kar sakte hain jaise ki market 30% se down ho to buy ki trade banti hai aur Agar sal ki trade karna ho to Sattar percent se above market ho to sale Kiya Ja sakta hai isliye Forex trading bahut hi business hai lekin Agar aapke pass Achcha experience maujud ho to
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : forex ky indicators or in ka istmal usefull hain

                  Forex main indicator ka bohut ziada istmal hota hai kyon k ini say he market ko analysis kia jata hai ager ap aik indicator ko paker laity hain tu ap uss say practice kar k bohut acha market ko analysis kar sakty hain kuch new trader ya jin ko indicator achy nahi lagty hain un say main ye kehna chahta hun k indicator main ap ko tab he success milti hai jab ap uss par practice karty hain kyon k jab tak ap ko indicator ki working samjh main nahi ayy ge us ka ap ko pata nahi chal sakyga aik aik indicator ko banaty wakt logon k 20 say 30 sal lag jaty hain wo asy he nahi success hoty hain aik indicator ichimoko hai usko 30 sal main design kia gea ha jiss ki accuracy bohut achi hai aur wohi uss main success hota hai ju us ko samjh kar aur pehly achi tarah practice karta ha iss lea ham ko indicator bohut help karty hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : forex ky indicators or in ka istmal usefull hain

                    Indicator ko istemal karna Har trader ke liye bahut hi jyada useful hota hai isliye Ham Sab Logon Ko indicator ko istemal karna chahie Agar ham log indicator ko istemal Karte Hain To Ham sab log forex market se bahut hi jyada benefit Hassan kar sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X