jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain
    hamy forex ko easy nahi lena chahey forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hamy apny experience ko best than best bana kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamara account banned ho jy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

    G aap ne bulkul theek kaha ha... Ager aap k pass forex ka knowledge ha aor forex trading k baray main knowledge k Tor pe posting kro gay toh AAP ko acha bonus mil sakta ha aor ager knowledge nhi ha toh phr aap apney pass se tukka laga KR posting kro gay yah copy paste kro gay toh AAP ko bonus Kam Miley ga aor Account banned bhi ho sakta ha...
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

      Jo new traders Forex trading Mein Aate Hain unko chahie ke woh Forex trading ke market Mein tab tak real investment na Karen jab tak unko trading ki Kafi Jyada knowledge or experience Na Ho Jaaye Kyunki agar aap rail investment ke sath Thode knowledge or experience ke sath trading Karenge to aap ko bahut jyada lost bhi ho sakta hai isliye apni knowledge ko increase Karen Tere real account mein invest Karen
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

        Dear jab ap ais market mai leaning kar rahy hoty hai to aus time to ap ko ye pata hota hai k ais market mai kaam karna bahot hi muskil hai kun k aus time market ki samjh hi ni aati aor aus time ap ais market mai ye dekh rahy hoty hai k market ka trend kaisy samjhy magar kuch time market mai lagany k baad ap ko market ki samjh aana start ho jati hai aor aus k baad ap ais market mai se paisa kamana start karty hai ais liay jab tak ap ais market mai learning kar rahy ho to aus time tak ais market mai khub mehnat kary aor ye na sochy k ais market mai se paisa kamana asan hai aor learning par zor na dy ais se ap ko hi loss ho ga ais market mai learning jitni achi ho gi ap ki earning bhi atni hi achi ho gi.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

          Assalamu Alaikum dear Forex members Forex ko bilkul bhi easy Nahin Dena chahie Kuchh log new new new Forex Mein Kaam Shuru karte hain aur unke Paas paise hone ki vajah Se vah Jyada investment kar ke upar trading Shuru kar dete Hain jabki unke Paas Koi experience Nahin Hota To ismein unko kabhi bhi profit Nahin Hota Unka Hamesha loss ho jata hai aur Apna account Bhaskar Baithe Hain isliye sabse pahle forum ke rules ko padhna chahie Uske bad Achcha experience karne ke liye Dam account mein Kafi der tak acche se kam karna chahie Jab Hamen Achcha experience Ho Jaaye Uske bad hi dear account mein investment Karke trading Karni chahie isase yah Hoga Ki Aap Ke Logon ke chances bahut jyada kam ho Jaenge aur aap bahut hi kam time mein bahut hi acchi aur fast earning kar Payenge isliye Forex Mein Kaam bahut Dhyan se aur Dekhe karna chahie Har trade ko dekh samajhkar lagaen koi bhi trade to Ke Bina Laga De isase Hamen loss ho sakta hai hi aur Forex Mushkil business Ko samajhna Itna Aasan Nahin Hai ismein Mukammal Taur per Apna Waqt aur attention dene ki jarurat hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

            dear baat to apki theek hay k hamko is business ko kabhi bhi asaan nai samjhna chaye k is k asaan samjhnay say ham bahut kuch lose main change kr saktay hain yeh koi aam ya chotta mota kaam nai hay jisay ham aik din aik month ya maximum aik years tak bhi is main ba asaani say experts nai ban saktay hain is main har din markeet aik naya morr pakarty hay aur hamaray liye koi nai say nai mushkil paish krty hay agar ham isay asaan banaana chahtay hain aur is main say kuch acha earn krna chahtay hain to hamko is main isk rules ko follow krna kabhi bhi miss nai krna chaye aisa krnay say ham aik din zarur achi positions pay pounch jayengay aur achay experts tradets bhi sabit ho jayengay isay easy bananay k liye kabhi bhi easy nai samjhna chaye tab he is main kamyaabi hay.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

              Forever pic bahut hi Mushkil business Hai Jahan per ham log trading Karke Kafi Achcha profit hassil kar sakte hain isliye Ham Sab Logon Ko frax market Mein trading Karke Kafi Achcha profit parcel kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

                Forex business ko jetna ham easy leny ki koshish karty hey ye business hamary ley etna hi difficult ho jata hay aur es business ko understand karna hamary ley 1 masla ban jata hay, demo account ko agar easy na leya jaye to kesi had tak ham real trading account ya bonus trading account me serious ho kar trading karny me kamyab ho sakty hey, jab ham demo account me be market ko easy samaj lety hey aur free money samaj kar es me trading ki practice karty hey to real account me be esi type ki hi ham trading kar sakty hey, hamari learning es bunyad par hi honi chaye key market ko kabi be easy na samja jaye.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

                  Forex business ki market me trading karny ko easy lena biggest mistake hoti hay agar market me trading karna easy hota aur profit earn karny me traders ko mehnat par depend na karna hota to 90% traders successful ho sakty magar 90% traders Forex trading business me fail hi hoty hey,

                  Forex market me trading karna easy be hay magar es condition me hi easy hay jab ham technical aur news trading par grip hasil kar lety hey, agar market analysis karny ka experience na ho to traders key ley market kabi be easy nahi ban sakti hay, esy traders market ko easy to samjny ki ghalti kar to lety hey magar loss be bahot zeyda es mistake ki waja se kar sakty hey.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

                    Ji audio main aapki baat se bilkul sahmat hun Forex trading co Jitna aap easy samajhkar Karenge utna hi aapko Mushkil lagega Kyunki iji Insan per Kisi bhi kam ko use Waqt leta hai Jab usko karna ISI Samajhta Hai Lekin Forex Ek mind work hai isliye ismein Jitna Achcha aapka mind Forex trading ke bare mein Hoga aapko market ko analyse karna aata Hoga utna hi Achcha aap market ko read kar sakte ho isliye Hamesha market Mein acchi earning ke liye aapke pass Achcha experience Ka Hona bahut jaruri hai Jab aap market ko acchi Tarah judge kar lenge to aap market se bahut sara profit Utha sakte hain isliye brother earning aur bacha profit ke liye aapke pass Achcha experience knowledge Ka Hona bahut Jaruri Hai Tabhi aap forex market se Kamyab Aur Mr Earning per share kar sakte hain jo ki aapke liye bahut faydemand Hasil Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

                      Ji han aapane bilkul theek Kaha Forex Ek Din Ka kam nahin hai isliye isko jaldbaji Mein mat Karen Forex trading karne se pahle aapko market ke bare mein acchi Tarah Maloom Hona bahut jaruri hai Jab aapko acchi Tarah Maloom Hoga Ki market Kis Tarah Chalti Hai Aur market Mein Kis Tarah aap kam Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain tabhi aap ismein training start karen Kyunki market ko judge karna market ko analyse karna bacchon Ka Khel Nahin Hai iske liye mehnat karna padati hai Forex ki basic learning aur Forex ki full education Hona bahut jaruri hai Jab aapke pass Forex ki acchi education Hogi Sabhi aap Forex ko acchi Tarah Jaan Sakenge aur FIR aap ismein Achcha kam kar sakte hain Kyunki lifetime aur long-term chalne ke liye ke liye aapke pass Achcha experience Hona bahut jaruri hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

                        forex ak bohut bara bussines hai is ko esy nahi lena chaye ye am sa bussines nahi hai ye to kisi ki samjh me nahi ata kion k ap khud is me kam kar rahey ho to ap ko andaza to ho gia hoga k ham 24 ghanty bhi kam karein to bhi ye kam khatam nhi kar sakte kion k ye bohut ahlah hai aur acha bussines hai
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

                          G han friend ap ny bilkal tek kaha hy ap ki bt drust hy k forex koi easy business ni or na hi isy smjna koi aik din ka kam hy isy smjny k liay hamy bot sa time dyna hota hy or ham isy smjny m aik sal ya us sy zyada arsa b lga dyty han forex tmam dunya m famous hony wala aik profitable online business hy jisy hr koi join kr skta hy q k forex hr aik k liay bna hy chahy wo greeb ho ya ameer ham forex m mehnat kr k bot sa profit hasil Kar sakty han forex aik asa business hy jis m hamy ghr sy bhr b ni jana prta ham ghr byth k b isy easily kr skty han is k liay kisi bi office jany ki zrort ni ap is sy apni mehnat k zriay bot sa profit hasil Kar sakty han
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

                            Forex trading business easy business nahi hai magar issay easy banaya jaa sakta hai. Forex trading business bohat technical business hai iss mai numbers ka hisaab kitaab rakhna kaafi mushkil hojata hai. Phir trends banana ,signals daikhna,indicators ka istamaal kerna aur analysis kertay rehna aik mushkil task hai. Laikin achi learning aur knowledge say hum issay bohat asaan bana saktay hain. Trading ko samajhnay mai bohat time lagta hai lakin jab ye samajh ajaey tou iss say asaan business bhi koi nahi hai.Kiyu kay forex trading ki technical cheezain aisi hain jinhain aik baar he samajhna parta hai uss kay baad wohi use hoti rehti hai. Technical aur fundamental learning aur knolwgde aik baar achi tarah seekh lia jaey tou phir jabtak business chalta hai faida hota rehta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : forex ko easy na ly is ko samjna aik din ka kam nahi hain

                              ji han ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading aik aisa business hay jisay learn karna easy nahi hay agar completely learning ki jay to es kay liay bohat ziada time lag jata hay aor kai masayl yehni problem bhi samnay aatay hain Forex ka basic and technical knowledge gain karnay kay liay bhi kisi expert trader ya kisi best website say knowledge hasil kia jata hay Forex ki learning complete karnay kay bad demo pay practice bhi karnay kay bad jab real trading account main trade open ki jati hay to this time 90% traders trading main fail ho jatay hain kun k aisay traders nay demo pay practice kay doran ziada tawajoh nahi di hoti aor sanjeda ho kar practice nahi ki hoti aor na hi demo ko real account ki taran use kia hot hay jis say jab woh real account main trading karnay lagtay hain to es trade ko bhi woh demo ki taran easy lainay lagtay hain jis say un ko loss honay lag jata hay es taran un ko Forex main kamyab honay kay liay bohat mehnat karna hoti hay es liay Forex ko ziada easy nahi sanjhna chahiay aor es main hardworking karni chahiay ta k kamyabi hasil ho sakay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X