jaiza : 200 dollars py 0.02 ke lot ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : 200 dollars py 0.02 ke lot ?
    agar hum forex mai 200$ invest karna chatey hain to hamy is py 0.02 ke lot palce karne chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik acha busiens hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik acha busienss hain hamy is mai pahly real account mai kam karny ky phaly lot ko demo mai test kar lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum loss sy be bach saky gy forex aik international busienss hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : 200 dollars py 0.02 ke lot ?

    200$ par risk lena app khud decide karo gey key ketny percent se risk lena teek rahy ga, agar app ka account balance 200 dollar hay to sab se pehly app ko apni trading experience aur knowledge ka jaiza lena ho ga, agar trading ka experience aur knowledge good level ka hay to risk ko ham manage karny me kamyab ho sakty hey aur 200$ account balance par be big lot size use kar sakty hey aur agar trading experience aur knowledge weak ho ga to traders ko 0.03 lot size se zeyda ka risk nahi lena chaye, traders ko soch samaj kar aur market condition ko dake kar hi lot size ki selection karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : 200 dollars py 0.02 ke lot ?

      Dear members forex trading business aik aisa business hai jiss mai apnay capital ko jitna safe rakh kay kaam kia jaey utna he profit ziada kamaya jaa sakta hai. 200$ kay account balance kay saath 0.02 ki lot bohat achi or secure selection hai. Currency pairs ho ya metals ho ya phir future energies jaisay kay crude oil hai. 0.02 ka lot size 200$ ki investment kay saath bahtreen hai. Iss kay saath agar profit ka bhi target bana lia jaey to aur bhi acha ho jaey ga jaisay kay daily ka agar 5$ profit bhi target kia jaey to wo 200$ investment ka 2.5% banta hai. traders agar minimum percent profit target rakh kay trading karain tou bohat kaamyab rehtay hain. Iss tarah profit continue rehta hai or account bhi hamesha mehfooz rehta hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : 200 dollars py 0.02 ke lot ?

        Account balance 200$ ho ya 2000$ traders ko Forex market me proper planing aur risk ko manage kar key trading karna ho gi, agar app samjty ho key app 200$ key base par 0.02 lot size key sath asani se risk ko manage karny me kamyab ho sakty ho to app ko es se zeyda ka lot size kabi use nahi karna chaye, traders key ley lot size ka 100% correct use karna ho ga aur minimum lot size use karna hi traders ki best trading samaji jati hay agar market trend aur market condition se risk aur reward ratio define ho jaye aur market trend be clear kesi 1 hi direction ka signal de to traders es point se zeyda risk be le sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : 200 dollars py 0.02 ke lot ?

          G ha dear ye to hum ko money management k hisab se kaam karna hota hai agar hum ais market mai apny account k hisab se trade lagana chaty hai to hum ko ais market mai lot atni bari use ni karni chaye jis se humra account wash na ho agar hum ais market mai 200$ par agar trade karty hai to hum ko ais mai 0.02 ki lot use karni chaye aor ais mai hum ko apni trade k sath stop loss use karna chaye agar hum apni trade k sath stop loss lagaty hai to hum ko ais mai ye faida hota hai k humra account atni jaldi wash ni hota ais market mai hum ko sirf thora sa time lagana parta hai aus k baad pata chal jata hai k hum ais market mai se kaisy asnai se profit bana sakty hain aor ais mai kamyab ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : 200 dollars py 0.02 ke lot ?

            Ji Bhai Jaan jitni lot size kam Hogi itna hi jyada Ham Sab Logon Ko fayda Hoga isliye lot size ko kam se kam Rakhna chahie Agar Ham Logon Ko Achcha profit Karna Hai To fir lot size kam hi vah to Bistar Hai Varna lot size ko Badi karne se Ham logon ko nuksan bhi ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : 200 dollars py 0.02 ke lot ?

              Forex trading business Ek bahut hi risky business hi koshish karen ki Apna balance Jyada Se Jyada rakhen aur Jyada bonus Hasil karne ki koshish karen takat red lagakar Achcha profit Hasil kar liya Jaaye $200 per Hamen Hamesha 0.01 ka lot size Rakhna chahie Kyunki market Mein up and down situations bahut jyada hoti rahti Hain Hamen loss se bachne ke liye Apne balance ko increase karna chahie aur Hamesha lot size Chhota hi Rakhna chahie risk Lenge to hamare pass Los ke chances Jyada Honge isiliye Hamen kam risk per hi trade order Lagani chahie koshish Karenge $300 Se Jyada amount per 0.02 ka lot size select Karke trader Lagai Jaaye aur profit Hasil kiya jaaye aur loss Se bachne Ki Koshish ki Jaaye Lagane se pahle Apne experience ko increase Karen aur demo Kaun per Jyada Se Jyada practis Karen Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : 200 dollars py 0.02 ke lot ?

                Ji han dost I think a perfect lot size hai lekin Mere Khyal se agar aap 0 200 Dollar ke account mein trading karna chahte hain to 0.01 ki hi Laut lagaen aur uske alava Agali trade open karte hue vah bhi 0.01 ki lot lagakar 2 trade open kar le Kyunki agar aap average lagaen $200 per 0.013 trade lag sakti hai aur Vahi Lagani chahie jismein risk factor kam hota hai aur isliye apni Har trade Mein take profit aur stop loss ke sath open Karen Kyunki agar aap take profit of stop loss Nahin Lagate to aap acchi earning nahin kar sakte isliye Apne risk factor ko kab Rakhe aur 0.01 lot size open Karen aur Agar aapka 200 Dollar ka account hai to then aap Nahin trade Ek Aur open kar sakte hain joki 0.01 ki ho sakti hai isliye 0.02 ki direct lot size matter per Karen Kyunki aap do trading per kar sakte hain isliye Ek trad loss Mein jaane ke bad Ek trade aur apan Kari Ja sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : 200 dollars py 0.02 ke lot ?

                  Dear member tamam logon Ko haq hasil Hai ki wah is form per apni Rai ka izhaar kar sakte hain lekin main aapki is baat se ittefaq nahin karta ki 200 agar account mein maujud hun aur currency pair mein hamen .02 ki lot size adjust Karen. Agar aapke pass learning aur knowledge hai to aap money management total capital ke hisab se Karen ki aapke account ka 30% aap apni Jeb mein use kar sakte hain jaise ke aap $60 tak ki trade laga sakte hain. Agar aap crude oil per trade lagate Hain to aap .03 lot size use kar sakte hain. Agar aap gold mein trade lagana chahte Hain to vahan per bhi aap .03 lot size use kar sakte hain. Lekin currency pair mein agar aap $60 ko use karen ge to aap lot size is mein easily place kar sakte hain. Jo ki aap ke total capital ka sirf 30% hoga and aap is 70% capital reserve rahe ga aisa karne se aap ka profit increase hoga aur is mein aapka zyada risk bhi involve nahin Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : 200 dollars py 0.02 ke lot ?

                    Dear friend main aapki baat se bilkul aagrah karta hun Agar aapka account $200 ka hai to 0.02 to clot aapke liye bahut hi perfect hai lekin yah isliye bhejta hai ki aap per ek hi trade open kar sakte hain Kyunki agar aap risk free trading karte hain aur risk factor ko use karte hue trading Karte Hain To yah lot size aapke liye bahut hi perfect hai Kyunki isase Bada lot size agar aap use karte hain to Aapka account rest Mein Chala Jata Hai Aur yah Baat jaruri hai ki aap trade Karte time take profit aur stop loss ka istemal Jarur Karen Kyunki ho sakta hai aapki trade hundred percent Na Ho Aur loss ki taraf Chali Jaaye to isliye Apne account ko wash hone se bachane ke liye stop loss Ka Sahara Lena bahut hi jaruri hai Kyunki manual trading se aap ki trade FIR Kabhi close Nahin Hoti to aap Sara balance loss kar Baithe Hain isliye stop loss ka istemal apni Har trade Mein Karen Taki aapko Achcha profit Hasil ho sake
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : 200 dollars py 0.02 ke lot ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                      agar hum forex mai 200$ invest karna chatey hain to hamy is py 0.02 ke lot palce karne chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik acha busiens hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik acha busienss hain hamy is mai pahly real account mai kam karny ky phaly lot ko demo mai test kar lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum loss sy be bach saky gy forex aik international busienss hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                      Dear friend forex trading main jtni money management or risk management sy trading karty han to hun log utny he kamyab ho sakty han is ley humy forex trading main maximum knowledge or experience hasil kar k trading karni ho ge jab tak humary pass basic knowledge or forex trading ka experience ni ho ga to kam successful ni ho sakty han jtna humara account chota ho to humy chae ha kam sy kam lots size istamal karny ta k humy ziada loss na ho or risk bi kam ho hum small risk k sath ache trading kar sakeny or forex trading main successful ho sakeny is ley humary pass account balance 100 dollars ho to humy 0.01 sy bari lots size ni istamal karna chae ha or agr karni he ha to ap ko chae ha different pairs main 0.01 ki 2 sy 3 trade open karny par is sy ziada na karny jab tak ap in main sy koi trade close na kar dan isi tahra account bara hota jay to ap ko chae ha bari lots istamal karny par over trading na karny ta k ap ka account safe rahey

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X