Jaiza: Indicators false signals

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Indicators false signals
    Bahot se esy traders jo key technical indicators ko use karty hey wo ye samjty hey key indicators false signals provide karty hey magar esa koch be nahi hay, koi be esa indicator es weak techniques ya calculation key sath design nahi kia gia hay key wo false signals produce kar saky, jo be indicator design ya es ki development ki gai hay to es ko good technique aur complete calculation key base par hi banaya jata hay magar indicators key false signals jo key market trend key opposite direction me hoty hey es se ham inkar nahi kar sakty hey es ki waja ye hoti hay key hamy indicators ko use karna nahi ata aur ham oil market movement key signals hi kam experience key base par hasil karty hey jab ye indicator true signals provide karny key position me ata hay to es time tak market ki movement change ho jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Indicators false signals

    Main aapki baat se Ittefaq karta hun ki koi bhi technical indicator false signal Nahin deta balke apni banawat ke hisab se correct kam kar raha Hota Hai. Indicators ka kam aapko judgement Dena Hota Hai Magar sometime indicators apni judgement market moment ke hisab se a foreign change kar dete Hain Magar aap uski pahle judgement ke hisab se tradeplace kar Chuke Hote Hain isliye aapko lagta hai hi ke indicators aapko fast judgement de rahe hain. Aap kabhi bhi Ek indicator per trust na Karen balke Ek Se Jyada indicator chart pattern ko use Kiya Karen. Economic indicator fundamental analysis Mein Aate Hain Misal ke Taur per koi bhi Badi news Aane wali ho aap usko follow Kiya Karen to aapko trade Mein kamyabi Hasil Hogi.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Indicators false signals

      Meta trader 4 ky indicators kI indications aor predictions false nhi hoten unko analyse krny ka tareeka kar darust hona lazmi hai
      Dear forex trading members Assalamualaikum
      Ma apko yeh bat btana chahta hun ky apko indicators aor oscillators ko use krny ka tareeka kar sekhna chye indicators accurate predictions krty hain lkn humen aik sy zeyada indicators ki predictions ko trade entry ky leay use krna chye
      1. Fibonacci retracment indicator golden ratios jo hain in ma apko secrets hints milty hain apko moving average indicator aor ADX indicator ky sath isko use krna chye jub ADX overbought aor fibonacci retracment indicator ki ratio on the required level py aor aor moving average bhi indicate kr rahi ho tb apko sell entry leni chye like apko un py blind trust nhi krna chye blky apni trade ko manage zaror kren stoploss aor take profit lgana na bholen
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Indicators false signals

        Jaha tak me ne indicators ko use kia hay aur es par research ki hay koi be esa technical indicator esa nahi hay jo fake ya weak signals provide karta ho, indicators ko proper technique key sath hi trading me use karny chaye, agar ham 1 indicator key signal ko follow karty hey aur hamy loss ho jata hay to me indicator ka koi kasoor nahi hota ham es indicator ko 1 to samjny ki koshish nahi karty aur 2nd ham bahot let es indicator key signal ko be follow karty hey 1 waja ye be hoti hay key ham ghalat time frame me signals ko follow karny ki koshish karty hey agar har time frame me indicator key signals ka jaiza leya jaye to hi ye indicators right direction me hi hamy signals provide kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Indicators false signals

          dear ham forex markeet ko bahut he easy laitay hain k yeh kaam bahut asaan hay is main aik do month kaam krnay say ham achay khasay experts ban saktay hain laikin yeh haamri sab say baarri bhool hay ham jub tak is main honewlay lose ko recover krnay main successs nai hotay hain aur wo bhi propper tareekay say tab tak ham amrkeet main bhi success nai hotay hain is liye better yahi hay k ham kisi bhi kisam k indicators ko harfe akhir samjh kr kaam na karain q k indicators ka kaam hota hay sirf haamri rehnamai krna agar ham sab kuch isk rehmo karam pay he chorr daitay hain to haamri kamyabi bhi nakami main change hoty cahli jayege aur ham sirf aik mohtaaj say traders dikhai daingay aur haamri har ik trade kisi na kisi indicators k saharay pay kaam karainge aur ham sari umar bhi agar forex amin kaam karaingay to ham kabhi success nai hongay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Indicators false signals

            Trading members asalam.o.walekum indicators kabhi bhi false signal nhi dete Hain
            Forex trading indicator our oscillators ko complete understand karne ke bad app ko trading terminal mein apply karna chahie market mein forex market ka trend janne ke liye technical support and resistance ko find out karne ke liye aapko highest time same per workout karna chahie jab ke aapko technical analysis ke liye indicator and oscillator use karna chahie Fibonacci retracement indicator bollinger band indicator
            ADX indicatorr dynamic momentum index indicator
            Perfect indicator ko blindly use kar sakte ho lekin aapko inko confirmation ke liye at a time two to three indicators use karnay chahie
            Forex trading market mein aapko management strategies use karte hue indicators istemal ko karna chahie aapko kabhi bhi nahin lagegy ga ke indicator ne aapko false signal provide kiya hai
            Acha kaam achy daam
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Indicators false signals

              forex aik international business hain hamy is mai indicators ko use karny ky liye pahly in ko learn karna ho ga pher hamy in ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain forex mai talib ilam be kam kar sakty hain forex mai hum bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai indicators py 100% itbar nahi karna chahey q ky kuch indicators fake be hoty hain hamy ahteyat sy forex mai kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Indicators false signals

                Dear ap koi bhi indicator use karty hai aus mai ap ko pata hai k kuch trades ka stop loss hit hota hai aor kuch trades ka take profit hit hota hai magar over all ap ki trades profit mai hoti hai aisy hi jab ap ais market mai stop loss k baghair kaam karty hai aor kisi indicator ko dekh k trades lagaty hai to aus mai jo trades loss mai jati hai wo ap ko close karni parti hai agar ap close ni karty to aus mai zayda loss ho sakta hai magar ye to ap ko pata ho ga k jo bhi indicator ap ko signal deta hai market aus k hisab se ni chal rahe hoti ais market mai indicator ko market k sath chalna parta hai aor ais mai ap ko 100% to koi cheaz confirm ni hai jis par ap ye kahe k koi trade bhi loss mai ni jaye gi aor ko her trade par profit hi ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Indicators false signals

                  Assalamu Alaikum dear Forex trading member Forex trading mein indicators metatrader 4 terminal main accurate and to the point with respect to market movement fact and figures ko display karte hain indicators kabhi bhi false signal generate nehin karte hein
                  dear trading members market main indicators current and future market ki direction provide karte hain jis ki help se aap trading decision initiative lete hain apni trade ko manage karte hain apko indicators py reliable hone ke liye expert opinion professional trading strategies aur trading management use karte hue Forex trading main tool ko use karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Indicators false signals

                    Dear aap ki baat bilkul sahi hai. indicators ki buniyaad issi pay banai gai hoti hai kay wo market kay mutabiq achay signal dain jiss say traders ko faida ho sakain. indicators ka use kernay waley traders iss baat ko achi tarah samajhtey hain.

                    Basically indicators ka tareeka kaar iss baat pay hota hai kay wo market ki pichlimovement ya past movement jo kay ho chuki hoti hai uss ko daikhtay huay calculations ker kay future kay signals banata hai. Agar market ki past ki movement pay signal ajaey or current market ki present state achanak tabdeel hojaey to signal false hojata hai. iss mai indicators ya signal ka qasoor nahi hota kiyu kay indicators ya signal market ko nahi chalatay bulkay market ki movement pay indicators kaam kertay hain or signals daitay hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Indicators false signals

                      Indicators ko follow karne se ham log bahut hi jyada nuksan se bhej sakte hain isliye Ham Sab Logon Ko indicators ko istemal karna chahie indicate ko istemal karne ke bahut hi jyada fayde hote hain aur ham donon Shan se bajate Hain jisse Ham Logon Ko hardworking bhi kam karne padti hai aur ham log Kafi Achcha profit Hasil kar sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X