jaiza : confuce hum tab hoty hain jab market fast move mai hote hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : confuce hum tab hoty hain jab market fast move mai hote hain
    forex aik bohat bara busienss hain is ke market jab fast move karte hain to hum confuce ho jaty hain hamy confidence ky sat is wakt kam karna ho ga pher he hum loss sy bach saky gy or hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai jab mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : confuce hum tab hoty hain jab market fast move mai hote hain

    Dear asal mai baat ye hai k jab banda ais market mai analysis kar raha hota hai trade lagnay k liay aor ausi time agar market ko dekha jaye to ye market jis taraf move kar rahe ho to banda ye hi samjhta hai k market ne ab ais taraf hi jana hai agar hum aus time market ki moment ko na dekhy aor sirf ye dekhy k market ne kon sa pattern banya hai to aus par hum asani se kaam kar achi trade laga sakty hai ais market mai hum jab bhi trade karna chaye hum ko market ki moment ki taraf dehan hi ni dena chaye ais se hum ko ye faida ho jata hai k hum ais mai asani se acha profit bana sakty hai kun k jab ap k analysis achy ho gay to ap ais market mai acha profit bana sakty hai aor ais market mai apna target asani se hasil kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : confuce hum tab hoty hain jab market fast move mai hote hain

      G nahi dear hamy esy time me kabi be confuse nahi hona chaye jab market ki movement fast ho jaye, confuse traders es time hoty hey jab un ko market ki movement understand karny me mushkil ho, professional traders market ki fast movement dake kar apny andar confidence feel karty hey confuse esy traders hoty hey jo market key bary me koch nahi jaty aur na hi trading ka acha experience rakty hey, agar deka jaye to market ki fast movement dake kar confuse hony se acha hay key app market ko just watch karo aur market ki movement average ko different time frame me calculate karo es se app ko market ki fast movement ko samjny me be asani ho gi.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : confuce hum tab hoty hain jab market fast move mai hote hain

        G nahi dear market ko movement daily hi fast condition me hi hoti hay traders es waja se bilkul be confuse nahi hoty aur professional traders ko market ki teez movement me be trading ka acha experience hota hay es waja se esy traders bilkul be confuse nahi ho sakty, traders es condition me confuse zaror ho sakty hey jab market upset movement teez kar deti hay es situation me expert traders ka confuse hona be yakeeni ho jata hay es condition me traders ki strategy ye hoti hay key wo risk ko minimize karny ki koshish karny lagty hey aur trade ko agar close nahi karty to account balance ko loss se bachany ki har mumken koshish zaror karty hey.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : confuce hum tab hoty hain jab market fast move mai hote hain

          dear hamain aisay time main kabhi bhe confuse nahi hona chaye jab market ki movement fast ho jaye, confuse traders es time hoty hey jab un ko market ki movement understand karny me mushkil ho, professional traders market ki fast movement dake kar apny andar confidence feel karty hey confuse esy traders hoty hey jo market key bary me koch nahi jaty aur na hi trading ka acha experience rakty hey market ko movement daily hi fast condition me hi hoti hay traders es waja se bilkul be confuse nahi hoty aur professional traders ko market ki teez movement main be trading ka acha experience hota hay es waja se esy traders bilkul be confuse nahi ho sakty, traders es condition me confuse zaror ho sakty hey jab market upset movement teez kar deti hay es situation main expert traders ka confuse hona be yakeeni ho jata hay es condition me traders ki strategy ye hoti hay key wo risk ko minimize karny ki koshish karny lagty hey aur trade ko agar close nahi karty to account balance ko loss se bachany ki har mumken koshish zaror karty hey.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : confuce hum tab hoty hain jab market fast move mai hote hain

            Hamen chahie ke Hamesha trading karte hue aur form per posting karte hue acchi post Karen aur post ki party ko Jarur Dekhen jitni acchi Hamare post ki quality Hogi Ham itna hi jyada bonus banaa Sakenge post ki Kaun post ki quantity Ke Sath 7 posts ki quality ko Jarur dekhna chahie isase Hamara bonus increase Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : confuce hum tab hoty hain jab market fast move mai hote hain

              Confusion ki vajah se Aksar trade laws Mein jaati hai isliye sabse pahle Ham Logon Ko trade open karne se pahle Apne confusion ko Dur karna chahie the ham Logon Ko trading Karni chahie Jab confusion hoti hai to is varsh Aam Logon Ko trade Nahin Karni chahie isase Ham Logon Ko nuksan Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : confuce hum tab hoty hain jab market fast move mai hote hain

                g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trdaing main jub hum trdaing karty hain tu confuse hum sub he ho jaty hain jub hum trdaing karrty hain or confusion hmary boht se points par hoti hai baz okat humain loss se darty hain or confuse ho jaty hain or kbhi kbhi market fast hoti hai tab bhi hmain loss ka he dar hota hai or esi dar main he hum apna kam khrab kar dety hain jis se hmain loss h jta hai tu hmaisha apni tadding ko confidence k sath karen jub jub ap darty hain tab tab he apko loss hony k chaces barh jaty hain tu hmaisha he apni trdaing ki skills ko trong karen or jub ap skills ko strong karty hain tab he ap apni rdaing main achi eraning kar skty hain or apko loss bhi tab he kam hota hai tu hmaisha apni trdaing main dar ko khtm kar k kam karen ayse he ap successful ho skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : confuce hum tab hoty hain jab market fast move mai hote hain

                  Forex trading market ki movement kabhi kabhi bohat smooth chal rahi hoti hai aur kabhi kabhi bohat ziada volatile ho jati hai. Traders kay liye confusion tab he banti hai jab market fast movement kerna shuru ker daiti hai. jab traders open ya close kertay hain tou bohat confuse hojatey hain. Haalakay market say confuse honay waali koi baat nahi hai. traders ko chaiye kay jab market bohat fast movement mai ajaey tou trading stop ker daini chaiye. Aur market ko kisi aik taraf settle honay tak wait kerna chaiye. Kiyu kay fast market mai trading mushkil hoti hai. laikin soch samajh kay trading kernay say bohat profit bhi kamaya jaa sakta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : confuce hum tab hoty hain jab market fast move mai hote hain

                    g han brother ap ki bat kisi had thek hai ham confuse ho jaty hain jab market mai aik dam say fast movement hona shuru ho jay asa tab he hota hai jab koi news hoti hai new trader iss main big lot laga kar apny account ko chand second main wash ka laiy hain aur jab ky aik professional trader tab tak wait karta hai jab tak us ko sahi trend maloom na ho jy aur wo achy signal ka aur candle ki closing ka wait karta hai es lea new trader k lea meri yehi advice hai k wo market fast move hony par jald bazi na karain aik tredn ko chek karain aur trend ki tarf market main order lgain ager trend ki tarf order lgain gay tu ai new trader bhi wo trade win kar sakta hai kyon ky aksar movement fast trend ki taraf he jati hai ess lea hamesha ik trend ko follow kar k kam karain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X