jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain
    forex mai jo log bohat zada greedy ban ky kam karty hain inhy siraf or siraf loss hota hain is mai market ka balm nahi hota hamy greed ko katem karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik international busienss hain hum is mai live trading karty hain forex mai hum pairs mai or currecny mai trading karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai job less mans or poor mans be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex mai hum apny boss ap he hoty hain hum is mai mahnet karty hain to hamy acha bonus milta hain agar hum mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

    Ye to her trader ko pata hai k agar wo ais market mai lalch kary ga to wo ais market mai kamyab ni ho ga fail hi ho ga magar phir bhi logo ko samjh ni aati k wo ais market mai lalch kun karty hai agar ap ais market mai dekhy to ap ko ais mai aik dafa lalch ki waja se loss hoa hai to aus k baad ap ko mind change kar k kaam start karna chaye magar traders ais mai jo ghalti karty hai wo phly waly loss ko mind mai rakh k aus ko recover karny k checker mai phir wohi ghalti karty hai aor lot bari use karty hai jis ki waja se aun ko aor zayda loss ho jata hai agar hum ais market mai kamyab hona chaty hai to hum ko ais mai money management k hisab se hi kaam karna pary ga aor ais market mai risk atna zayda ni lena chaye k humra account wash ho jaye.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

      Forex trading business ho ya hum koi bhi kaam karain agr hum us mein greed karain gay tu us business mein kaamyaab nhi ho saktay aur forex trading business mein bhi agr hum greed kartay han tu is se hum ko loss hi hota hy aur hum apna profit aur balance bhi loss kartay han aur greed ye hy k forex trading business mein hum ko learning knewledge aur experience kam hy aur hum apne experience aur knewledge k mutabik trading nhi kartay aur knewledge aur experience se ziada ki lot size laga kar kam waqt mein ziada profit earn karne ki koshish kartay han js se lose ho jata hy aur account hi wash ho jata hy is liye hum ko greed se bach kar trading karni cahaiye aur Jo log greed kartay han wo forex trading business mein kabhi bhi kaamyaab nhi ho saktay greed ko khtam kar k hi hum kaamyaab trader ban saktay han
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

        Forex trading business me fail hony ki average greedy traders ki hay, greed karny ki waja zeyda profit earn karna hota hay magar traders key mind me ye bat nahi hoti key zeyda profit ham greed kar key nahi acha knowledge aur trading expernice key base par hi hasil kar sakty hey, agar greed kar key zeyda profit earn karna asaan hota to koi be trader Forex business me fail na hota, magar 80% traders es waja se fail hoty hey key wo profit be earn kar lety hey magar mazeed greed (lalach) kar key trading me apny profit key sath apni investment ko be loss kar dety hey.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

          Screen ko Ham Pakistan mein aisa currency bank isliye use karte hain Kyunki Agar Hamare account in screen ke account mein balance Se Bada Rahe aur US dollar ki value increase Ho Jaaye To Hamen usse Jyada Jyada paise Milte Hain Jo automatically increase Ho Jata Hai Jab pet dollar ka rate increase hota hai to rupaye ki Kadar Mein Kami Aati Hain isliye Hamen Jyada Milta Hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

            Lalchi log forex market Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte hain isliye Ham Sab Logon Ko lalach Se Dur Rahana chahie Agar ham log lalach Karenge to ham log forex market Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte hain aur ham Logon Ko Hamesha loss hi hoga isliye Ham Sab Logon Ko lalach Se Dur Rahana chahie
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy lalich buri bala hy jis kam m lalich a jaiy wo kbi b successful ni ho sakta ham forex m agr loss krty han ya agr trading krty hoay hmary dil m lalich a jata hy to lalich m a kr ham chahty han k zyada sy zyada pasa kmain or jaldi ameer ban jain to ye hmari sb sy bari mistake hoti hy isi wja sy hamy loss ho jata hy hmara account wash ho jata hy is liay hamy soch smj kr km lots m bagar lalich kiay trading krni chaiy forex aik asa business hy jis m hr koi kam kr skta hy chahy wo ameer ho green men's hon ya women's forex hr kisi k liay bna hy
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

                Pyare doston foreign currency trading mein human emotion ka bahut zyada Amal dakhal Hota Hai, yah insaan ke fitrat hai ki Jab ham loss Mein Hote Hain yah profit Mein Hote Hain to hamare emotions Hamari trades per effect Karte Hain. Hamari social life mein bhi greed ya Lalach ko Bura tasavar Kiya jata hai, Magar Forex trading mein lalach ki koi Jagah Nahin Hai. Kyunki is emotion se Ham apni Tamam mehnat ko zaya kar dete Hain Kabhi nuksan ko Kam Karne Ki Surat mein, aur Kabhi profit ko zyada Lene Ki Surat mein. Hamen chahie ki apni Tamam trades mein ham is se dour Rahen Yahi Hamari trading ke liye Achcha ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

                  G han jo traders bahot zeyda greed karty hey wo fail hi hoty hey, greed agar kia jaye to es condition me kamyab hony ki soch be nahi rakni chaye, greed key baghir traders 100% Forex business me kamyab ho sakty hey, traders ko greed control kar key hi trading work karna chaye agar zeyda profit earn karna etna asaan hota to big investors kabi be risk manage ki strategy use na karty aur hamesha zeyda risk key base par hi trading kia karty magar big investors be risk ko minimize kar key hi trading karty hey, agar ham be greed na karen to 100% Forex trading business me ham success hasil karny me kamyab ho sakty hey.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

                    g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trdaing main mostley wo tradors fail hoty hain q k jub hum lalch main a jaty hain tu hum apni trdaing main khud he risk ko involve kar lety hain jis se hum apni trdaing main loss ko face karty hain es liye aghr hum apni trdaing krna chahty hain or kamyb hona chahty hain tu hmain apni trdaing main lalch nahi krna chahye jub hum laalch karty hain wohi hmara sub se bara dushman hota hai es liye hmain es kam ko apni trdaing main add he nahi krna chahye jis se hmain loss hony k chcaes hun or hum apni trdaing main fail ho jaen hmaisha he apni trdaing ko professonal ho kar karen qk jub ap mahnt karty hain tu he ap forex main kamyb ho skty hain or achi eraning bhi kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

                      Laalach aur greed kisi bhi forex trader kay liye sakht nuqsaan deh hai. Agar traders trading mai aik acha profit lainay kay bawajood hi ziada profit kay chakkar mai trade close nahi kertay tou market reverse honay ki wajah say profit zaya bhi ho sakta hai.Iss tarah ziada profit ka laalach ya greed nuqsaan dey jaati hai. Ye aksar traders kay saath hota bhi hai. kabhi kabhaar traders aik commodity ya pair mai small volume kay saath profit mai hotay hain aur wahi pay achanak baghair sochay samjhay ziada lot size mai same trade open ker daitay hai. Aur uss trade ka trend tabdeel honay pay ziada profit ki bajaey ziada loss ata hai jiss say accounts bhi risk mai parr jatey hain. Iss liye laalchi aur greedy loog forex mai fail hotay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

                        greed factor sub se bara dushman hai har insan k liye har field main es se insan kbhi bhi kamyab nahi ho skta hai es liye aghr u hum apni trading ko achi trha mange kar skty hain tu hmain apni trdaing main greed ko side par krna hoga q k jub insan greedy ho jata hai tu wo apni trading skills ko he mar deta hai or wo kbhi bhi kamyb trdaing nahi kar skta hai es liye zarori hai k khud ko kamyb bnany k liye trdaing karen q k jub tak ap forex ko proper learn nahi karty hain tab tak ap kamyb trdaing nahi kar skty hain or es k liye zarori hai k apni trdaing main kamyb hony k liye k liye mahant karen or kbhi bhi laalch na karen jitna apko forex se mil raha hai sub ko khushi ks ath qabol karen jis se apko mazeed kamybhi milti hai laken lalch apka sub se bara dushmaan hai
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

                          g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trdaing main jo tradors greedy hoty hain fail bhi wohi hoty hain es liye aghr ap forex main lalach ko invove karengy tu he ap kamyb ho skty hain tu hamisha achi or miyari trdaing k liye lalach se khud ko dour rakhen q k lalach apka sub se bara dushman hai jis se he hum apni trdaing main jo kuj hasil krna hota hai tu wo bhi hmary pass nahi hota or hum osko bh gawa dety hain tu es liye hmaisha he apni trdaing main kamyb hony k liye khud ko mantly or practicaly strong rakhen q k yah apki apni himat he hoti hai jis se ap pass hoty hain or fail bhi ap apni he galtiun se hoty hain tu ap kbhi bhi forex main lalach na any den khud ki trdaing main nahi tu ap fail he hoty rahen
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

                            Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main taqreban 80% say 90% log new traders hi fail hotay hain jin main say ziada tar log lalach ki hi wajah say fail hotay hain Forex trading ki learning kay doran ham yeh bat bar bar suntay aor reed kartay hain k Forex trading aik big profitable business hay es say bohat kam time main others business ki nisbat small investment say bhi bohat ziada profit hasil kia ja sakta hay lakin es kay sath aik jumla fail honay walay traders aksar nazar andaz kar datay hain woh yeh hay k Forex aik difficult and risky business bhi hay failure ki yahi mistake un ko greedy bana daiti hay kun k woh Forex ki khasosiat aor fawayd ko dekh kar big profit ka lalach kartay howay big lot size kay sath trade open kar datay hain jis say hota yeh hay k jab Forex market mukhalif direction main move karti hay to big lot size ki wajah say big loss honay lag jata hay jis say agar kisi trader ka account balance yehni margin kam ho ga to bohat jald us ka account wash ho jay ga aor trade automatically close ho jay gi es taran woh Forex trading main fail ho jay ga lehaza yeh bat bil kul thek hay k most greedy peoples are fail in Forex business.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : most greedy peoples are fail in forex busienss hain

                              Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main sy agree karta hon lalich buri bhala ha is ley humy kabi bi lalich ni karni chae ha balky proper learning or practice k bad kam karna ha
                              Forex trading main hum logun ko chae ha lalich ko khat am karny k ley maximum knowledge or experience hasil karen or phr us k bad trading karny ta k humy ziada fayda ho or loss both kam ho
                              Practice sy hum apni lalich ko control kar sakty han jtni ziada practice ho ge utni he juldi lalich ko control kar sakeny gy is ley humy ziada sy ziada earning kar sakty han agr hum log lalich ko control kar lan to forex trading main demo account ha jis sy hum lalich ko easily control kar sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X