Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?
    Pyare doston spread Forex trading mein buniyadi term hai Jiska Tamam doston ko Pata Hona chahie. Forex trading mein buying and selling ke difference ko spread Kaha jata hai. Agar koi trader yah investor Ek currency pair ko bye karta hai aur foreign Sel kar deta hai to use Surat mein Se nuksan Hota Hai uski vajah Yahi spread hoti hai. Iski limit katyayan broker karta hai hi ki Kisi bhi pair ki ki spread Kitni honi chahie. Forex trading ki buniyadi term ko zaroor study Kiya Karen Taki Ananda aapki trading life mein Aapki madad gar sabit ho sake. Mostly foreign exchange currency pair Mein surprise hoti hai Magar Kuchh Aise Bhi top comedies hai Din Jin main surprise spread Nahin Hoti Misal ke Taur per crude oil balki Inka Commission Hota Hai Joker broker leta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

    Dear spread ko actual mein tou aap broker ka commission bhi keh saktay hain aur agar aap forex market kay ilawah kisi aur business mein kaam kertay hain tou uss market mein bhi aap ko brokers milain gay jin sae agar aap koi cheez khareedatay hain ya bechtay hain tou aap unn ko bhi commission detay hain lakin wahan aap unn ko pay ker rahay hotay hain lakin yahan forex mein aisa nahin hota hai yahan per aap nay jo currency select ki hai trading kay lye tou uss ki sell aur buy lines mein jo difference hota hai woh spread hota hai aur aap jub trade open kertay hain tou aap ki trade uss spread kay hisab sae loss mein open hoti hai jis ka matlab hai kay broker nay aap kay account sae utni laisay lae lye hain tou pahele aap apna loss poora karo aur kuch pairs mein trade zero sae hi start hoti hai lakin trade close kernay per broker uss sae apna commission lae leta hai
    • #3 Collapse

      Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

      Dear forex trading members Spread ask aor bid price ky darmeyan difference k9 kaha jata hai har currency pair instrument ka spread alg hai aor spread broker ka commission bhi hota hai is leay har broker ka apna decision hota hai kisi bhi trading instrument aor currency pair py kitna spread hona chye
      Dear members forex trading market ma knowledge aor experience hasil krna hota hai apko basic knowledge terminology ko hasil kr ky trading krni chye aor apko Pakistan Forex forum sy learning training complete krni chye
      Yahan py seniors ki guidance sy apko behtreen knowledge aor quick learning access mil skti hai apko demo account ma practice ky leay each and everything ki information mil skti hai
      • #4 Collapse

        Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
        Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?<br />Pyare doston spread Forex trading mein buniyadi term hai Jiska Tamam doston ko Pata Hona chahie. Forex trading mein buying and selling ke difference ko spread Kaha jata hai. Agar koi trader yah investor Ek currency pair ko bye karta hai aur foreign Sel kar deta hai to use Surat mein Se nuksan Hota Hai uski vajah Yahi spread hoti hai. Iski limit katyayan broker karta hai hi ki Kisi bhi pair ki ki spread Kitni honi chahie. Forex trading ki buniyadi term ko zaroor study Kiya Karen Taki Ananda aapki trading life mein Aapki madad gar sabit ho sake. Mostly foreign exchange currency pair Mein surprise hoti hai Magar Kuchh Aise Bhi top comedies hai Din Jin main surprise spread Nahin Hoti Misal ke Taur per crude oil balki Inka Commission Hota Hai Joker broker leta hai.
        Ji bhai jan ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main spread ki term aam tor par use hoti hay is ka matlab yeh hay k jab ham Forex market main koi currency buy and sell kartay hain to this time market main do taran ki prices hoti hain aik ask price dori bid price ask price aor bid price kay darmian jo farq hota hay isay spread kehtay hain kuch currency ka spread bohat ziada hota hay aor kuch ka bohat kam spread bohat kam hota hay jin currencies ka spread bohat ziada hota hay un main say ziada tar crosses currencies pairs shamil hain jab k major currencies pairs ka spread bohat kam hota hay is liay traders ziada tar major currencies pairs pay hi trade lagatay hain kun k spread kam honay ki wajah say un ko koi loss nahi hota ziada spread traders kay liay thek nahi hota.
        • #5 Collapse

          Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

          dear jaisy ap ne agar currency exchange karwani ho to ap kisi bhi exchanger k pass jaty hai to ap ko aus mai 2 prices milti hai aik wo jis par ap se wo currency ley ga aor dosri price wo jis par wo ap ko currency dey ga ais mai thora bahot faraq hota hai jo aus exchanger ka commision hota hai aisy hi ais market mai broker humri trades lagwata hai aor aus k badly hum se spread leta hai hum market mai jo bhi trade lagaty hai aus ki price mai thora sa change hota hai aor humri trade start se hi jo thora sa loss mai jati hai wo paisa broker k pass jata hai aor wo aus ki waja se hum ko atni zayda offers deta hai hum ko trade par beshak profit ho ya loss ho broker ko aus ka hissa mil jata hai aor wo aus ki waja se atna bara setup bana k betha hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

            Kisi bhi pair ki purchasing aur selling price matlab bid aur ask ki price mein jo difference hota hai us ko Spread kaha jata hai aur spread ko agar hum broker ki fee kahe ge to galat nhi hoga. Spread do tarha ka hota hai, ek fixed spread aur dosra Variable spread kahlata hai. Fixed spread mein bid aur ask mein difference consistent rahat hai jab ke variable spread mein difference change hota rahta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

              forex aik acha business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy spread ka be pata hona chahey bid or ask ky difference ko spread kaha jata hain hamy spread ko mady nazer rahk ky km karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex mai 0 spread waly pairs be hoty hain forex aik bohat bara business hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy mahnet sy or tawajo sy is mai kam karna ho ga forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex busienss pakistan mai legal ban cuka hain forex aik asa bsiness hain jo ky kabe be katem nahi ho sakta hum is mai agar bager learning ky km kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

                Spread kia ha: spread se murad price ma woh difference jo asset ma buy(bid) aur sell (ask) ma hota ha, to different currencies ma spread different hota ha, har broker apnay hisab se price quote ko create karta ha, is lye instaforex best broker ha jo apnay customers ko sab se kam spread deta ha, buy ki qeemat asset ma zidah hoti ha sell ki qemat se
                is lye spread woh qeemat hoti ha jo boroker apnay traders, customers se leta ha trading start hotay waqt, easy way ma spread broker hi leta ha jo woh market ma access deta ha,
                Har currency ka spread different hota broker k hisab se, ab major currency pairs ma spread level kam hota ha, cross pairs ma spread level zidah hota ha, aur commodities ma to aur zidah hota ha, spread se pata chalta ha ki pair ki actually volaitlity aur worth kai,
                • #9 Collapse

                  Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

                  forex mai spread ke bohat value hain hamy spread ko be mady nazer rahkna ho ga kuhc pair asy hoty hain jin mai zada spread hoty hain or kuhc pair zero spread ky hoty hain hamy apny knolwedge ky mutabik forex mai km karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai live chat be kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai talib ilm be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum mahnet kary gy to hamy acha bonus mily ga forex business pury pakistan mai legal business ban cuka hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

                    Ager bilkul simple baat Karin tu spread brokers ka commission hota hai jo wo apny client ko entry position open karny aur leverage kay against charge karty hain. broker mukhtalif currencies aur commodities per mukhtalif spread charge karty hain. jis market mai jitne ziada volatily hoti hai iss mai aksar iss hisab say spread b ziada hota hai .
                    Spread buying price aur selling price kay darmian ka difference hota hai. traders ke try honi chaiye ke woh iss trah kay brokers kay sath kaam Karin jo inko kam say kam spread charge kar raha ho , iss trah karny say trading mai profit kay chance b barh jatay hain aur dorsa ziada trading karny walo ko kam spread mai kafi faida b hasil ho jata hai .
                    • #11 Collapse

                      Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

                      Bhai jaan aapane bahut hi accha question poochha hai mere pyar mein Ham Sab logon ko aur aap ke answer se bilkul aagrah karte hain Kyunki Is Tarah Se trading karne se ham log Kafi Achcha profit Hassan kar sakte hain aur ham Sab Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

                        yes dear spread broker ka aik serves commition hota hai ju ap ko daina he parta hai kyon k iss ky badly main broker ap ko serves daita hai app ki trade direct market main lgwa kar daita hai aur forex market say jitny bhi related batain wo sab ap broker ky through he karty hain jab ap nay withdraw ya deposit akrna hota ha tab bhi broker ap ko wo krwa ky daita hai mager aik acha broker apna sab sy kam spread charge karta hai jitna kam spread ho ga utna he acha broker ho ga ziada say ziada spread 3 ka hona chaheay iss say ager ziada hai tu samaj jain ap ka broker acha nahi hai aur kabhi bhi forex main uss broker ky sath kam na karain jiss ka spread news ky time change ho jay iss leay wahid aik instaforex broker asa hai jiss main fix spread dia jata hai aur news ky time spread fix rehta hai yehi achy broker ki nishani ha iss lea ap ko isi ky sath km karna chaheay kyon ky bonus bhi instaforex he daita hai ju ap forum main kam karty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                          Pyare doston spread Forex trading mein buniyadi term hai Jiska Tamam doston ko Pata Hona chahie. Forex trading mein buying and selling ke difference ko spread Kaha jata hai. Agar koi trader yah investor Ek currency pair ko bye karta hai aur foreign Sel kar deta hai to use Surat mein Se nuksan Hota Hai uski vajah Yahi spread hoti hai. Iski limit katyayan broker karta hai hi ki Kisi bhi pair ki ki spread Kitni honi chahie. Forex trading ki buniyadi term ko zaroor study Kiya Karen Taki Ananda aapki trading life mein Aapki madad gar sabit ho sake. Mostly foreign exchange currency pair Mein surprise hoti hai Magar Kuchh Aise Bhi top comedies hai Din Jin main surprise spread Nahin Hoti Misal ke Taur per crude oil balki Inka Commission Hota Hai Joker broker leta hai.
                          Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main different broker different spread daty han jis ka matlab ha k us broker ka commission jtna spread ziada hota ha to us ka commission ziada hota ha jab k jis ka spread kam hota ha to us ka commission bi kam hota ha is ley hum log kam sy kam spread wala broker talash karty han jis sy humy maximum fayda hota ha hum sy commission kam sy kam kata jata ha is ley humy asa broker talash karna chae ha jis sy humy kam sy kam spread mily or leverage ziada sy ziada mily is sy humy maximum profit hasil ho sakta ha or hum easily successful ho sakty han is ley humy kam sy kam spread waly broker select karna chae ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Spread Se Kya Murad hai Forex trading mein?

                            Spread

                            Forex market ko agar app watch karen to buying price hamesha selling price se kam hoti hay es difference ki waja spread hota hay, brokers low spread ki opportunity be dety hey aur koch brokers high spread key sath trading offer karty hey, ye 1 tarha ki fees hoti hay jo key broker ki hi hoti hay, spread koch hi pips ka hota hay jo trading me asani se recover ho sakta hay, hamara har trade hi start me loss se start leta hay ye spread ki waja se hi hota hay agar spread na hota to hamara trade 1 cent be loss me na jata magar ye acha hi hay key broker spread key through hi apni fees chart karta hay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X