jaiza : investment karny ky liye pahla kam market ko samjy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : investment karny ky liye pahla kam market ko samjy
    forex aik international or kabe be katem na hony wala busienss hain agar hum is mai amount invest karna chatey hain to hamy pahla kam karna ho ga ky hamy market ke movement ko dahhkna ho ga hamy is ke movement ko samjna ho ga or pher hamy market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex ai kasa busienss hain jo hamy earning be deta hain or hamy earning be deta hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar tukka sytem sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai learning ky sat ache earning be gain kar sakty hain forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : investment karny ky liye pahla kam market ko samjy

    Dear ais market mai koi bhi aisy investment ni karta kun k her kisi ko pata hai ye market bahot hi risky hai aor agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai agar investment karni hai to hum ko ais mai kaam karna aana chaye agar hum ais market mai kaam sahe kar lety hai to hum ko ais market mai tab hi faida ho ga jab hum ais market mai khud analysis kar sakty hai aor aus k baad hum ais market mai kaam kary gay agar hum learning k baghair ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai loss ho sakta hai ais market mai ap ne dekha ho ga k ais market mai her koi profit hasil karny k liay diffrent tareekon se kaam karta ha aor ais market mai mehnat karta hai magar kuch log hi kamyab hoty hai jo ais market mai rules k hisab se kaam karty hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : investment karny ky liye pahla kam market ko samjy

      Forex market me investment koi be trader kar sakta hay aur trading be har koi hi kar sakta hay, sab se important hay market ko samjna, agar market ko ham understand nahi kar sakty to jetni be ham investment kinu na kar len hamy es ka koi faida nahi ho saky ga, agar learning ki jaye aur knowledge acha gain kia jaye to traders agar big investment nahi be karty to small investment key base par be acha profit hasil kar sakty hey, market ki learning bahot hi zarori hay aur technical key sath fundamental source ko be apny ley learning kar key asaan banany ki koshish karni chaye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : investment karny ky liye pahla kam market ko samjy

        Ji Bhai Jaan Agar Ham Logon Ko market ki samajh a Jaati Hai To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko sabse pahle market Ko samajhna Hoga FIR Ham Logon Ko trading karna Hogi Jab ham log market ko samajh lete hain aur FIR Iske bad trading Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham log Kafi acha profit hassil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : investment karny ky liye pahla kam market ko samjy

          Forex trading business Mein Hamen trade karne se pahle Forex trading market ko understand karna aur iski knowledge or information ko Hasil karna bahut jaruri hai knowledge or information Ke Hum Kabhi Bhi Kamyab trade Nahin Laga Sakte aur jo traders knowledge or experience ke Forex trading business Mein investment Karte Hain vah Kabhi Bhi kamyabi Hasil Nahin Karte unko Hamesha Lo uska Samna karna padta hai no se bachne ke liye aur kamyabi Hasil karne ke liye Hamen sabse pahle market ka knowledge Hona bahut jaruri hai market ka analysis karna bahut jaruri hai Forex trading business Mein expert aur senior traders prefer Karte Hain ki aap koshish karen ki learning per Jyada Se Jyada focus Rakha Jaaye aur Market ko understand kiya jaaye ka Socha Jaaye Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : investment karny ky liye pahla kam market ko samjy

            Forex mai invest kernay kay liye market ko samajhna aur Janna bohat zaruri hai. Forex mai trading account ki client cabinet mai deposit kernay ka koi masla nahi hai laikin jab investment kernay kay baad koi bhi trade open kerni ho to uss say pehlay achi Tarah home work kerna bohat zaruri hai kiyu kay Agar koi bhi trade open kernay say pehlay homework na kia jaey tou investment risk pay ho jaati hai. Aur koi bhi trade open kernay say pehlay market ko samajhna bohat zaruri hai.

            Forex market ko samajhna asal mai trading terminal pay jiss pair mai trading kerni hai uss pair ki movement ko samajhnay ko kaha Jata hai. Pehlay tou koi pair select ker laina chaiye jis smaibtrade lagani hai uss kay baad iss baat ko daikhna chaiye kay pehlay kia trend chal raha hai aur time frames mai movements ki study kerni chaiye. Uss kay baad agla kaam account balance ko daikhnay aur free margins ko daikh nay ka hai. Iss Tarah lot size set kernay mai asani ho jaati hai. Ye sarey process market ko samajh kay trading mai investment kernay kay liye hotay hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : investment karny ky liye pahla kam market ko samjy

              g han sir ap nay bilkul sahi kahay hy forex business ko join karnay waly new members ko start mai he boht ziada investment nahi karni chahiay balkay pehly forex trading ka acha knowledge aur experience gain krna chahiay aur phir money mangement kr k forex main trading krni chahiay takay woh forex main boht acha profit hasil kr sakain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : investment karny ky liye pahla kam market ko samjy

                Forex trading business me ham sab easily investment kar sakty hey investment karny ka process bahot hi easy hay agar mushkil hay to market ko samjna aur market ki learning karna hi sab se mushkil kam hay, investment bad me karni chaye aur es key bary me learning key bad hi sochna chaye, traders ka sab pehla kam ye hona chaye key market se related information hasil kary, news trading ki learning kary sath me market ko technical base par analysis kesy kia jata hay es sab ki learning jab demo account me ho jaye to hi real investment key bary me planing karni chaye.

                اب آن لائن

                Working...
                X