jaiza : forex mai kin pairs mai kam karna risky nahi hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex mai kin pairs mai kam karna risky nahi hain
    forex aik acha business hain is mai bohat zada pairs hain kuch pairs asay be hain jin mai kam karna risky nahi hota in mai loss ky cahnce km hoty hain silver or metal risky pairs nahi hain is ke movement slow hote hain agar hum forex mai new hain to hamy in mai kam karna ho ga pher he hum kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai agare mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik world wide busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex aik bohat bara busienss hain is ko or is ke market ko samjna aik din ka kam nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex mai kin pairs mai kam karna risky nahi hain

    Dear agar trading ka experience aur acha knowledge hasil kia jaye aur sath me demo account me esy pairs me trading ki practice ki jaye jes ko other traders risky samjty hey to mery khayal me ham kesi be risky pair me trading karny ko profitable banany key position me a sakty hey, jen pairs ko ham risky samaj kar trading nahi karty esy hi risky pairs me professional aur expert traders trading karna pasand be karty hey aur acha profit be earn karty hey jen ko ham risky pairs samjty hey wo ye hey (gold, crude oil, Bitcoin) agar trading ka experience na ho to ye trading key ley risky pairs hi ban jaty hey.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex mai kin pairs mai kam karna risky nahi hain

      Currency pairs me agar trading ki jaye to ye bahot zeyda risky sabit nahi hoty, koch pairs esy hey jes ko ham risky samaj sakty hey, crude oil aur gold esy hi pairs hey jes ko traders bahot zeyda risky aur dangerous samjty hey, agar app ne professional trader hi banna hay to app ko risky pairs me trading karny ka be experience hona chaye, professional traders ye nahi dekty key kon sa pair risky aur dangerous hay jes me trading na ki jaye, professional traders news key mutabeq trading karty hey, agar gold ki important news release hoti hay to wo gold ko buy ya sell kar sakty hey aur ye nahi dekty key gold ketna risky aur dangerous hay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex mai kin pairs mai kam karna risky nahi hain

        I think agar hamare pas acha knowledge and experience and aik achi strategy ho to hum is business mein kisi bhi pairs par work kar saktey hain aur kamiyab ho saktey hein but Hamen always koshish yeh kartey rehna chahiye keh hum un pairs par work karen jinka spread kafi kam ho takeh agar aap trade open karo to woh foran ziada loss mein na jaye aur aisa pair hamen choose karna chahiye jiski movement bhi ziada fast na ho to woh pair bhi hamare liye ziada risky nahin hota hey isliye hamen Money Management ke sath hi is field mein rehna chahiye tab bhi hum ziada risky nahin bantey hein aur uske sath sath ham Gold se bhi avoid karen kioun keh yeh bhi risky hi hey Hamen always Major pairs jin ka spread sab se kam ho unko follow karna chahiye to hum is Risk se achi trha se bach saktey hein aur Safe trading kar saktey hain.

        SHUKRIYA
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex mai kin pairs mai kam karna risky nahi hain

          Dear ais market mai ap jis bhi pair par kaam kary gay aus par risk to hota hai magar ye ap pe depend karta hai k ap ais market mai kitna risk lety hai agar ap ais market mai kaam karty hai aor ais mai lot kam use karty hai aor apni her trade k sath stop loss use karty hai to ap ais mai risk ko kam kar sakty hai kun k agar ais tarha ap ko loss hota hai to atna zayda ni hota jis se ap ka account wash ho jaye ais market mai agar ap ne acha profit lena hai to ais market mai aram se kaam kary aor aus k baad ap ko ais market mai kafi zayda faida ho sakta hai ais market mai ap ne trade laga k target set kar k chaor dena hai aus k baad bar bar stop loss ko change na kary warna ap apna hi loss zayda karwaye gay.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : forex mai kin pairs mai kam karna risky nahi hain

            Mere Khyal Mein Ham Logon Ko sirf aur sirf currency per hi trading Karni chahie Ham Logon Ko Mile gold aur metal per trading Nahin Karni chahie isase Ham logon ko bahut hi jyada nuksan hota hai aur Hamara account bhi wash ho sakta hai isliye Ham Logon Ko Agar kam se Kuchh Hasil karna hai to Is Tarah Se Kam karna hoga
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : forex mai kin pairs mai kam karna risky nahi hain

              dear forex ki markeet main aisa koi bhi khaas pair nai hay k ham jisay yeh keh sakain k is pair main kaam krna asaan hay aur is main kisi kisam ka koi risk nai hay agar ham aisi soch rakh kr forex amrkeet main kaam start krtay hain to aap yeh samjh lain k aap nay start main he aik aisi big mistakes say kaam start kia hay jo hamko end tak lose dainay wali hay hamko markeet main kaam start krnay say pehlay he is baat ko wazia kr laina chaye k forex amrkeet main jub tak ham mukammal tour pay acha experience hasil nai kr laitay hain tab tak hamara is main earning krna is main kamyaab hona na mumkin bhi hay aur hamko phir is main koshish bhi nai krni chaye jo k fazool count hoge for example ham eurusd aur gold k baray main yeh kehtay hain k yeh bahut he asaan pairs hain in main lose k bahut he kam chances hain laikin aglay lamhay hamara in main stoplose hit ho jata hay to hamari soch bhi ghalt ham khud bhi ghalt aur haamra knowledge bhi fake count hoga is liye better yahi hay k ham markeet ko total pairs ko asaan samjahin ya mushkil total ko equal count krtay huvay kaam krna sab say better hay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : forex mai kin pairs mai kam karna risky nahi hain

                dear forex market main experience k bgair har pair he ap k lea risky ju bhi pair ha ager apko uss k bary main knowledge nahi ha tu uss main kam karna ap k lea risky he hota hai iss leay jab app analysis karna sekh jaty hain aur market main experience ho jata hai tu ap har pair main analysis kar k uski next movement ko samjh sakty hain wo chahy gold ho ya slver ho ya oil ho ya koi bhi or currecny har currency aik trend main move hoti hai aur koi pair fast movement hota hai aur koi slow mager sab trend bana kar chalty hain uss trend ko samjhny k leay ap k pas experience hona zrroi hota hai phir ap chart main apny analysis kar uss pair ki movement ko samjh sakty hain iss leay pehly ap ko learn karna karna ho ga phir he ap ko yeh batain clear hon gee aur ap market main kam karain sakain gay.

                اب آن لائن

                Working...
                X