jaiza : fazool kam karny sy guraz kary pher he hum agy bar saky gy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : fazool kam karny sy guraz kary pher he hum agy bar saky gy
    hamy forex mai fazool kam nahi karna chahey pher he hum loss ko katem kar ky agy bar saky gy forex aik online or kabe be katem na hony wala busienss hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wase busienss hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain hum is mai mahnet kary gy to he hum har aik mjuskil kam ko asna bana saky gy forex mai taib ilam be kam kar sakty hain forex mai hum bager pasiao ky accont bana kar be asane sy km kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : fazool kam karny sy guraz kary pher he hum agy bar saky gy

    forex aik bohat bara enterprise hain hamy is mai kamyabe hasial karny ky liye siraf getting to know ko tarje nahi dene chahey hamy evaluation ko be use karna ho ga forex mai evaluation ke teenager types hain hamy in ko weekend py look at karna ho ga hamy marketplace ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik interantional or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai stay trading karty hain hum is mai quantity be make investments kar sakty hain forex mai talib ilam be kam kar sakty hain hum is maui out off value account bana kar be kam kar sakty hain forex aik asa company hain jo hamy mastering be deta hain or hamy eaning be deta hain forex mai dunya ky bary bary mumalik involve hain
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : fazool kam karny sy guraz kary pher he hum agy bar saky gy

      Ye to ap ne sahe kaha hai k agar hum ne ais market mai agy bharna hai to hum ko ais market mai kaam aisy karna hai jaisy ais market mai professional traders karty hai aor ais market mai se paisa kama rahy hai magar ais k liay hum ko bhi kaam sekhna pary ga aor aus k baad hum ko ais market mai apna skill level zayda karna pary ga aus k baad hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum ais market mai sirf apna time waste karty rahy gay to hum ais market mai apna hi loss kary gay ais liay hum ko ais mai kaam karty waqat serious hona chaye aor ais market mai dekhy k hum ais mai kaisy loss se bach sakty hai aor ais mai kaisy zayda profit bana sakty hai agar hum ais mai mehnat kary gay to tab hi hum ko ais mai faida ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : fazool kam karny sy guraz kary pher he hum agy bar saky gy

        G han bilkul agar ham other koi be fazul activity me apna keemti time zaya na karen aur Forex business ko join kar key completely esi par hi focus karen to ye hamary ley bahot hi acha sabit ho sakta hay, ham bahot se fazul kam karty hey jes ka hamy koi faida nahi hota agar yahi time ham Forex business ki learning ya bonus hasil karny key ley forum me work karen to hamara ye time zaya nahi ho ga aur ye hamari future key ley best investment be sabit ho sakta hay, time ki importance bahot zeyda hoti hay time ko kabi be fazul zaya karny ki koshish nahi karni chaye.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : fazool kam karny sy guraz kary pher he hum agy bar saky gy

          Pakistan Forex 1:00 amp a posting karne ka bahut hi jyada fayda hota hai aur ham log isase Kafi fayda Hassan kar sakte hain isase ham log Apne knowledge information aur technical analysis ko bhi fayda hassil kar sakte hain Jiska Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hota Hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : fazool kam karny sy guraz kary pher he hum agy bar saky gy

            Forex mai fazoolkaam kernay kamatlab hai kay knowledge ,learning kay baghair kaam kerna aur tajurba na honay ki wajah say tukkay laga kay trading kerna hai. Agar baghair knowledge kay aur learning haasil ker kay trading mai faraq ki baat ki jaey tou ziada kaamyab traders hamesha wohi hotay hain jin kay paas knowledge hota hai. Dusray tareekay say agar samjha jaey to ye kaha jaa sakta hai kay agar 2 traders nay aik saath kaam shuru kia ho aur aik traders proper learning aur knowledge kay saath kaam kerta rahey aur dusra sirf tukkay laga kay trading kerta rahey tou kuch waqt kay baad learning aur knowledge kay saath trading kernay wala trader bohat agay success kay raastay pay hoga aur dusra trader loss ki duniyaa mai gumm ho chukka hoga. Iss liye fazool mai time aur investment zaya kernay say behtar hai kay uss say guraz karey takay kaamyabi mil sakey aur aagay barh sakain

            اب آن لائن

            Working...
            X