jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?
    forex mai jab hum karty howe koi mistake kar dety hain to hamy market ke taraf sy aik call aa jate hain is call mai hamy loss ky bary mai aga kiya jata hain is call ky any ky bad 100% chance hoty hain ky hamara account banned ho jy hamy margin call sy bachna ho ga hamy apne har aik cote bare mistakes ko find out kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex jasa koi or business nahi hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain forex aik wasee busienss hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

    G aap ne bulkul theek kaha ha is k lye aap k pass trading krney ki meharat bhi honi chahye....
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

      Dear forex trading members Assalamualaikum margin call apko tb ati hai jub ap ka account wash hiny wala ho dear members margin call sy bachny ky leay apko market ma trading management strategy kp ahmeyat deni ho gi bahi forex trading jo bhi member stoploss ko us enhi krty unko aik na aik din margin call ka samna krna pr skta hai scalping trading ma aksar mentioned members bahot bari trade alga dety hain jis ko waja sy unko margin call aa jati hai keun ky agr ap ky oas leverage 1:50 hai aor apky pas 200 hain to ap 1$ ki lot lga do to 180$loss py apko margin call ajay gi aor 190$ py apka account wash ho jay ga dear forex trading members apko bonus account ma trading strategy change krni chye aor modification krni chye a0ni professional habits ko development kren aor emotional control hasil krna hota hai market maliquidity ko smjhna bahot zaroeri hai.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

        Margin call traders ko alert karny key ley broker ki taraf se dia jata hay ye margin call key khatam hony ka signal hota hay, trading me agar loss ho raha ho aur equity wash hony wali ho to equity end hony se pehly ye margin call traders ko mil jata hay, koch traders es situation me koch trades ko close kar lety hey aur margin call any key bad be account ko wash hony se kesi had tak bacha lety hey aur koch traders jes ne over trading ki hoti hay aur big lot key sath trades open open key hoty hey to es condition me esy traders key account wash hi ho sakty hey margin call se bach be ham sakty hey agar ham risk ko manage karny me kamyab ho jaye to trading margin asani se khatam nahi ho saky ga.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

          Assalamu alaikum Pakistan Forex forum hello and friends new members and senior and junior members margin call ko avoid karne ke liye aapko market mein complete perfect trading planning and management ke zareye trade open karni chahie therefore members jab aap aap market mein margin call broker ki taraf se receive karte ho to yah ek warning hoti hai aapke liye ki aapka account near to wash out hone wala hai to aapko Forex trading mein main apni friend ko manager modify kar lena chahie trade management ke liye aapke pass hundred methods maujud hote hain aap market mein technical fundamental and sentimental analysis use karte hue trading karo to aapko perfect result gain ho sakta hai
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

            Dear ye to ap ne sahe kaha hai k ais market mai humri trades loss mai jati hai to aus k baad ye market humri trades auto par close kar deti hai ais market mai dekhy to hum ko ais mai trade karni ho to ais mai hum ko aor zayda invest karna hota hai kun k ais market mai agar dekha jaye to hum ko ais mai sirf atni lot use karni chaye k humri trade agar loss mai jati hai to aus se humra margin free rahy aor hum aus par asani se trade kar saky agar hum apni trade k sath stop loss use ni kary gay to hum ais market mai apna loss kary gay kun k agar hum ais market mai thory loss mai trade close ni karty to humri trade humra account bhi wash kar sakti hai aor hum ko ais mai kafi zayda loss hota hai jo hum asani se recover ni kar sakty.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

              expensive forex buying and selling contributors Assalamualaikum margin call apko tb ati hai jub ap ka account wash hiny wala ho dear individuals margin call sy bachny ky leay apko marketplace ma trading management method kp ahmeyat deni ho gi bahi foreign exchange trading jo bhi member stoploss ko us enhi krty unko aik na aik din margin call ka samna krna pr skta hai scalping buying and selling ma aksar referred to contributors bahot bari alternate alga dety hain jis ko waja sy unko margin name aa jati hai keun ky agr ap ky oas leverage 1:50 hai aor apky pas two hundred hain to ap 1$ ki lot lga do to a hundred and eighty$loss py apko margin call ajay gi aor a hundred ninety$ py apka account wash ho jay ga expensive forex trading participants apko bonus account ma buying and selling approach change krni chye aor change krni chye a0ni expert conduct ko development kren aor emotional manipulate hasil krna hota hai marketplace maliquidity ko smjhna bahot zaroeri hai.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

                Assalamu Alaikum dear Forex members Margin Call to disco alert karne ke liye broker ki taraf se Diya Jata Hai yah Margin Call ke khatm hone ke samne hota hai trading mein agar loss ho raha hai aur ek Awaaz Hone Wali Hai vah To equity and hone se pahle ya maar Jhankar traders Ko Mil Jata Hai status a situation Mein Kuchh trades ko close kar lete hain aur margin kal aane ke bad bhi account ko Bass hone se Kisi had Tak bacha lete hain aur kuchh status Jisne overtrading ki hoti hai aur big loot ke sath trades open ki Hoti Hai To is condition Mein status ke account Vashi ho sakta hai margin kal se bache bhi Ham sakte hain Agar Ham race ko manage karne mein Kamyab Ho Jaaye to trading margin aasani se khatm nahin Ho sakega
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

                  bhaijaan aapane apni post Mein Jo Bhi information share ki hai main aapki post se bilkul aagrah karta hun Agar ham log Is Tarah Se Kam Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham log forex market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Jiska Ham logon ko hi fayda hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                    jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?<br />forex mai jab hum karty howe koi mistake kar dety hain to hamy market ke taraf sy aik call aa jate hain is call mai hamy loss ky bary mai aga kiya jata hain is call ky any ky bad 100% chance hoty hain ky hamara account banned ho jy hamy margin call sy bachna ho ga hamy apne har aik cote bare mistakes ko find out kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex jasa koi or business nahi hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain forex aik wasee busienss hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    Ji bhai jan ap nay jo bat ki hay es main ap margin call kay meaning thek taran say nahi likh sakay asal main margin call ki definition kuch yoon hay.
                    Margin Call
                    Jab koi aik trade ya ziada trades loss main chali jain aor loss mojoda Equity kay brabar yehni equal ho jay to woh tamam trades ya aik trade automatically close ho jay gi aor ap ka account balance zero ya negative yahni manfi ho jay ga aor es taran ap ko trading say bahir kar dia jay ga. Aam tor par margin call tab aati hay jab ap ka provide karda magin zero ho jata hay to system automatically ap ki trade close kar kay ap ko trading say out kar daita hay. New traders aam tor par es condition main pareshan ho jatay hain kun k un ko margin call ka knowledge nahi hota. Margin call har broker ki different hoti hay kuch brokers 100% Equity kay equal yehni jab tak yeh zero na ho jay margin call nahi aati jab k kuch brokers 50% ya 80% par margin call day daitay hain es condition main ap ka account balance zero nahi hota. Margin call Forex trading sab say ziada loss able yehni nuqsan deh cheez hay darj zail chand aik charts margin call ko understand karnay kay liay hain
                    Click image for larger version

Name:	margin-call-level-diagram1.png
Views:	12
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12323089Click image for larger version

Name:	00d56e25-121e-44a5-9ff2-3268bdb002f9.png
Views:	1
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12323090Click image for larger version

Name:	margincall.png
Views:	1
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12323091
                    lehaza trader ko margin call say bachna chahiay aor trade open karnay kay bad market ki movement pay nazar rakhni chahiay aor loss ki wajah say account ko wash honay say bachanay kay liay stop loss ko zaror set karna chahiay ta k ap big loss say bach sakain.
                    منسلک شدہ فائلیں
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

                      Margin call

                      Trading Margin ko ham trading account ka important part samaj sakty hey jo key hamari trading me important role play kar sakta hay, margin call ko samjny se pehly trading margin key bary me maloom hona zarori hay, free margin jab be trading me khatam hota hay to margin call broker ki taraf se traders ko alert karny key ley terminal chart me hi call alert deta hay jes ko margin call kehty hey ye trading margin end hony ka call hota hay, trading margin loan ko kehty hey jo leverage aur investment key base par traders ko dia jata hay loss hony ki surat me ye margin khatam ho sakta hay aur es key bad margin call ana start ho jata hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                        forex mai jab hum karty howe koi mistake kar dety hain to hamy market ke taraf sy aik call aa jate hain is call mai hamy loss ky bary mai aga kiya jata hain is call ky any ky bad 100% chance hoty hain ky hamara account banned ho jy hamy margin call sy bachna ho ga hamy apne har aik cote bare mistakes ko find out kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex jasa koi or business nahi hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain forex aik wasee busienss hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main margin call sy bachna ha to proper money management or risk management k sath trading karny gy to ap ko margin call ni aay ge margin call tab aati ha jab ap ziada trade open karty Han ya bari lots use karty han or wo loss main chali jati ha or is tahra margin negative main jata ha or aik time ata ha jis sy bari trade auto pe close ho jati Han margin ki waja sy is sy humy both ziada loss ho jata ha is ley humy chae margin call sy bachny or proper money management or risk management k sath trading karny ta k ap ko margin call na aay or ap easily trading kar saken or ache earning kar saken
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

                          Dear ap ny both acha question kea ha forex trading main jab ap apny account sy bari trade lagaty han to ap ka free margin khatam hota ha to us k bad margin negative main chalta jata ha jab margin both negative main chala jata ha ap k account balance k 75 % loss punch jay ya is sy bi ziada ho jata ha to margin call ki waja sy ap ki bari trade auto pe loss main close ho jati ha jis sy ap ko both ziada loss ho jata ha is ley dear humy proper money management or risk management k sath trading karny ta k ap ko ziada loss na ho or ap ko ziada sy ziada fayda ho
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

                            Forex trading business ki jaha aur bohat si khoobsart chezain hain jinn say traders ko bohat faiday hotay hain. Margin call trading account kay balance kay related hoti hai. Jab account ki summary daikhay ya mt4 pay neechay summary baar ko check karey tou waha account balance, profit/loss,equity ,margin aur free margin show hotay hain. margin aur free margin account ki equity ya blance ko aik percentage mai taqseem ker kay show hota hai. Jab trader trade open kertay hain tou jitna balance use hota hai trade kay spread mai tou ye free margin ko kamm kerta hai, agar trade loss mai jaey tou mazeed free margin kamm ho jata hai. Ziada trades open hoo,lot size ziada ho aur agar loss ho raha ho tou jab free margin end hojata hai tab margin call ajaati hai kay aap ka balance finish ho raha hai.Issay margin call kehtay hain. Uss waqt aisi trades jin ka bilkul bhi chance nahi ho profit mai anay ka unhain close ker kay account wash honay say bachnay ka aik chance lia jaa sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : margin call ky bary mai kuch knowledge ?

                              Mere pyare French trading members assalamu alaikum Arjun call aapko tab aati hai jab aapko kaun was hone wala hota hai members margin call se bachne ke liye aapko market mein training management tragedy KP Deni hogi frustrating jo bhi member stop plus ko unko na ek din marjane kal ka samna karna pad sakta hai scalping trading mein aksar mention member bahut badi trade laga dete Hain jiski vajah se unka margin Kala jaati hai kyunki agar aapke pass leverage 1.5 hi aur Vivek daal do kilo laga do to Tum aaj kal aayegi aur 190 per aapka account watch ho jaega dear forex trading member aapka bonus mein trading treasury change karni chahie aur apni professional habit for development Karen emotional control hasil Karen aur apne account ko maintain rakhen aur experience se kam Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X