jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain
    forex mai kuch traders lalchi banty hain to clever ban ky jald baze mai kam karty hain or inhy siraf loss hota hain hamy loss ko katem karna hain to hamy pahly apny ap ko qabo mai rahkna ho ga hamy jald baze ko avoid karna ho ga pher he hum los ko katem kar saky gy hamy acha knowledge or experience hasial kar ky aik time table bana kar market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum learning ky sat ache earning be gain kar sakty hain forex mai har tarha ky log kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

    yes,dear yeh aik hakeekat hay jin main main khud bhi shamil hota raha hoon maine bhi hamesha yahi samjh tha k main khud markeet say ziada clever hoon kabhi kbhi maine aisi trades ko execute kia jo retracemnt say pehlay he jin main maine entery li laikin huva yoon k mujhay bahut barray barray loses ka smana krna paraa is liye hamko jo bhi knowledge provides kia jaye hamkoo usi hisaab say makreet main kam krna chaye agar kisi haftay main hamko koi trades nai milty hay to ham kisi bhi trades k liye markeet main biklu bhi in na hoon q k agar ham tukkay aur overclever say kaam laingay to ham say haamra knowledge bhi zaya hota jayega aur ham khud bhi lose main enter hotay jayengay is liye better yahi hay k ham markeet ko sab say pehlay analsis karain agar hamara knowledge aur experience hamko is baat ki ijazat day tab he hamko makreet main kaam krna chaye aur agar ham aisa nai ke skatay hain to hamko har wakt lose liye tayar rehna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

      Agar trading me over confidence key sath work kia jaye to traders clever ho kar trading ki waja se hi jald bazi se kam lety hey esy traders trading jes teezi key sath karny ki koshish karty hey un ko loss be es se be teezi key sath ho jata hay, trading karty time traders ka confident hona to zarori to hota hi hay magar etna be confidence me nahi hona chaye key traders ye mind me raky key market ki movement us ko loss nahi de sakti hay, traders jetna zeyda profit hi kinu na hasil kar ley us ko apna confidence level ko maintain rakna ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

        Forex trading business me traders ko clever banny ki koshish nahi karni chaye Forex market bilkul be kesi ko clever banny nahi deta hay esy traders ko hi bahot zeyda loss ho sakta hay, market ko na to easy samjna chaye aur na hi zeyda khud ko clever samaj kar trading karni chaye, agar ham esa karty hey to market analysis karny ko ham zeyda importance nahi den gey aur risky trading par hi ham depend karen gey esi trading ko bahot zeyda dangerous samji jati hay, traders ko experience key sath aur confidence key sath trading karni chaye ta key un ko trading me kam se kam loss ho saky.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

          Forex trading business mein knewledge aur experience hy tu phr bhi loss ho jata hy tu is ki sab se bari waja hoti hy k jald bazi mein trading karna emotional ho kar trading karna aur greed karna kiok forex trading business mein agr hum jald bazi mein trading kartay han tu jald bazi mein hum market ko nhi dekh saktay aur Jo knewledge aur experience hota hy us ka koi faida nhi hota aur jald bazi mein analysis k baghair hi trade open kartay han tu is se loss hi hota hy aur forex trading business mein greed bhi nhi karna cahaiye kiok greed se jtna ziada loss hota hy aur kise waja se nhi hota aur trading emotional ho kar nhi karni cahaiye kiok emotional ho kar trade open kartay han tu koi mistake ho sakti hy js se loss ho sakta hy forex trading business mein knewledge aur experience hasil karain aur jald bazi se greed se aur emotions se bach kar trading karain gay tu hi faida ho ga aur hum forex trading business mein kaamyaab ho saktay han
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

            Ji han aapki baat bilkul theek hai Kuchh Jyada Nahin bol ke jyadatar trader jaldbaji Mein apne aap ko Balak samajhkar Forex trading main jaldbaji kar lete hain lekin Acetate Hamesha nakam Hustle karte hain Kyunki Forex trading Koi local business Nahin Hai yah Ek International aur best business hai isliye ismein kabhi bhi Dhokha nahin kiya Ja sakta agar aap yah sochkar Forex trading Karen ki aap Forex ko change kar sakte hain To Aisa kabhi bhi possible Nahin Hai Kyunki Forex trading 1 worldwide business hai isliye ismein Achcha experience Hoga tabhi aapas Mein kamyabi Hasil kar sakte hain per apni life ko change kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

              G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k agar hum ais market mai trading karty hai to hum ko ais market mai trade karny k liay hum agar ais market mai aram se kaam kary gay to ais market mai se slow slow profit bana sakty hai magar hum ko ais market mai mehnat karni parti hai aus k baad hi hum ko ais market mai mehnat karni chaye magar jo trader ais market mai jald bazi karty hai aor ais market mai lot bari use karty hai to wo ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum ais market mai money management k hisab se kaam kary gay to hum ko ais market mai acha balance kama sakty hai magar ais mai hum ko ye dekhna hai k hum ais market mai trade soch samjh k karni chaye tab hi hum ko ais market mai kamyabi ho sakti hai.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

                foreign exchange mai kuch investors lalchi banty hain to clever ban ky jald baze mai kam karty hain or inhy siraf loss hota hain hamy loss ko katem karna hain to hamy pahly apny ap ko qabo mai rahkna ho ga hamy jald baze ko keep away from karna ho ga pher he hum los ko katem kar saky gy hamy acha understanding or revel in hasial kar ky aik time desk bana kar marketplace ky policies ko follow kar ky marketplace ky up down ko dahk kar kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha commercial enterprise hain hum studying ky sat ache earning be advantage kar sakty hain foreign exchange mai har tarha ky log kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager mastering ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

                  ji mere Bhai aapane bilkul theek kaha ismein kuchh trader aise hote Hain Jo Koi jaldbaji mein kahan rehte hain lalach mein a jaate Hain vah khud ko bahut achcha aur smart samajhte hain aur ismein vah khud ko over intelligent Ban jaate Hain jiski vajah se belong karte hain isiliye hamen ismein apna experience game karna chahie ismein jaldbaji nahin karni chahie balki Ham iski market mein aane se pahle iske bare mein jyada se jyada experience experience hasil Karen is mein mehnat Karen aur jyada se jyada time spend Karen itna jyada Ham ismein transparent karenge utna hi Mara knowledge behtar hoga ismein diamond kaun per kam Karen Taki Ham ek achcha profit hasil kar sake aur ismein successful ho sake isiliye hamen over smart nahin karni chahie aur ismein jaldbaji nahin karni chahie motions aur nahin karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

                    Forex trading business mai jab new traders trading shuru kertyay hain tou shuru shuru mai wo yeh smajhtay hain kay shayad forex bohat ziada earning khud ba khud he day daita hai. Iss mai ghalti bhi nahi hoti aur ye loss bhi nahi daita hai. Forex traders ko yeh baat samajh laini chaiye kay forex bhi aik business hai aur her business ki tarah iss mai bhi loss aur profit dono shamil hotay hain. jab traders ko loss hona shuru hota hai tab unhain samajh aati hai kay forex trading business mai clever ho kay pehlay learning aur seekhna zaroori hai uss kay baad earning hona shuru hoti hai.

                    Forex trading mai clever wohi hai jo achi learning aur knowledge plus demo ki practice lay kay start kerta hai. Jo traders direct bohat ziada profit kay laalach mai forex mai kaam shuru ker laitay hain wo asal mai over clever hotay hain aur issi wajah say shuru shuru mai big loss ker laitay hain phir uss loss ko recover kertay rehtay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

                      Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex aik difficult or risky business hy is liay is m hamy ahtiyat sy chlna prta hy hamy jaldbazi sy dor rahna prta hy aksar traders apny over confidence ki wja sy lalich m a jaty han wo smjty han k hamy loss ni ho ga ham sirf or sirf profit hi hasil karan gy or bot jaldi ameer ban jain gy jb k asa ni hota forex lalichi traders ko hmasha loss hi frahm krta hy hamy apny emotions py qabo pa kr achi trading krni chaiy hamy agr forex m successful hona hy to hamy lalich sy Bach kr or acha knowledge or experience hasil kar k trading krni chaiy forex aik profitable business hy is m ham apny boss khud hoty han is liay ham koi b acha sa timetable bna kr apni marzi sy kam kr skty han
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

                        Ji bhai jan ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main ziada tar wohi traders clever bantay hain jo uncompleted learning kay sath trading start kartay hain aor lack knowledge rakhtay hain aor na hi un kay pas koi ziada experience hota hay aisay log yehni traders ziada tar greedy I mean lalachi hotay hain hain un ka asal maqsad trading main kamyab ho kar apna future bright karna nahi hota bal k un ka asal maqsad paisa kamana hay aor bohar jald ameer banana hay esi wajah say woh na to thek taran say Forex ka knowledge hasil kartay hain aor na hi complete learning kartay hain es uncompleted learning kay bad woh without demo practice kay hi real trading account main trading start kar daiitay hain kun k woh khud ko aik expert trader samjhtay hain aor hoshiar bantay hain jab k woh esi over confidence and clever ki wajah say first trade main hi big lot size jaisi kai big mistakes kar jatay hain jen say un ki trade kharab ho jati hay aor loss main chali jati hay baz dafa to aisay traders ka big loss ki wajah say account bhi wash ho jata hay lehaza aisi soorat-e-hal say bachna chahiay aor soch samajh kar trading karni chahiay aor poori taran Forex learning kar kay demo pay achi practice kay sath hi trading start karni chahiay ta k Forex main success hasil ho sakay aor achi earning ho sakay ziada big profit kay lalach say behtar hay k laga tar small profit hasil kar kay Forex trading main kamyab howa jay.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

                          Dear friend forex trading both ziada learning or practice mangti ha jab tak hum log ziada mehnat ni karny gy to hum kamyab ni ho sakty han is ley humy maximum learning or practice karny gy to humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil ho ga jis sy hum ache trading kar sakeny gy is ley hum short cut ko chor k knowledge or experience pe tawaja dani ho ge ta k hum kamyab hon
                          Forex trading main humy juldbazi kabi bi ni karni chae ha lalich or emotions ko bi control kar k trading karni chae ha jab bi hum log juldbazi emotions or lalich k sath trading karty han to humy ziada sy ziada loss k chance hoty han is ley humy in sy bachena chae ha proper knowledge or experience pe trading karni chae han
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : kuch traders zada clever ban ky jald baze mai kam karty hain

                            Jadbazi to zindagi mein kisi bhi kam mein karna galat hoti hai, Forex trading mein to buhat ziyada trader besabri ki wajha se hi nuksan utha lete hai, hume hamesha trade lagane ke liye achi point ka wait karna chahiye take hamari trade acha profit bana sake qk jadbazi mein aksar hum galat jagha pe trade open kar lete hai phr bhaly market hamari trade ki direction mein hi jati hai phr bhi hume nuksan uthana parta hai qk humne trade galat point pe open karli hoti hai, is liye jadbazi se kam nhi lena chahiye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X