kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?
    dear yahan pak forum main main apko ap beety batana chaunga agay faisla aap log kr dain,dear maine 2014 main aik bahut he kabil teacher say learning ki request ki us nay mujhay jitna ho saka acha guide kia laikin ab maira sawal yeh hay k aaj tak mujhay forex amrkeet main koi khaas achi pakkar nai ho pai hay main aap sab say yeh poochan chaunga k is main ziada tar mairy he mistakes hain jinki wajha say main aaj tak success nai huva hoon achi earning k kabil nai huva hoon ya is main mairay teacher bhi wrong ho saktay hain k unhone mujhay knowledge he fake dia ho jiski wajha say mujhay itna arasa makreet main guzarnay k baad bhi is kabil kabil main nai huva k achi earning kr sakoon markeet ko achay tareekay say samjh sakoon iska kia reason ho sakta hay ya itna arasa guzar jany k baad ab mujhay konsa deceioun laina sab say ziada better hay jis say mairy waist time bhi mujhay wapsi mil jaye aur main earning k bhi kabil ban jaun?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
    kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?<br />dear yahan pak forum main main apko ap beety batana chaunga agay faisla aap log kr dain,dear maine 2014 main aik bahut he kabil teacher say learning ki request ki us nay mujhay jitna ho saka acha guide kia laikin ab maira sawal yeh hay k aaj tak mujhay forex amrkeet main koi khaas achi pakkar nai ho pai hay main aap sab say yeh poochan chaunga k is main ziada tar mairy he mistakes hain jinki wajha say main aaj tak success nai huva hoon achi earning k kabil nai huva hoon ya is main mairay teacher bhi wrong ho saktay hain k unhone mujhay knowledge he fake dia ho jiski wajha say mujhay itna arasa makreet main guzarnay k baad bhi is kabil kabil main nai huva k achi earning kr sakoon markeet ko achay tareekay say samjh sakoon iska kia reason ho sakta hay ya itna arasa guzar jany k baad ab mujhay konsa deceioun laina sab say ziada better hay jis say mairy waist time bhi mujhay wapsi mil jaye aur main earning k bhi kabil ban jaun?
    Ap nay bil kul thek bat ki hay aor acha sawal kia hay dar asal agar hamara Forex kay baray main knowledge acha hay to haman yeh bhi maloom ho jay ga k kia hamari learning bhi achi aor complete hay kia hamaray pas experience bhi hay is kay liay hamain khud ka analysis karna paray ga aor apnay andar mistakes ko find karna paray ga aor woh tamam reasons talash karni paray gi jin ki wajah say loss ho jata hay ya achi earning nahi ho rahi agar to hamain khud main mistakes ya loss honay ki reasons mil jati hain to haman un ko remove karna chahiay to yaqeenan kamyabi ho gi. Jab k teacher kay baray main aisi soch rakhna thora mushkil ho ga k woh wrong hain han aj kal jis taran aksar dekhnay main ayia hay k Forex ka kuch knowledge nahi hay aor Forex academy khol rakhi hay aor bari bari fees lay kar just time pas kartay hain aor Forex ka koi khas knowledge deliver nahi kartay ya phir jan boojh kar Forex kay baray main nahi batay is condition main to man saktay hain k teacher bhi wrong ho sakta hay lakin agar aik expert Forex teacher ap ko live Forex trading sekhata hay to woh kabhi bhi wrong nahi ho sakta kun k woh ap ko apnay real account main trading kar kay dekhata hay aor sath sath sekhata bhi hay jis say ap ki learning bhi ho jati hay aor sath sath ap ko Forex trading ka experience bhi hasil ho jata hay leahaza mara ap ko mashwara hay k ap kisi expert trader say live trading sekhain thanks.
    • #3 Collapse

      Re: kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?

      Dear ye expert teacher par hi depend karta hay key wo market key bary me ketna knowledge rakta hay aur us ki market analysis karny ka experience ketna hay aur us ki trading style kia hay aur es bat par be depend karta hay key wo ketni good strategies ko use karny ki koshish karta hay, sab se pehly app ko ye dekna chaye key app jes ko expert teacher samjty ho wo expert hay be ya nahi, app us ki trading history se ya us key Forex se related knowledge se andaza laga sakty ho, agar wo expert teacher hay to market ko samjny me wo per be ghalti kar sakta hay magar long term market analysis karny wo kabi be ghalti nahi kary ga es ki waja us ka fundamental analysis ka experience hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?

        g han Forex expert teacher market ko samjny me ghalti kar sakty hey aur un ko loss be zaror ho sakta hay magar esy traders jo key expert aur professional hoty hey en se market key technical aur fundamental analysis me kesi kisam ki koi ghalti nahi ho sakti hay, Market ko samjny me ghalti karny wala trader apni ghaltiu se learning kar sakta hay aur expert traders esy hi ham be ban sakty hey, successful traders wo hoty hey jo market ko understand karny aur market ko analysis karny me ghalti nahi karty, ye bilkul be possible nahi hay key traders ko loss na ho market ko expert traders be kabi kabar nahi samaj paty es me traders ka koi kasoor nahi hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?

          Dear ais market mai agar dekha jaye to hum ko ais market mai ye confirm ni pata hota k market kaha ja sakti hai agar hum ais market mai dekhy to hum ko ais market mai kisi par bhi blind yaqeen ni karna chaye kun k hum jo bhi pattern dekh rahy hoty hai aun par hum agar trade kary to hum ko ais market mai trade karny k liay market ko dekhna hota hai ais market mai teacher bhi ghalt ho sakty hai kun k ais market mai hum ne agar kamyab hona hai to hum ko ais market mai achy se kaam sekh k kaam karna hai to hum ko ais market mai soch samjh k trade karni chaye agar hum ais market mai apni trading strategy k hisab se kaam kary gay to hum ko ais market mai faida ho ga kun k ais market mai loss bhi hota hai aor profit bhi hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?

            teachers kam karny ka acha experience rahkty hain or kam kar ky acha bonus earn karty hain juniors sy kam karty howe koi na koi mistake to ho jate hain forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex mai talib ilam be kam kar sakty hain hum is mai out of cost accunt bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet sy kam kary gy to hamy ache earning mily ge forex aik wasee business hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik international business hain is ma studnents or house wife's be kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?

              Computer per ise Se Koi Jyada difference Nahin Hota Jaise computer traders ko trading karna Aasan Lage unko vaise hi trading Karni chahie main to Forex trading Mein Ek Saal se kam kar raha hun aur main Hamesha trading mobile per hi Ki Hai Mujhe mobile pet reading karna bahut Aasan lagta hai Kyunki is pay market ke Chahat ko aasani se Samjha Ja sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?

                forex aik acha busienss hain is mai teacher wrong nahi hoty hain hamy learning ko best bana kar teachers ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum agy bar saky gy forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai part time be kam kar skaty hain hum is mai full tim be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?

                  Ji Bhai Jaan aapane bilkul theek baat ki hai Hamare technical analysis be wrong ho sakte hain isliye Ham Sab Logon Ko Apne technical analysis Ko Agar theek karna hai to iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi jitni Jyada ham log hardworking Karenge itna hi jyada Ham Logon Ko iska fayda hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?

                    Dear aisa darust nahi hota kay teachers wrong hoo ya teacher 100% sahi bata sakey. Business seekhnay mai aur text books parhnay mai bohat faraq hai. Business kay teachers jab sikhatay hain tou woh uss waqt kay halaat aur situarion kay mutabiq bilkul sahi sikhatay hain. Teachers her waqt her cheez sikha bhi nahi saktay hain. Agar aik teacher hamain 10 batey sikhata hai tou humain bhi 2 cheezain khud seekhnay ki koshish kerni chaiye. Jaisay school college mai teachers parhatay hain yaad students khud kertay hain aur exams khud daitay hain unki jagah teachers nai daitay issi tarah agar forex mai teacher nay sikhaya hai tou uss ka shukriya ada karain na kay 5 saal baad usay ghalt kehnay ki koshish karain. Humain apni khaamiyaa bhi daikhni chaiye aur unhain door kernay kay liye koshish zaroor kerni chaiye
                    • #11 Collapse

                      Re: kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?

                      Ji han aapane bilkul theek tohar forex ek aisa business hai jismein hamen loss bhi ho sakta hai profit per ismein market kabhi apni jaati hai aur kabhi down isme hamen jitna Dada Express hoga utna hi achcha hamen respons milega itna achcha Ham profitable kar sakenge ismein teachers bhi rahoon ga sakte hain kyunki unko bhi jyada market ke bare mein yah nahin pata tha ki aaj market down ho gayi ya upar aaegi isiliye hamen apne experience ke sath kam karna chahie sirf unko itna Bata deta hai vah andaza laga sakte hain ki ek ped kis side kalgejje kyunki ismein Ham currency per trade karte Hain tu currency kabhi up and down hoti rahti hai jiska kisi ko nahin pata hota hai isliye ismein jitna jyada experience hoga utna hi Street kar sakte hain aapane bilkul theek kaha ismein teacher se bhi wrong ho sakte hain aur hamen loss bhi ho sakta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: kia hamaray teachers bhi wrong ho saktay hain forex mrkeet k baray main?

                        Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex ko agr ap ny sekhna hy to khud sekhan ye zyada bahtr ho ga ap ko chaiy k forex ko phly achi tra jan lan learn kr lan phr forex k mutaliq different ways sy knowledge hasil karan jis m sy sb sy acha treqa pak forum m posts krny ka hy ham posts kr k b knowledge hasil kr skty han or sirf posts ko study kr k b acha knowledge hasil kr skty han phr hamy achy experience ki b zrort hoti hy jo k ham demo account bna kr us sy hasil kr skty han hamy km az km b aik sal tk practice karni chaiy forex aik profitable business hy is m agr hamy loss hoa hy to hmari apni mistakes ki wja sy hota hy is m teacher ka ya market ka koi qsor ni hota hamy apni mistakes ko dakhna chaiy or un sy sekhna chaiy ta k hamy loss na ho or ham successfull trader ban skan

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X