kia markeet main support and resistance change hotay rehtay hain ya nai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia markeet main support and resistance change hotay rehtay hain ya nai?
    dear for example ham markeet main baghair knowledge k aur tukkay say kaam krnay say success ya achi earning chahtay hain to hamko tukka bhi aisa lagana chaye jo markeet k knowledge say kuch milta julta ho isi tarha say maira yeh sawal hay k kia forex amrkeet main support and resistance levels change hotay rehtay hain ya yeh unhe levels pay reject hoti rehty hay agar yeh unhe levels say rejections laity rehty hay to hamko unhe levels pay aik permanent lines laga laini chaye jo hamko baar baar rejections ki yaad dehani krwaty rahayge kia yeh baat theek hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia markeet main support and resistance change hotay rehtay hain ya nai?

    Dear aap ki baat theek hai forex market mein kaam kerna bahut mushkil bhi hai aur iss ko samajhna bhi aur agar hum forex mein mehnat sae kaam kertay hain tou hum forex ko apni mehnat sae aasaan bana detay hain aur aap nay baat ki hai kay support aur resistance level change hotay hain kay nahin tou dear market mein support level ya resistance level aik tou kabhi bhi nahin hota agar aap market ko ghaur sae analyze kerain gay tou aap ko pata chalay ga kay market agar ouper jatay huay kisi point per rukti hai aur phir wahan sae neechay ati hai tou woh uss ki resistance hai aur phir dobara ouper jatay huay market ussi point per rukay gi aur kuch dae ruknay kay baad agaar market uss point ko cross kerti hai tou woh resistance market break ker chuki hai aur ab resistance level change ho gaya hai aur market mein agla resistance level dekhnay kay lye aap market ki purrani movement mein uss ki next resistance dekh saktay hain aur issi tarah support kay sath bhi hota hai tou market mein support aur resistance level change hotay rehtay hain
    • #3 Collapse

      Re: kia markeet main support and resistance change hotay rehtay hain ya nai?

      G han bilkul market me time key sath support and resistance levels me be changing ati rehti hay, koi be support and resistance level same position par nahi reh sakta hay, technical base par agar market me prices high aur low correction karti hey to market ka support and resistance level be chage hota hay, different time frame me be agar app support and resistance levels ko deko gey to es me be app ko changing ka pata chal sakta hay esi se andaza lagya ja sakta hay key agar different time frames me market key support and resistance level me difference hay to time guzarny key sath me changing ka ana be yakeeni hay.
      • #4 Collapse

        Re: kia markeet main support and resistance change hotay rehtay hain ya nai?

        Dear ais market mai support aor resistance level change ni hoty magar ain mai zone bana hota hai jis par hum trade kar sakty hai kun k ap ne agar dekha ho to ais market mai ap k pass kabi market thora phly wapis aa jati hai aor kabi thora late wapis aati hai ais liay hum ko agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai resistance aor support par kaam karna ho to hum ko ais mai ye dekhna hai to hum ko ais mai bary time frame par resisatnce aor support level draw karny chaye agar hum ais mai dekhy to hum ko ais mai jab bhi trade karni ho to sirf ain levels par lagani chaye kun k market ain major levels ki bahot hi zayda respect karni hai aor hum asani se ais mai profit bana sakty hain magar ais k liay entry achi honi chaye.
        • #5 Collapse

          Re: kia markeet main support and resistance change hotay rehtay hain ya nai?

          G han market price agar time key sath change ho jati hey to market ka support and resistance level be time to time change hoty rehty hey, market ka support and resistance level market price ki movement key base par calculation key hisab se hi change hoty hey agar market price me ko big movement na ho jaye to without any reason key kabi be market ka support level ya resistance level change nahi ho sakta hay, ye level proper calculation key base par hi work kartty hey, hamari koshish honi chaye key ham es calculation ko samjy aur without indicator use key esy level ko self base par define be karen.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: kia markeet main support and resistance change hotay rehtay hain ya nai?

            g bhai forex main market main support aur resistance level change hoty rethy hain aur ye time frame k hisab say change hoty hain ager ap chotty time frame pay kam karty hain tu yeh bohut ziada dafa change hoty hain aur new level pay banty hain wohi ager ap big time frame main chek karty hain tu big tiem frame main ye ziada tar kam he change hoty hain es lea ap ko try karni chahea k ap big time frame main reh kar kam karain ta k ap ko support aur resistance ko bar bar pridict nahi karna pary ga ap k pehly sy he lgy houn gay jiss say ap asani k sath trade dhond kar ya breakout hony par trade kar sakty hain aur ap ko es bat ka bhi knowledge hona chaheay k jitna time frame big ho ga utna he ap ka support aur resistance level satrobng ho ga aur oss main utna he risk kam ho ga es lea app ko big time frame main he kam karna chaheay phir he ap success ziada ho sakty hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X