Real r demo account main kia farq hy???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Real r demo account main kia farq hy???
    Assalamualaikum dear friends AP main Sy khuch log Jo k new members Hain un ko batana chahun ga k demo r real account main kia farq hy. Dosto demo account Sy practice k liy dummy cruncy use hoti Hy r is traha Jo profit Hasil hota Hy wo b dummy hota hy r withdrawable ni hota. Real account main real money hoti Hy r Jo profit r loss hota Hy wo b real hota Hy. R profit withdrawable hota Hy.
    🌼 Never Give Up 🌼
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Real r demo account main kia farq hy???

    Dear Real trading account aur demo trading account me difference ye hota hay key demo account new traders key ley develop kia gia hay jes me trading ki learning aur practical trading practice ki jati hay aur es me majood currency real nahi hoti aur na hi bonus hota hay ye be demo money hi hoti hay, jab key real trading account me investment ki jati hay aur traders profit be earn es account me kar sakty hey, real trading account ko ham demo trading account se compare nahi kar sakty hey demo trading account ka be faida hota hay aur new trader ko demo trading ka experience hasil karna zarori hota hay aur real money invest karny key ley real/live trading account ka hona be zarori hay.
    • #3 Collapse

      Re: Real r demo account main kia farq hy???

      Real aur demo trading account me difference

      Demo account me trading ka maqsad trading expernice hasil karna aur tools key sath strategies ki learning ko asaan karny key ley use kia jata hay jes me currency bilkul be real nahi hoti hay es currency ko ham dummy currency be keh sakty hey, jab key real aur live trading account me ham apni real money hi deposit kar sakty hey jes key base par ham profit earn karny key qabil ho sakta hay, real trading account ki Forex market aur demo trading practice Forex ki market me koi difference nahi hota, Market ki movement same hi hoti hay magar accounts key types change hoty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Real r demo account main kia farq hy???

        Forex mein him mein sae zayada ter traders meta trader 4 mein trading kertay hain aur yeh aap hum play store sae download ker kay uss ko apnay insta kay account kay sath attach kertay hain tou uss waqt ail demo account ka option bhi ata hai tou hum demo account bhi open kertay jain aur real account bhi
        Demo account mein humain 5000 dollar ka bonus milta hai jis ko hum withdraw nahin ker saktay uss ko hum sirf practice kay lye use kertay hain aur uss sae honay walay profit ko bhi withdraw nahin ker saktay demo mein hum real market mein practice kertay hain iss mein hum apni koi strategy bhi test ker saktay hain aur agar hum nay kisi curremcy pair mein practice kerni ho tou hum woh bhi ker saktay hain aur iss sae humara trading experiance increase hota hai aur hum trading seekh bhi saktay hain iss lye new members ko tou demo account mein zaroor kaam kerna chahyea aur apni trading ko strong banana chahyea
        Real account mein humaray koi bonus aur koi investment nahin hoti uss kay lye hum pahele forum per kaam kertay hain aur uss sae bonus hasil kertay hain jo kay her maheenay humaray insta account mein aa jata hai aur phir yeh meta trader 4 mein bhi humaray real account mein jama ho jata hai jis sae hum real trading ker saktay hain aur uss sae profit bhi hasil kertay hain aur uss profit ko hum withdraw bhi ker saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Real r demo account main kia farq hy???

          Difference Between Demo & Real

          Forex business ko jab hum start kartey hein to us waqt hamare pas koi knowledge and experience nahin hota hey isliye agar hum Direct is mein real money invest kartey hein to hamen is mein loss ho jata hey aur phir hum forex se hamesha keliye afraid hojatey hein is wajha se jo bhi forex mein new atey hein unko start mein demo par hi work karwaya jata hey.

          Demo Account

          Forex business mein new logo keliye yeh opportunity hey keh woh is mein without Knowledge and experience ke is business mein Demo account par work kar saktey hain aur Demo account par newbies ko yeh faida hota he keh is mein unko jo bhi loss hota hey woh Real nahin hota hey jabkeh jo bhi rate chal raha hota hey woh Market ka actuall rate hi chal raha hota hey Just loss and profit real nahin hota hey.
          Demo account ko just newbiew hi join nahin kartey hein balkeh demo account par barey barey Professional traders bhi is work kartey hein aur apni strategies ko improve kartey hein aur new strategies ko bhi sab se pehle demo par hi Check kiya jata hey takeh agar us mein koi mistakes hon to woh improve kar saken.

          Real Account

          Jab aap forex business mein invesetment kartey hein to woh apka Real account ban jata hey us mein jo bhi profit ya loss hota hey woh Real hota hey aur Loss par apko Nuqsan hota hey aur Profit par aap us mein se jitna bhi profit nikalwana Chahe nikalwa saktey hein, isliye Real account thora dangerous hota hey aur us mein bohot hi Carefull trading karna parti hey against Demo account key.
          I HOpe keh apko mera jawab zaroor pasand aya hoga.

          SHUKRIYA
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Real r demo account main kia farq hy???

            Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading jis taran aik difficult business hay isi taran is ki learning bhi kuch mushkil hay jo aam admi kay bas ki bat nahi hay is kay liay bohat ziada mehnat ki zarorat hoti hay difficult honay ki wajah say aksar trader real account main direct trading start nahi kartay woh first of all demo ka use kartay hain Forex trading main basic do taran kay account use hotay hain aik demo account aor dosra real trading account.
            1: Demo account
            Forex trading kay liay taqreeban har trader kay liay Forex ki learning aor knowledge kay bad Forex ki practice bhi bohat zarori hoti hay is practice say trader ko experience hasil hota hay Forex trading ki practice kay liay demo account ko use kia jata hay demo account hamain Forex broker provide karta hay jis main tamam tools real trading ki hi taran kay hotay hain yehni jis tran real account main trading hoti hay usi taran demo main trading hoti hay demo main tamam trade farzi hoti hay aor jo investment hoti hay woh bhi farzi, profit and loss bhi farzi hotay hain demo account main na koi real deposit hota hay aor na hi koi real withdraw hota hay yeh siraf sekhnay, samjhnay aor practice kay liay hota hay is say traders practice hasil karkay real account main trading start kartay hain.
            2: Real trading account
            Real trading account bhi Forex broker hi traders ko real Forex trading kay liay provide karta hay jis main tamam ki tamam trade real hoti hay aor is main deposit and withdraw bhi real hota hay is main trading kay liay investment bhi real hi hoti hay is main trading say honay wala profit and loss dono real hi hotay hain aor profit ko withdraw bhi karwaia ja sakta hay is main demo account ki nisbat trading thori mushkil hoti hay real account main tab hi trade start karni chahiay jab ap ko yaqeen ho jay k ap nay demo account main Forex ki practice kar kay achi taran experience hasil kar lia hay.
            • #7 Collapse

              Re: Real r demo account main kia farq hy???

              Dear forex trading members Assalamualaikum
              Real account jis ma apko bonus mily ya ap self investment kro aor apko us py profit loss hota hai usko real account kaha jata hai real account bnany ky leay kch rules ko follow krna prta hai
              Apko apny trading account ma apna bio data dena hota hai scanned I'd card qor domicile ya driving licence dy ky verification krvana hoti hai so dear forum members real account apko Pakistan Forex forum sy attach krna hota hai phr apko Pakistan Forex forum sy monthly bonus dea jata hai as a reward jo ky ap monthly kam krty ho forum ma is leay dear members forex trading market ma apko demo account use krny ki zarorat is leay bpeshq ati hai keun ky yeh account trading business aik online software operating system hai jis ma apko interest sy knowledge aor experience ky sath kam krna hai lehaza apko demo account ma kam kr ky practice krni hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Real r demo account main kia farq hy???

                Dearagar ap ne dekha ho to real aor demo account mai market same hi hoti hai aor ais mai ap k pass jo balnce hota hai wo sirf real account mai asal hota hai kun k ais mai ap ko khud investment karni parti hai aor jo demo account hota hai aus mai ap ko investment ni karni parti aor aus mai ap k pass jo balance hota wo real ni hota kun k aus par agar ap ko profit ho ya loss ho wo ap ko ni milta ais market mai ap ne agar kaam sekhna hai to ap ko ais mai demo par kaam karna chaye aus se ap ko market ki samjh aa jati hai agar ap ais market mai rea account banaty hai to aus mai ap tab tak kaam ni kar sakty jab tak ap aus mai investment ni karty kun k ais market mai ap paisa lagye gay to ais mai kaam kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Real r demo account main kia farq hy???

                  real aur demo account main bahut zeyada fark hai
                  Dear forest forum palace Pakistan Forex forum mein app learning knowledge basic terminology market ki step by step guidance the jaati hai aapko Pakistan forex forum sy hasal karda learning ko demo practices ki zarurat hoti hai demo account ek perfect trading practice platform hai jisne aapko fake money per real trading server per practice ki opportunity di jaati hai aapko yah opportunity fully taur per avail karne chahie
                  Real account mein aapko bonus related program ke tahat certain rules and regulation ko follow karna hota hai aapko market mein complete management strategy ke sath work karna hota hai ismein aapko evil behaviour nahin karna chahie balki professional approach rakhni chahie stop loss take profit technical and fundamental analysis ke according trading strategy banakar workout karna chahiye
                  Acha kaam achy daam
                  • #10 Collapse

                    Re: Real r demo account main kia farq hy???

                    Ham Sab Logon Ko demo account per Jyada Se Jyada practis Karni chahie jitni Jyada ham log demo account per practis Karenge itna hi jyada Ham Logon Ko iska fayda Hoga aur ham log itna hi jyada is profit Hustle kar sakte hain demo account ka bahut hi jyada fayda Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Real r demo account main kia farq hy???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza Katti Khel پيغام ديکھيے
                      Assalamualaikum dear friends AP main Sy khuch log Jo k new members Hain un ko batana chahun ga k demo r real account main kia farq hy. Dosto demo account Sy practice k liy dummy cruncy use hoti Hy r is traha Jo profit Hasil hota Hy wo b dummy hota hy r withdrawable ni hota. Real account main real money hoti Hy r Jo profit r loss hota Hy wo b real hota Hy. R profit withdrawable hota Hy.
                      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main do tahra k account hoty han demo account or real account
                      Demo Account
                      Demo Account forex trading main learning k ley use hota ha same real account ki tahra hota ha same currency pairs ki movement hoti ha is main balance practice k ley dea jata ha or is jtna loss ho ya profit koi farq ni parta ha q k demo account sy hum log na withdraw la sakty han or na deposit karwa sakty han bas is sy hum sirf learning kar sakty han
                      Real Account
                      Real Account main same movement hoti ha real account main hum log khud deposit karty han or us pe trading karty han jab trading sy loss ho to humara loss ho ga or profit ho ga to wo hum easily withdraw karwa sakty han jab k demo account sy withdraw ni la sakty han srif yehe farq ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Real r demo account main kia farq hy???

                        Real trading account aur demo trading account mein Fark sirf emotions ka hai misal ke taur per jab ham demo trading account mein work kar rahe hote Hain to hamen loss ki tension nahin hoti jab ke real trading account mein aapke Loss ka matlab hai ki aapki real money lose ho rahi hai is vajah se a aap fear ka bhi shikar Ho jaate Hain aap confidence bhi loose kar jaate Hain aur emotion aap per Havi Ho jaate Hain jiski vajah se aap mazeed nuksan kar lete hain. Demo trading account mein sirf practice ki jaati hai Takiy aap ko trading tools , charts, and different strategy use karne ka pata chal jaaye. Dusri badi vajah yah hai ke demo trading account main capital zyada hota hai jab ke a real trading account mein aap ke pass less capital hota hai bare capital mein earn karne ke chances zyada hote Hain jab ke Less capital mein Loss ke chances zyada hote hain is liye jab aap trade karne lage to real trading account mein money management is lazmi khyal rakhen Takiy apko Koi Bara nuksan Na Ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Real r demo account main kia farq hy???

                          Real or demo account mein bahut zyada fark hai.
                          real account mein aapko trading karne ke liye investment ki zrurat parati hai. investment ke bagair aap trading nahin kar sakte aur us madad se aap Jo profit and loss kamta Hain woh aapko actual mein hota hai.
                          Jab ke demo account mein froex aapko experience Hasil karne ke liye ek platform provide karta hai jisne aapko investment ki zarurat Nahin Hoti aur wo aapko fake account dete Hain jiski madad se aap experience Hasil karte hain aur aapane experience ko bitar banate hain. pata karte Hain ki market mein kaise traha trade karni hai usmein jo aapko profit loss hota hai woh actual mein Nahin hota.
                          • #14 Collapse

                            Re: Real r demo account main kia farq hy???

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza Katti Khel پيغام ديکھيے
                            Assalamualaikum dear friends AP main Sy khuch log Jo k new members Hain un ko batana chahun ga k demo r real account main kia farq hy. Dosto demo account Sy practice k liy dummy cruncy use hoti Hy r is traha Jo profit Hasil hota Hy wo b dummy hota hy r withdrawable ni hota. Real account main real money hoti Hy r Jo profit r loss hota Hy wo b real hota Hy. R profit withdrawable hota Hy.
                            Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main demo account or real account main sirf aik he farq ha or wo ha withdraw means demo account sy hum profit withdraw ni karwa sakty han jab k real account main sy profit withdraw karwa sakty han baqi donu main same movement ho rehe han same indicators hoty han same chart hota ha or same movement hoti ha is ley humy proper training k ley demo account dea jata ha jis main same trading kar k hum forex trading ko seek sakty han or real account main same trading kar k hum log ziada sy ziada profit hasil kar sakty han demo account or real account main koi farq ni ha saway withdraw k donu main loss profit same hota ha movement same hoti ha jis ki waja sy humy maximum demo account sy learning karni chae han ta k hum ache earning kar sakeny or forex trading main kamyab ho sakeny
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Real r demo account main kia farq hy???

                              Forex trading business mai traders ko successful honay kay liye bohat say technical tareeka kaar ikhtiaar kernay partay hain jinn mai trading seekhnay kay mukhtalif tareekoo pay aboor haasil kerna hota hai. Instaforex nay bihat si aisi asaniaa traders kay liye paida ki hui hain jo traders ko forex seekhnay aur kernay mai help kerti hain. Pak forex forum pay forex ki learning aur knowledge gain kia Jata hai aur demo a count pay usay practically use kia Jata hai. Learning aur practices mill kay trading mai expert bana daiti hain.

                              Demo aur real trading account mai yehi faraq hota hai kay demo mai aik virtual ya currency kay balance say account banaya Jata hai jiss mai kaam ker kay trading sekhi jaati hai. Demo account mai trading terminal same MT4 he use kia Jata hai aur wo tamaaam tools Jo real account mai trading kay liye use hotay hain unhain bhi usintarahnuse kia Jata hai jaisay real account mai use hotay hain. Demo account sirf practice aur training kay liye hota hai aur ye real nahi hota hai. New traders ko demo pay minimum account balance wala account create kerna chaiye aur usay real ki Tarah he samajh kay kaam kerna chaiye iss Tarah bohat achi practice ho jaati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X