Jaiza: counter currency
No announcement yet.
X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #1 Collapse

Jaiza: counter currency
counter/quote currency

Forex trading currency exchange market hay jes me buying aur selling key options investors ko dey jaty hey, pair me 2 currencies hoti hey jo 1 buy ki jati hay aur 2nd currency selling hoti hey, 1 ko base currency ka name dia jata hay aur 2nd currency ko counter ya quote currency ka name dia jata hay, base currency ki price jo be ho ye selling price hoti hay agar ham sell orders place karty hey to base currency ki jo price available hoti hay hamy esi price par sell orders place kar sakty hey jab key counter currency buying price me available hoti hay buy orders agar app place karen gey to app ko counter currency ka rate dekna ho ga.
• InstaForex
• #2 Collapse

Re: Jaiza: counter currency

Currency oair ma do currencies hoti hain aor counter currency hamesha second currency ko kaha jata hai base currency wo hoti hai jis ko actually ap buy kr rahy ya sell kr rahy hoty ho lkn at a time two deals ho rahi hoti hain aik purchase del aor dosri sale deal kehlati hai forex trading ma knowledge aor experience ki bahot importance hai humen forex trading market ma expert bnna chye qor bawic knowledge ko khasosi tor py zehn naaheen kr lena chye Pakistan forex forum aik behtreen market ka school hai jaha py admission har waqat open rehta hai ap kisi bhi time yahan py enrollment ly skty ho aor apna bonus at the end of month hasil kr lety ho
Trading market ma pairs ko understand krna zaroori hai aor pair ki movement ka trend andaza lgana ahm hai apko bawic pta ho ga to ap acha analysis lr pao gay aor news fundamental aor technical aspects ko easily smjh sko gay.
Acha kaam achy daam
• #3 Collapse

Re: Jaiza: counter currency

اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
Jaiza: counter currency
counter/quote currency

Forex trading currency exchange market hay jes me buying aur selling key options investors ko dey jaty hey, pair me 2 currencies hoti hey jo 1 buy ki jati hay aur 2nd currency selling hoti hey, 1 ko base currency ka name dia jata hay aur 2nd currency ko counter ya quote currency ka name dia jata hay, base currency ki price jo be ho ye selling price hoti hay agar ham sell orders place karty hey to base currency ki jo price available hoti hay hamy esi price par sell orders place kar sakty hey jab key counter currency buying price me available hoti hay buy orders agar app place karen gey to app ko counter currency ka rate dekna ho ga.
Ji ap nay bohat hi achi bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon dar asal Forex trading kay liay Forex market main jo currency pairs buying and selling kay liay use hotay hain unmain do taran ki currencies shamil hoti hain aik ko base currency kehtay hain aor dosri ko counter ya quote kehtay hain.
1: Counter/Quote currency
Currency pair main jo currency hamaray pass mojod hoti hay aor jisay ham kisi other currency kay badlay main sell karna chahtay hain woh counter ya quote currency kehlati hay jo kay base currency ki buying prices pay sell hoti hay.
2: Base currency
Currency pair main jo currency ham buy karna chahtay hain aor jo hamaray pas mojod nahi hoti aor jo haman require hoti base currency kehlati hay base currency ki prices pay hi spreed aor profit loss ko count kia jata hay aor is ki price hi asal main quote currency ki selling price hoti hain.
• #4 Collapse

Re: Jaiza: counter currency

Counter Currency

Pairs me majood quote currency jo key secondary currency hoti hay es ko counter currency ka name dia jata hay, buying currency aur selling currency jo key two currencies par mushtamil hoty hey es ko define karny key ley buying currency ko counter ya quote currency ka name dia jata hay aur selling currency ko base currency kaha jata hay, counter currency aur base business ki information traders ko basic knowledge hasil karty time hi ho jana chaye, demo account me tools ko samjny key sath base currency aur quote currency ki information be hasil karna zarori hota hay.
• InstaForex
• #5 Collapse

Re: Jaiza: counter currency

Dear agar hum ne ais market mai trade karni hai to hum ko ais market mai kaam karny ka pata ho ais market mai dekhy to hum jis bhi pair par trade lagaty hai aor aus mai hum ko ye pata ho k hum ais mai kai buy aor sell kar rahy hai agar hum ais mai kisi bhi pair par trade lagaty hai to hum ko ais mai agar EURUSD par trade karni hai to hum ko ais market mai sell karna hai to ais ka matlab hai k hum jo EURO ko sell kar rahy hai to hum ko ais mai USD k badly hum EURO ko sell kar dety hai agar hum ais market mai ye soch samjh k kaam kary gay to hum ais market mai logic ko samjh sakty hai aor ais market mai profit bana sakty hai kun k ais market mai dekha jaye to hum ais market mai asani se profit bana sakty hai aor paisa kama sakty hain.

اب آن لائن

Working...
X