markeet ka har haftay retracemnt krna lazmi hota hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet ka har haftay retracemnt krna lazmi hota hay?
    dear maira aap sab say yeh sawal hay k agar ham sab k pass bahut he kam knowledge hay aur hamko forex markeet main kaam krna bhi lazmi hay to ham apnay knowledge ko use kiye baghair apnay friends say aisay sawal kr saktay hain jaisay k maine aap say yeh poocha hay k kia yeh lazmi hay k markeet main har ik pair ka haftay k start main retracemnt krna lazmi hay ya aisa kuch bhi makreet main lazmi nai hay yeh sirf apnay knowledge k hisaab say moove krty hay is baray main comments sat roshni daal dain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet ka har haftay retracemnt krna lazmi hota hay?

    g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex main kamyb trdaing k liye paka knowledge acha hona zarori hai or hum tab he achi trading kar skty hain or apny loss ko kam se kam kar skty hain jub hmara knowledge weak hota hai tab hmain loss hony k chances bhiz yda hoty hain or hmain kbhi bhi acha profot nahi mil skta hai es liye aghr tu hum sub cahty hain k achy se acha profot gain krna chahty hain tu hmain apni trading ki ability ko satrong krna hoga or hmai trdaing main hmara zayda focus hmari trading k liye market ko smjhna zarori hota hai jub hum market ko smjhny ki grip strong kar lety hain tu hmari trdaing bhi automatic achi ho jati hai
    • #3 Collapse

      Re: markeet ka har haftay retracemnt krna lazmi hota hay?

      Dear agar app ka knowledge aur experience kam be hay to app ko kesi aur par depend nahi karna chaye aur self base par apny knowledge ko use kar key trades open karny aur exit karny key decisions leny hon gey, agar other traders par depend kar key profit earn karna ya successful hona asaan hota to professional traders be yahi karty aur zeyda mehnat karny ki koshish nahi karty, ham ham apny app par aur apny knowledge key sath experience par depend karny ki koshish karen gey to es se hamara knowledge mazeed increase ho saky ga aur agar ham other traders par depend karna start kar den gey to hamara knowledge increase hony key bajaye decrease hota jaye ga.
      • #4 Collapse

        Re: markeet ka har haftay retracemnt krna lazmi hota hay?

        Dear agar Forex business me acha experience gain karna hay aur es business me professional aur expert banna hay to other traders par depend na kia karen, app jo be acha ya bura trading ka decision lety hey es me app ko agar profit nahi be hota to ye decisions app key expernice level ko increase zaror kar sakty hey agar app trading ka experience nahi rakty aur app market analysis karna be chahty hey to es ka sab se behtar solution ye hay key daily expert traders jo market analysis karny key reports release karty hey es ko follow kar leya karen ye market analysis report app ka knowledge be improve kar sakty hey aur app es key base par profit be earn kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: markeet ka har haftay retracemnt krna lazmi hota hay?

          Market Retracement.

          First of all hamen chahiye keh hum market ki Phycology ko achi trha se samjhen to phir hamen kisi aur se puchne ya kisi aur se mashwara karne ki zarurat hi nahin rehti,Jesa keh aam routine mein dekhne mein yeh ata he keh market akhri 2 din mein Thursday and Friday ko bohot hi ziada move karti hey aur jab aap dekhen keh market ne kisi bhi pair mein Chahe woh koi sa bhi pair ho us mein Friday tak bohot hi ziada up ya down kar liya ho to phir hamen yeh bat Almost confirm ho jati he keh market next week mein kuch na kuch retrace zarur hogi, Aur phir yeh har country ki economy par bhi depend karta hey aur baaz dafa Retrace nahin bhi hoti hey, Lekin bohot hi bari move ke bad next week mein ziada tar 90% Chances Retrace ke hi hotey hein, Market retrace hoti hey aur phir again thora sa up down karke us point ko break karti hey, But first of all woh retrace zaroor hoti hey.

          MY Opinion:

          JIs week ke end mein koi bhi pair bohot hi ziada up ya down chal gaya ho to uske next week retracement ke chances almost confirm hi hotey hein, aap us waqt risk le saktey hein aur woh best time hota hey trade ka, Baqi har traders ki apni hi strategy hoti hey aur Knowledge and Experience hota hey jiske sath woh work karta hey.

          SHUKRIYA
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: markeet ka har haftay retracemnt krna lazmi hota hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
            dear maira aap sab say yeh sawal hay k agar ham sab k pass bahut he kam knowledge hay aur hamko forex markeet main kaam krna bhi lazmi hay to ham apnay knowledge ko use kiye baghair apnay friends say aisay sawal kr saktay hain jaisay k maine aap say yeh poocha hay k kia yeh lazmi hay k markeet main har ik pair ka haftay k start main retracemnt krna lazmi hay ya aisa kuch bhi makreet main lazmi nai hay yeh sirf apnay knowledge k hisaab say moove krty hay is baray main comments sat roshni daal dain?
            Assalamu Alaikum ji han bilkul sahi baat ki hai Forex mein Main Kamyab trading ke liye Ye aapka knowledge Achcha Hona jaruri hai aur ham tab hi hi acchi trading kar sakte hain aur apne loss ko kam se kam sakte hain Jab Hamara knowledge week Hota Hai tab mein loss hone ke chances Bhi Jyada Hote Hain aur Hamen kabhi bhi achcha profit nahi mil sakta isliye Agar Ham Sab Chahte Hain ke acche se Accha profit Hasil kar sake To Hamen Apne trading ki ability ko strong karna hoga aur Hamen Apna Jyada focus apni trading per Rakhna hoga aur market ko samajhna Jaruri hoga Jab Ham market ko samajhne ki ki grip switch on Karte Hain To Tu trading bhi automatically acchi Ho Jaati Hai
            • #7 Collapse

              Re: markeet ka har haftay retracemnt krna lazmi hota hay?

              G ha dear ye to lazmi hai k agar market pora aik hi week aik taraf ja rahe ho to end of the week ais market ne aus candle ki retracement leti hai aor agar aus mai dekha jaye to aus mai hum ko agar trade karni ho to hum ais mai dekhy k agar market up ja rahe ho to week k end mai market down aati hai aor ap ko ais mai trade achi mil jati hai kun k ais market mai agar dekha jaye to hum ko candles ko samjhna chaye agar hum retracement par kaam karna chaty hai to hum daily ki candle par bhi trade laga sakty hain kun k daily ki candle jab close hoti hai to aus time bhi market ais mai retracement leti hai aor aus time mai hum thora sa profit bana sakty hai kun k market ap ko hint deti hai ap aus mai enter ho gay to acha profit bana saky gay.
              • #8 Collapse

                Re: markeet ka har haftay retracemnt krna lazmi hota hay?

                forex market bound nahi ha retracement ki retracement tab hoti hai jab market main chalty wakt presure kam ho au phir nechy sya kisi achi support say presure lay kar phir up jati hai aur zig zag karti hoti hai mager retracement hoty waky ap ko trade karny say avoid karna chaheay ap ko tab trade karni chaheay jab market aik trend main chal rahi ho kyon ky trend main kam karny say ap ka risk bohut eh kam ho jata hai ziada tar market friday waly din retracment karti hai kyon ky closing day hota hai jiss ki waja say market main presure kam ho jata hai jiss seller aur buyer bhi apni trade ko close kar daity hain aur market main kam volume hony ki wajah say back ana shuru ho jati hai aur monday ko phir say market apny trend main jana shuru hoti hai iss lea retracement ka koi bhi time nahi hota market kabhi bhi kar sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: markeet ka har haftay retracemnt krna lazmi hota hay?

                  mere experience ky mutabik forex market aik week main aik dafa lazmi retracement karti hai aur woh retracement friday ko aam tor pay ziada dekhi jati hai kyon ky market aik he taraf apni move ko jar nahi rakhti hai aik up down ki sorat main apni movement ko pakrti hai aur chalti hai aur rasty main ju support aur resistance level aty hain un ko bhi face karti hai ager kisi jaan apr strong support aur resistance aa bhi jay tu wahn say market rejt ho kar apna trend bhi change kar sakti hai es lea jab tak ap proper analysis karny nahi bethy gy ap ko forex market ki reading thek tarah say nahi akrni ayy gee es lea asa kam aap weekend main kar sakty hain trading ki chuti hoti hai jiss say ap weekend main apny analysis kar k next ky plan main add kar sakty hain forex main retracement ko samjhna bhi bohut zrori hai ap ess sy bhi faida lay sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet ka har haftay retracemnt krna lazmi hota hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                    dear maira aap sab say yeh sawal hay k agar ham sab k pass bahut he kam knowledge hay aur hamko forex markeet main kaam krna bhi lazmi hay to ham apnay knowledge ko use kiye baghair apnay friends say aisay sawal kr saktay hain jaisay k maine aap say yeh poocha hay k kia yeh lazmi hay k markeet main har ik pair ka haftay k start main retracemnt krna lazmi hay ya aisa kuch bhi makreet main lazmi nai hay yeh sirf apnay knowledge k hisaab say moove krty hay is baray main comments sat roshni daal dain?
                    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main hum logun ko knowledge or experience hasil karna both zarori ha is k bagar hum market ko samj ni sakty han is key humy proper analysis karna seekeny hon gy or proper learning karni ho ge
                    Is k alawa ap ny market ki movement ki retracement ki baat puchi ha forex trading main market apny hessab sy movement karti ha or bazdafa big news means high impact news sy market apni normal movement sy hat k movement karti ha is ley humy humy proper stop loss or take profit istamal karna chae ha or proper money management sy trading karni chae han main kamyab hona ha to humy full information hasil karni hon ge or maximum practice sy experience hasil karna ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                      dear maira aap sab say yeh sawal hay k agar ham sab k pass bahut he kam knowledge hay aur hamko forex markeet main kaam krna bhi lazmi hay to ham apnay knowledge ko use kiye baghair apnay friends say aisay sawal kr saktay hain jaisay k maine aap say yeh poocha hay k kia yeh lazmi hay k markeet main har ik pair ka haftay k start main retracemnt krna lazmi hay ya aisa kuch bhi makreet main lazmi nai hay yeh sirf apnay knowledge k hisaab say moove krty hay is baray main comments sat roshni daal dain?
                      Jab ap koi be technical analysis karty hain tu ap ko apny pairs ki support or resistance dunu mil jati hai. or ap usi ki base pay apni trade ko behtar tareeqy sy kar sakty hain. esleye koshish karain kay jab be ap trade karain ap ko cheye kay pehly us kay analyssi kar kay un ki values ko find kar kay achi earning kar sakty hain. or ap ko pata chal jata hai kay kaha tak market ki movement ho sakti hai or us mai market up ya down ager zaida be karti hai tu ap us kay again analysis kar kay apny stop loss or take profit ko update kar kay apny account ki open trades sy faida otha sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X